agr ham is main new han to hamy acha knowlegde haisl kar ky major pairs par trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil karky apni zarorto ko pora kar akty hain ham is main aoni amrzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим