forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

    forex me jis trader k pass experience hotah i woh tred k bare me sb kuch janta hota hoi woh phir apne tajarbe se faida utate hue woh order place krta hi jsi se use aksar profit hota hi isi tarah new trader jo tred k bare me nhi janta woh tred lgane me galti kr deta hi jis se use aksar tred me loss ho jata hi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

      Jab koi bhi new traders apni trading co continue karta hai to start main usko loss hi hota hai aur iski vajah yah hai ki uske pass trading se related experience jyada nahin hota hai aur yahi vajah hai ki vah ek kam job trading karne mein fail ho jata hai jaisa ke iske liye yah bahut jaruri hai ki har ek member ke pass trading se related experience ka maximum hona hi sabse best hai aur isi tarah se hi koi bhi member kamyab trading karta hai
      • #18 Collapse

        Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

        G han agr ma kho zameen aaman ka farq hy to kuch gallat na honga q k new trader to apny mind map sy market ma appear hotta hy jab k senior member ya yrader hamesha market k mutabiq chalta hy an k beech ma experience ka gap separation krta hy.expereince is a great teacher ya such kha hy ksy bu.
        • #19 Collapse

          Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

          Dear friend new trader aur jo experience trader hai usmein coffee Fark Hota Hai maarpeet Ko Samjhana Itna Aasan Nahin Hai Jitna Dekhne Mein lagta hai new tractor market ko analyses Behtar nahin karta Jab Ke experience trader Ne vah lamhaat gujare hote hain loss Karva chuka Hota Hai Uska experience is vajah se jyada ho chuka Hota Hai
          • #20 Collapse

            Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

            bilkul ache tarah se bat ke ae ap ne aik experienece wala trader aik acha trader hota hae q ke us ke pas acha experience hota hae jis ke waja se wo us main kamayab ho sakta hae or ache trading karta hae lakin aik new trader ke pas zayada experience nhe hota hae or wo us main zyada kamayab bhe nhe ho sakte hae isi liye un ke trading main bahut farq hota hae to hamen cahiye ke hum is main hamesha mehnat karte rahan karen take hum is maain kamayab hojaen or ache trader ke tarah is main hum trading kar saken
            • #21 Collapse

              Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

              Ji han Suresh Mein Kam Karne Wale new traders aur jo old traders Hai unke kam mein bahut Fark hota hai new traders is Baat Ko Nahin sochte ke unko loss Hoga aur Unka Kaun wash Hoga Aisa ...Nahin Soye the vah bhi Laga Lete Hain aur Unka Bhala soche samjhe Pyar Ke counter wash ho sakta hai koi bhi train Lagate Hain lekin ek experience floor old trader Hamesha Aisa nahin karta vah Ek ke sath deta hai aur kabhi bhi loss ko aur Nahin likhta bulke apne aap ko control car cad rate milata hai yahi Fark Hai Ek new trader main..
              • #22 Collapse

                Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

                Dear respected member of Forex trading jo Bhai Forex trading main phly sy km krty a rahy hn on ko market ke bare mein bhi jyada pata hoga Agar ham jo pahle se Pakistan Forex trading kam kar rahe hain Agar ham unko follow karen to ham bhi market ko samajh sakte hain aur jyada profit hassil kar sakte hain yahi vajah Hoti Hai Ke Jo jo nai member aate Hain vah market ko bagr shmjh kr treading krty hn or loss hasil krty hn
                • #23 Collapse

                  Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

                  experiences on Kaba karte hain hamen kamyabi hoti hai isliye experience is a basic ki aap kamyabi isliye hamen chahie isko tham kar Ham kam Karen acchi Si agar management karenge experience se karenge to hamen kamyabi Hasil Hogi isliye mehnat Karen koshish karen to yah hamare liye Achcha hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: arshi2 پيغام ديکھيے
                    Forex mein jo new trader han un ki aur experience trader ki trading mein Fark tu hota hi hai kiok jo log experience han wo apne experience ko use kar Kay trading kartay han aur new trader ko experience nahin hota is leye wo tukay laga kar trading kartay han aur experience trader aur in experience trader mein sab se bara Fark ye hota hai kay wo apni trade har waqt open nahin rakhtay un ko market mein opportunity milti hai tu market mein trade open kar Kay profit earn kartay han aur jo new trader han wo har waqt apni trade open rakhtay han aur is traha loss hi hota hai hum ko forex ka experience hasil karna zaroori hai
                    Forest trading market mein jo trader expert hote hain unke pass Forex trading ka Achcha experience aur Knowledge hota hai isliye vah Hamesha forex market Mein Soch samajhkar trading Karte Hain aur jo new trader hote hain unke pass Forex trading ka kam experience on Knowledge hota hai aur unko profit Hasil karne ki Jyada jaldi hoti hai isliye vah Yad Aata jaldbaji Mein Hi trading Karte Hain aur expert trader or new trader Mein Yahi Fark Hota Hai
                    • #25 Collapse

                      Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

                      Dear friend forex trading main kamiyab ho na hain to trading ka eaxpirense ho na zarori hain agr ap ky pas trading ka eaxpirense or knwoallge ho ga to ap achi earning kar saky gy or kamiyab trader ban saky gy isliye mahnat or himat ky sath kam karin or trading ka eaxpirense gain karin new members ky pas trading ka eaxpirense nhi ho ta hain is liye new members ko trading ka eaxpirense gain karna chahey
                      • #26 Collapse

                        Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

                        Assalamu Alaikum new trader experience trading mein bahut jyada Fark hota hai example ke Taur per Jo new trader Hote Hain vah threading tool Se Jyada introduced Nahin Hote Jab Ke dusri Taraf Aise Jay traders Jo cutting tool se introduced hote hain vah old status hote hain aur bhi acchi trading kar sakte hain unke pass knowledge Jyada hota hai aur experience Jyada hota hai isliye experience trading Mein loss ke chances kam aur profit Jaan Se Jyada Hote Hain
                        Do it before other will do!
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: forex mein experience aur new trader ki trading mein Fark

                          G hain us ma bout zadia fark hy jo log experience wailaly hoty hy wo kama bhi zadia best kerty hy ar jo new trade hoty hy in k pass experience ni hota wo her zadia knowledge bhi ni rakty in ka competition agr experience worker se Kia jaw to hum ko path chal gaw

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X