Next week kay liye different time frames use kar kay analysis karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Next week kay liye different time frames use kar kay analysis karain.

    Trading se pahle member ke liye bahut jaruri hai kya tu jab ke koi trade open karne wale ho to pahle market ko sahi se analyse kar len aur uske bad hi do acchi trading kar paate hain jaisa ke kuchh members kaise hain ki jo next week mein trading karna chahte hain to iske liye yah jaruri hai ki vah pahle se market ko baat karna start kar den aur uske bad jab humne achcha lage tabhi vah apne trading ko jari karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Next week kay liye different time frames use kar kay analysis karain.

      All members ki apni strategy Hoti Hai trading karne ki short term trading Agar kah rahe hain to time frame bhi short hi use Hoga Agar long kar rahe hain to is hisab se long time frame ka use Hoga apni status ke mutabik hi time frame ka bhi use karna chahie Soch Samajh Kar market Mein trading Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Next week kay liye different time frames use kar kay analysis karain.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
        Assalam O Alaikum dear members.
        Weekend per forex market close hoti hay, laikin hum chart say different analysis kar sakty hain. All pairs ki different timeframes ki madad say movement analyse karain,W1, D1, H4 and H1 time frames use karain, hamain kai pairs aisy mil jayain gay jin main next week 2 or 3 days buy or sell ho sakti hay,
        Is liye ap sub members apny analysis khud kia karain ta keh apka experience bhi high ho.
        Ap kia kehty hain friends, comments please.
        Assalamau ALiakuam my bro bilkul sahe bat ke hae ap ne forex trading main market ka analysis karne ke liye hamare pas different types ke time frames hote haain
        M1
        M5
        M15
        H1
        H4
        D1
        W1
        M1
        yeh sab time frames hote hain in ka use yeh hota hae ke hum hourly main aik ghante ke markete kovement ko check kar sakte haoa or daily main aik din ke mivement or is mai hum short term or long term trading ke liye hum is main analysis kar sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Next week kay liye different time frames use kar kay analysis karain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
          Assalam O Alaikum dear members.
          Weekend per forex market close hoti hay, laikin hum chart say different analysis kar sakty hain. All pairs ki different timeframes ki madad say movement analyse karain,W1, D1, H4 and H1 time frames use karain, hamain kai pairs aisy mil jayain gay jin main next week 2 or 3 days buy or sell ho sakti hay,
          Is liye ap sub members apny analysis khud kia karain ta keh apka experience bhi high ho.
          Ap kia kehty hain friends, comments please.
          Hamara you next week Hoga Hamen iske liye bilkul taiyar Rahana chahie balki perfect time dekar form ko use Karen Taki Hamen Iske bare mein acche analyse karne Aane analyse karne a jaen acche analyse Karenge To Hamen perfect trade Milegi Agar Ham perfect Karenge to hamesha profit Hoga isliye Hamen chahie ki Ham acche acche analyse Karen aap.

          اب آن لائن

          Working...
          X