Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

    g bilkul aap ne sahi kaha ha k lalach bahut hi buri bala ha, lalach aap ka sari mehnat aur lagan se kiya gya kaam tabah kar deta ha, lehaza humen chaiye k lalach se bachen aur humen mehnat karna hogi aur dil laga kar kaam karna hoga to phir hi hum lalach se bach sakte hen aur jub hum acha kaam karenge to humen us ka acha sila mile ga, humen forex ko bahut ziada samjhne ki zaroorat ha aur humen apne knowledge ko b behter karna hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulRehman973 پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear friend hopes k aap sab log theek Honge aur aap ki trading b theek chal rahi Hogi main aapse ek baat Kahana Chahunga ki greed yani lalach aapki sari mehnat ko Barbad kar deta hai meri aapse request hai ki Jab Bhi aap trade open Karen aap ek plan banaen aur apne plan per strictly implement Karen Kyunki last week me Ne Bhi Main apna na Sara balance Sara account wash Karva diya hai sirf lalach Ke Chakkar Mein Apne motion per control rakhen aur positive trading Karen.
      g bilkul dear ap ki bat se agree krtahon greed krty hain to hum apna bht bara loss krty hain kun k jo bonus hum pory week posts krty hain agr hum zaida ka greed krty hain tohum small profit se b jaty hain iss liye humein small target set up krny chahyie aur acha profit small small targets ma pora krna chahyie ta k big loss aur phr recovery se save rahen:1f615:
      • #33 Collapse

        Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

        apke bat bilkul thek hae agar ap is business main lalach karen ge to ap kabhe bhe kamayab nhe ho saken ge to isi liye tamam logon ko cahoe ke wo is main hamesha mehnat karte raha karen take wo is main kamayab ho sakn or kamayabhone ke liye un ko lalch se bachna ho ga to isi liye kabahe bhe lalch na karen balke himmat or mehnat se kam karte jaen take ap is main kamayab ho saken or aik ache trader ke tarah trading kar saken forex business maian to isi liye lalch bur bala hae
        • #34 Collapse

          Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

          W salam bhai ma thek umeed krta hun aap bhi bikul khareyat sy hon gy agr ham lalch kren to hamin kamyabi ki bjay nuqsan othana parh sakta ha agr ham yeh sochin ky ham ny forex me koch earning kr li ha ar ha os ky bad yeh lalach kren ky ham mazeeed osi wAqat earning kren to ho sakta ha ham apni earning ko bhi gawan den hamin chaeay ky ham moka dekh kr trade kren jab hamin acha moka mily tab e ham trade enter kren ar lalach me any ki bikul bhi zarurat ni ha agr ham lalach kren gy to ham apni earning ko bhi gawa den gy.
          • #35 Collapse

            Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

            Ji bilkul theek aap Forex trading Mein Hamari lalach Hamen tabah kar deti hai Forex trading Mein Hamen lalach ko avoid Karke treat Karni chahie Jo log Forex trading Mela Lage karte hain vah Apna loss Jyada karte hain Forex trading Mein Hamen learning aur knowledge ke sath kam karna chahie aur acche experience trait Karni chahie tabhi Ham acchi dress lagakar chhah fayda Sarkar sakte hain aur Forex trading Mein acchi earning kar sakte hain.
            • #36 Collapse

              Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulRehman973 پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum dear friend hopes k aap sab log theek Honge aur aap ki trading b theek chal rahi Hogi main aapse ek baat Kahana Chahunga ki greed yani lalach aapki sari mehnat ko Barbad kar deta hai meri aapse request hai ki Jab Bhi aap trade open Karen aap ek plan banaen aur apne plan per strictly implement Karen Kyunki last week me Ne Bhi Main apna na Sara balance Sara account wash Karva diya hai sirf lalach Ke Chakkar Mein Apne motion per control rakhen aur positive trading Karen.
              Ham bahut jyada mehnat kara ke yahan Tak Aate Hain Mera matlab hai ki trading karne Tak pahunchte Hain Hamara Ek Chhota Sa Lal Hamari Tum sari mehnat ko tabah kar deta hai isliye main Tamam member se Yahi kahunga ki kabhi bhi lalach ke sath kam na Karen Kyunki Lal check bahut Buri Bala Hai lalach Mein Aakar Insan Apna account was kar leta hai bol ke har Insan apne aap daba kar leta hai.
              • #37 Collapse

                Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                Theek kaha ha ap ne alach hamari mehnat ko khatam kar deti ha experience hona lazmi jis ke bagair ap trading ke bary me soch hi sakty q ke trading krny ke liye ap ko is ke levels ka pta hona chahye jo ke ap ko demo me practice ke bagair nahi milty
                • #38 Collapse

                  Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                  Forex trading main lalchi insan kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakta Forex trading mein Hamen chahie ki Ham many management se kam Karen Apne balance ke mutabik profit ratio rakhen jyada risky trade na len thoda thoda karke earn karne ki koshish karenge to bhi Ham Forex trading Se achcha fayda sal Le sakte hain per extending mein Hamen chahie kaise achcha experience ke liye demo account per practice Karen Taki hamara achcha experience hota vahan achcha profit asel kar sakenge.
                  • #39 Collapse

                    Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                    Lalach sey hum ne lazman he bachna ha warna loss hojata hay her new trader experienced nahi hota lekin demo pe practice to behar haal ker he sakta hai.hum trading ka knowledge forum se bhi hasil ker sakte hain aur demo account se bhi.is forex main learning karein gay tab hamain kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forex main trend ko use karien gay tab hamain is say loss kam ho saky ga
                    • #40 Collapse

                      Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                      Forex trading mein agar Ham lalach karenge Apne balance ke mutabik trade nahin karenge risky trade link kase jyada profit asar karne ke chakkar mein padenge to apna nuksan karenge Forex trading mein Hamen Agar kamyabi Hasil karni hai Forex trading se Agar daily earning karni hai Forex trading account ko agar humne safe rakhna Hai to Hamen chahie ki Ham risky trader nale money management se kam Karen aur hamare paas Jo balance hai aapane balance ke mutabik profit ratio rakhen tabiya Forex trading Se apna account bhi safe rakh sakenge aur acchi earning bhi kar sakenge.
                      • #41 Collapse

                        Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                        it's nice saying greed is curse Soya isliye Sahi Hoga ke Ham acche se kam Karen Agar Ham mind Ko Phool Rakhe bagair aur blindly invest karte hue ya FIR double training Lagate Hue ya FIR non stop able trading karte hue Koi trading Laga Dete Hain To Ya FIR lalach Mein a Jaate Hain To Sara ka sara bonus based hone ka danger ho jata hai lekin Jaruri Nahin ke loss hi a Jaaye profit hone ke chances bhi hote hain Agar trading ko Sahi time per aur Sahi currency per kiya jaaye lekin new users ke liye advice Yahi Hogi Kyon hit and trial method ke sath work na Karen pal ke lalach ko ek side per rakhkar mehnat se kam Karen Taki Unka bonus West Na Ho
                        Do it before other will do!
                        • #42 Collapse

                          Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                          Lalach hamesha nuksan ka bais ban jati ha iski khatam kro is business kay baray main apko knowledge is forum ki madad say bi mil sakta hay.or bi net main buhat si side hai.jin say hum ko forex trading kay baray main knowledge mil jata hay..
                          • #43 Collapse

                            Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                            ji bilkul aapane sahi Kaha Forex main lalach karne se Hamari sari mehnat tabah kar deta hai isliye Hamen chahie ki Ham Forex Mein daloge Na Karen pal ke Soch Samajh Kar trade Karen aur Apne emotions ko site per rakhkar trade Karen tar ke Forex Mein Kamyab Ho Sakenge Kaisa business hai jis mein agar ham lalach Karte Hain To Sab Kuchh daba kar dete hain aur Apna account wash kar dete hain aur Hamen isase bahut nuksan ho jata hai
                            • #44 Collapse

                              Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                              Bilkul Agar Ham Forex Mein laalach karte hain aur apne kaam ko proper tarike se nahin Karte To Ham apni sari mehnat tabah kar dete Hain isliye Hamen chahie ki Ham Forex Mein lalach Na Karen aur apne emotions bhi control mein rakhen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apni working ko Achcha banane ki koshish karen Taki Forex Mein Kamyab ho sake aur acchi earning kar sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Lalach apki sari mehnat tabah kr deta he.

                                ji han Forex trading mein agar Ham lalach karenge Apne balon Se jyada risky trade lenge jyada profit cancel karne ke chakkar mein padenge to Ham nuksan karenge Agar Ham Forex trading mein thoda thoda karke earn karne ki koshish karen to isase hamara profit bhi pata ho kya aur hamara experience bhi Hamen chahie ki Ham Forex trading ke rul ko follow Karen jyada risk na len aur acchi trade Ka intezar Karen relax hokar kam Karen aur apne balance ke mutabik lot lagaen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X