Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey
    Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey jiss ki waja se woh kamyab trading kartay hen aur agar apni new strategy banaen tu pahlay demo account pe practice kar k improve karen aur phir agar koi strategy kamyab ho jati hey tu phir uss ko bar bar change nah karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

    hum trading kar ky erning gain kar sakty hain hum is mai earning be gai kar sakty hain hum is mai learning gain kar sakty ain hum is mai aagr lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum isy apna professionaal carer be bana sakty hain hum is mai agar stretagye ko ignore kary gy to hamy lossho ga hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

      han g bilkul zarror hoti hy khuch members jo excperince gain ker chuky hein forex mein unko bhut zeeda strghty hoti hy wo khud bhi good trading kerty hein or dooasron ko bhi is hawly sey guife kerty hein isliuy hamin chaoiy keh hun ork kerty heu apni staghty ko mazeed strong bnain or trading kerny mein rexpoerince hasil krein to hum bhi ik din zartror sucess full traders bnin gy
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
        Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey jiss ki waja se woh kamyab trading kartay hen aur agar apni new strategy banaen tu pahlay demo account pe practice kar k improve karen aur phir agar koi strategy kamyab ho jati hey tu phir uss ko bar bar change nah karen
        ji han dost apne sahi kaha har kisi ka kaam karne ka apna hi method hota hai hamain usi ke mutabiq kaam karna chahye our dosre log kaam bhi apne apne methods se karte hai our ye hamesah hi nazar atta rehta hai,
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

          hamy achi strategy bana kar isy demo par test kr ky is main trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain os acha bonsu hasil kar ky apni life sy gurbar ko kathem kar sakty haieal business hain n ham is main 24 ganhto main sy ksi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain ji smai kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarot nahi hoti ya aik r
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

            G han forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh aik trading strategy bana kar trading kartay hen agr strategy kamyab ho jay tu phir musalsal aik strategy k sath trading kartay hen aur regular achi earning hasil kar letey hen iss liay apni achi trading strategy ko zaroor improve karen
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

              G han bro forex trading mein hr trader apni strategy se trading krta hai kionkeh sb log market ka analysis nhi kr paty koi price action use krta hai tu koi hedging krta hai lekin sb ki koshish hoti hai k loss na ho jis k liye mehnat hr trader krta hai lekin kuch kamyab ho paty hein kionkeh sbko profit nhi ho sakta kisi ki strategy fail ho jati hai jis mein wo koi na koi mistake kr dety hein.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                dear g nahi is main hr kisi ki apni apni staregy to nahi hoti hay pr wo is min anay k bad demo main best sa best wor o kr kkhud ko is main asani say improve kr saktay hin is main ham ko chye k ham bhi agar kamyb hona chatay hin to ham ko bhi is main achay say acha kam ko karaty rahnay i try karaty rahna ho g forex main anay k badmain .
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                  Ji dear, har trader apni trading abilities and qualities ki base per apni trades ko successful banata hay,jiski waja uska trading plan and trading strategy hay, her trader aik specific market movement main trade karta hay, is liye always self confidence and trust he successful trades day sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                    g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex min treading kamry ki har insaan ki apni satartegy hity hy har insaan apni marzi ka sath treading karta hy is lia hum sab ko chaye hamin treading karny sy pheky markeet ko achy sy aynalize kar ka jab hum treading kairn to acha profit warn kar skata hy koi member is min faida othan leta hy kisi ko bahutoos hota hy iis lia har kisi ka apna andazz hita hy treading karn ka iis lia hum ko treading min jaldbazi nahin kanei chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                      yes friend, sb ki trading technique different hoti ha, is liay forex ma trading k liay maximum members ki apni strategy hoti ha jis k mutabik wo trading kartay hain, wo apni learning ki base par planing bnatay hain aur us ko follow kartay hain, koshish karain k strategy ko real ma apply karnay sa pehlay usay demo par test kar lain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                        Forex mein jo bhi trading karta hai aur forex mein knewledge aur experience hai tu woh apni strategy Kay mutabik hi trading karta hai aur apni strategy Kay leye demo account par practice kar Kay koi strategy bana kar real account mein use kartay han aur is Kay leye forex ka knewledge aur experience hona zaroori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                          Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey jiss ki waja se woh kamyab trading kartay hen aur agar apni new strategy banaen tu pahlay demo account pe practice kar k improve karen aur phir agar koi strategy kamyab ho jati hey tu phir uss ko bar bar change nah karen
                          G ha har kese ke apni planing hote he or hum sab ko planing se kam karna chaye.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken. take hum sab ko fida mil sake.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                            g hanr kisi ki apni strategy hoti hai aur man us ko hi follow karna chahiye kyon ke agar ham kisi jko follow karain geto ham kaam nahi kar sakte hain hmai mehnat se kama karna hai agar ham mehnat se kaam karte hain practice karte ain knowledge ahsil karte hain to hmain strategy banae mein help ho jati hai aur ham mehnat se kaamkar sakte hain is liye hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain learn karain aur achi earning karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                              Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men her kisi ki apni trading strategy hoti hey jiss ki waja se woh kamyab trading kartay hen aur agar apni new strategy banaen tu pahlay demo account pe practice kar k improve karen aur phir agar koi strategy kamyab ho jati hey tu phir uss ko bar bar change nah karen
                              Jab Ham Forex trading Mein trade Karte Hain To Ham apni Apne Hain trade start Karte Hain Kyunki Jab Ham start Karte Hain To Ham Ek dusre se Vishwas Nahin karte Agar Ham Ek dusre se discuss Karke trading Karenge To Ham Ek dusre ki copy kar sakte hain lekin trade start karte hue Khud Hi start Karte Hain To Har Kisi Ki Apni Apni ID start Hoti Hai Ek dusre ki copy Karke trade karne mein itna maja Nahin Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X