USD kia hain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD kia hain
    USD united staties dollar hain yai aik currency hain hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main trading akrni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hai or ham is main apni mawrzi sy full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USD kia hain

    USD united state dollars hain or forex main humara account bhi esi currency par banaya jata hai or hmain profit bhi esi main milta hai aghr humain kamyab hona hai tu hmain forex ko time dena hoga forex ki learning karna hogi jis se hum forex main kamyab ho skty hain jitna hmara time forex mai spend hoga otna he hmain forex ka zyda experience bhi mily ga jis se hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar k acha profit lay skty hain forex main hmai mahnat he hain kamyab bnati hai
    • #3 Collapse

      Re: USD kia hain

      Dear USD abbreviation hai American dollar ki US dollar Ki Dor Jo Forex Ka King hai woh USD means ke American dollar Forex making hai jo sari currencies ki movement ko hold karta hai agar agar aap US dollar ke index Ko Ek Bar read out karen to aapko clear Pata chalega ki Forex Mein 50% share US dollar ke hain aur uske bad Jo currency Forex main hall rakhti hai vah European currency Euro dollar Hai joro 30% Apne shares Rakhta Hai rest of all the 20% shares Unmai Pounds Jani KUK currency is strong Uske bad Canadian Dollar be strong aur uske sath dusri currencies likes trillion dollar New Zealand Dollar aur Hamare Sath aur Aate Hain ji Swiss Franc aur Chhoti Moti jitni bhi currency Japanese Yuan is jitne bhi chal rahe hain yah Sare small currencies Hai Forex Mein share Hain
      • #4 Collapse

        Re: USD kia hain

        DEAR ye aik currency hay, ye to sab ko pata hay, per ap apny thread ka topic itna short bhi na lagaya karain keh ye feel ho keh ap question ask kar rahy hain, every person knew it keh USD aik basic currency hay, or instaforex per yehi currency use hoti hay, is liye ap aisy thread na he lagain to acha hoga.
        Last edited by ; 03-05-2020, 10:25 AM.
        • #5 Collapse

          Re: USD kia hain

          yai aik currncy ka name hai hum is mai raat ai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kari sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gyt o hamy loss ho ga hum is mai apne marze ys tme table bana kar kam kar sakty hain yai kabe be b and na hony wala cha business hain
          • #6 Collapse

            Re: USD kia hain

            hamain is k bary main pair ki currency ko use kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main bi planing karni ho gi aur hmain market main bi is foruum main bi greed ko avoid kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain experience ho ga tab hi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain market main bi mind ko fresh kar k hi hum achy say trade kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: USD kia hain

              Usd aik major currency hai aur ye world ki strong currency hai aap jb kisi major currency pairs mein trade open krny lgein tu pehly Usd index ko lazme dekh lein is tarah apko aik way mil jayega agr usd ki value kam ho tu bhi agr value strong ho rhi ho tb bhi trade open krny mein asani ho jati hai.
              Last edited by ; 03-05-2020, 10:29 AM.
              • #8 Collapse

                Re: USD kia hain

                usd ka matlb hota hy dollers akser doolers ko usd hi kaha jata hy but doolers qk amerca ki trf sey unki mony ka mame hy jesy keh hmra rupees hein opr sodiya k riyaal hein wesy hi amerca mein doolers use kiy jaty hein but market mein hamin akser dsehknbo ko milta hy usd ki bhut sari cury k tpor per use ho rahy hein hamin chaiy keh humn best sey bhi best work kreoin or curenu ko buy ya sell ker k usd k zarea exchange ker k ap[ni coluntry k mutabik rupess bnain
                • #9 Collapse

                  Re: USD kia hain

                  dear and respected member usgd aik curency ka name bhi hy aour amerca ki value bhi hy iss liy my dear and respcted member iss ko majorcurency mein bhi count kiya jata hy iss liy hamin chahiy keh ham iss mein trade lety huy carefully rahin minum lot soxe use kerty huy hamin acha profit hasil kerna chahiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: USD kia hain

                    american dollar hai agar ham american dollar ko samjhte hain to hmain is mein buhat hi kameyabi mil sakti hai hmain is mein kaam karne se kaam karna hai agar ham kaam karna chahte hain to ham kameyab ho sakte hain hmain is mein kaam karne ke lye knowledge hona chahiye agar ham knowledge hasil kar sakte hain to ham kameyab ho sakte hain is liye hmain is mein kaam karne ke liye mehnat se kaam karna hai aur is ke liye hmain sakht mehnat karni hai
                    • #11 Collapse

                      Re: USD kia hain

                      USD America ki currency hai jo ki unhone World War 1 se pehle Jari ki hui thi World War II ke bad Tamam mumalek aik Jagah per ekatthe Hue aur unhone ek currency select karna Shuru kar di Taki Puri duniya ki currency Uske mukabale Mein Apni currency launch kar sake is vajah se USD ko International haisiyat Hasil Ho Gayi . 1970 ke bad tamamo Malik ko is chij ka Paband banaa Diya Gaya ki vah USD ke mukabale Mein Apne currency Ke Qadar Mai changing kiya Karen aur USD dollar ko Gold ke hisab se change ho Jaya Karega.
                      • #12 Collapse

                        Re: USD kia hain

                        Usd bilkul aisa hi hai American dollar Hai Jis per ham ka account banaa hota hai aur trading Bhi Karte Hain Agar basically Dekha Jaaye to Kisi bhi currency per Ham trading karte hain to uska anuvad Hamen dollar Mein Milta Hai basa ke liye American business hai isliye is mein jo bat rate ki Jaati Hai Uska reward Milta Hai dollar Mein hi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: USD kia hain

                          United State dollar jis ka mukhafaf yani short form hay USD kahlata hay jo ke United State kay momalik main raij u waqat hay jis ko international currency ka darja Hasil hai or dunia kay bash tar karobar ishe currency mein layn dan kartay hain forex main bhe usa dollar ka aik aapna mukam hay
                          Thank you for your attention

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X