Assalam u Alaikum ummid karta hun aap sab dost kariye se honge mein ek baat aapse share karna chahta hun jo ki Ham mein se aksar trader galti chale jaate Hain jaisa ki Forex trading start karte hi sochte hain ki ek Hi din mein jyada profit hasil kar liya jaaye aur amir baniye lekin yah baat theek nahin hai kyunki Jo message aate Hain to badi lot ke sath trading shuru kar dete Hain jo ki hamare liye nuksan ka bes banti hai hai isliye maine se kam Karen aur Forex trading mein jaldbaji Na Karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим