Lot sizes keya hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot sizes keya hoty hain?
    Lot Sizes
    Currency trading lots ki Shakal Mein hoti hai lots base currency ke units per Mushtmill hoti hai.
    Jyadatar brokers 3 Tarik ki lots trading ke liye pesh Karte Hain.
    1 standard lot joke 1 lakh units per mushtimil hoti hai.
    2. Mini lot 10,000 units per mustamil hoti hai.
    3. Micro lot 10,000 unit se kam hoti hai.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot sizes keya hoty hain?

    Aap log trading entry Lagane ke liye Jab Bhi market Mein Jaate Hain Kya aap log apni exam trading entry Lagane Lagte Hain To usmein aap log jo amount select Karte Hain ke kisi bhi currency is pair ko aap log by karte hain ya FIR send Karte Hain To iske liye aap log jo amount select karte hain investment ke liye vah aap Logon ki large size hoti hai aap log koshish Kiya Karenge aap log Apne account per Jo lot size ki selection karte hain vah aap log Apne account ke sabse manage Kiya Karen Taki aap Logon Ko trading karte hue Kisi kism ka risk Na Ho
    • #3 Collapse

      Re: Lot sizes keya hoty hain?

      Lot size ap ke trading ke leye use hone wale pase hote he,, Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken. is leye lost size kam se kam use kaoro***************
      • #4 Collapse

        Re: Lot sizes keya hoty hain?

        lot of size ko km rakh k hi sucess hon gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain chhaye is k bary main learning karni ho gi tab hi hum achy say trade kar ksaty hain aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain market main bi greed ko avoid kar sakty hain so hamain is foruum main part time main bi job kar k hi hum sucess ho skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Lot sizes keya hoty hain?

          hamy apne capital ky hesab sy lot lagane chahey hamy kam amount par zeyada lot nahe lagane chahey hamy market main kam karny ky har aik rules ko follow karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is ko apna life time career be bana sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Lot sizes keya hoty hain?

            dear trade ko opan karty wakt jab hum entry elty hen tab he humen lot size ko put karna hota hy humen chaia keh hum fortex trading men lot ko kam sy kam estamal karen gy tab he hum forex men hum bahot he achi kamyabio hasil kar s aken gy forex men jab tak hum lot ko achi trah sy aacha kam nai karen gy forex men hum kabe bhe achi kamyabi hasil nai kar skane gy
            • #7 Collapse

              Re: Lot sizes keya hoty hain?

              dear agar app trad main lot ko ziada laga kar trad karin gay to app loss ke sorat main bht sa loss kar lin gay is liya hamian apny account ko daikh kay or pher money management kay sath lot ko open krain gay to he appp is main kamayb hongy forex main wohe log kamayb hoty hain jo mahnat or lagan say kam krty hain
              • #8 Collapse

                Re: Lot sizes keya hoty hain?

                Lot 3 kisam ki hoti hai
                Micro lot
                Mini lot
                Standard lot
                Microlot mein ek pip ki value 10 cent hoti hai jab ke a mini lot mein ek pip value 1 Dollar Shakti standard lot main ek pip 10 dollar ka hota hai ki upar niche jaane se aapko 10 ka nuksan ya 10 ka profit hoga isliye aapko koshish karni hogi ki jab bhi apni trade lete Hain to usmein lot size apne a account capital ke mutabik hi rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: Lot sizes keya hoty hain?

                  Gevha senior member jab be koi tread open larte he to hum is tread per laga huwa mo ey ke hisab se tread opennkarte he aur is ko kit suxe kete he ke hhm kitna investment kar rahe he jitna zayada imvestment kare ge hume fayada be hasil ho ga mager hum alna accou t ko be jaldi wash kare ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot sizes keya hoty hain?

                    Lot size different hote hain aap Agar 0.01 ka volume lagate Hain To ismein agar aap aap ke liye market 10 points move karti hai to aapko ek dollar Milta hai aur Agar market mein aap 0.10 ka Volume lagate Hain to market job 10 points move karti hai to aapko $10 milte Hain aur agar aap 1.00 ka Volume lagate Hain Yani Ke standard lot lagate Hain to is per aapko $100 milenge 10 points per isliye yah money management ka bhi question high risk to reward Kabhi question hai aur price action ka bhi question hota hai aapane market main points ko kaise calculate karte hue apni position leni hai aur usko kahan tak aapane hold karna hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot sizes keya hoty hain?

                      Hum jitni Amount Main Koi Bhi Cheez Khareedtay Hain Yaaa baichtay Hain WoH Humaaara Lott SiZe Hotaaa Hai To HumEn Chaahiye k Agar Kaaamyaaab honaaa Hai Or Loss se Bachnaaa hai To MeHnat Ss is Main Kaaam KaRen Or Zyaada se Zyaada Samajh KaR Trade LaGaaani Chaahiye Or ApnayAccOunt K Mutaabiq hi lott siZe Kaaa intakhaaab Karnaaa chaahiye taakay kaamyaabi haaasil kar sakrn....
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot sizes keya hoty hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
                        Lot Sizes
                        Currency trading lots ki Shakal Mein hoti hai lots base currency ke units per Mushtmill hoti hai.
                        Jyadatar brokers 3 Tarik ki lots trading ke liye pesh Karte Hain.
                        1 standard lot joke 1 lakh units per mushtimil hoti hai.
                        2. Mini lot 10,000 units per mustamil hoti hai.
                        3. Micro lot 10,000 unit se kam hoti hai.
                        yes brother bilkul aapane sahi Baat Kiya Hai Ki lot size information ke bare mein aapane jo Hamen bataya Hai vah bilkul sahi hai ki Hamen lot size ka pata nahin hoga to ham aise hi Apna loss kar denge aur Agar Humko lot size ka pata nahin hai ki Kitna lagana hai aur aapke money management ke sabse lot size Kitna banta hai to use lot size mein aapko loss hone ke Jyada chance hote hain Kyunki Agar aapane Bada lot size use Kiya aur aapko pata nahin hai ki aap Kitna lot size se kam karne Ja Rahe Hain To in future aapko nuksan ho sakta hai so be careful about this lot size
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot sizes keya hoty hain?

                          Salam to all dear friends lot three types ki hoti Hain ziada tr trader 3 qism ki lot py trading krty Hain
                          Standerd lot
                          Mini lot
                          Micro lot
                          Agr ap 0.01 volume lot set krty Hain to agr market 10 point move krti hai to ap ko ak dollar milta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X