Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy
    Jab market kisi point kk reject karta hai to use. Se koi bhi intry Lena Hamare liye bahut hi difficult hota hai isliye aur sab. Se aap per Kabhi Bhi Na kiya karo just Sabar kiya karo aur Market ke stable hone Tak ka vate karo agar aap use rejected area se koi train open Karoge to market ki movement aapke opposite bahut fast Ja sakta hai aur is tarike se aapka account bhi wash ho sakta hai
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے

    g han rejection points bahit hy danger hot hai hamary trade kliye hamen usmien kabhy bhy entry nhy lena chaye balke agar ham ismien rejections ky bajae achy mauqa ka talaash klarte rehna chaye aur tabhy ache position k sath enrty lena chaye .
    Last edited by ; 03-05-2020, 08:28 AM.
    Today's Latest Update

    RockMan's Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

      hamy price actio ko watch kar ky kam kara ho ga pher he hum pasia kama skay gy hamny market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik amm business ke nisbat acha business hain yai aik international or kabe be band n ahony wal business hain yai kabe be band na hony wala business hain
      • #4 Collapse

        Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
        Jab market kisi point kk reject karta hai to use. Se koi bhi intry Lena Hamare liye bahut hi difficult hota hai isliye aur sab. Se aap per Kabhi Bhi Na kiya karo just Sabar kiya karo aur Market ke stable hone Tak ka vate karo agar aap use rejected area se koi train open Karoge to market ki movement aapke opposite bahut fast Ja sakta hai aur is tarike se aapka account bhi wash ho sakta hai
        Ji han Aise point Per entry Lena dangerous ho sakta hai lekin Agar market rivers move karna Shuru kar chuki ho aur trend change ho chuka ho to entry leni chahie Kyunki Jab market support per pahunch jaati hai to ja tu sport ko break Aati Hai Ya FIR rivers hokar resistance ki taraf Chalna Shuru kar deti hai aur ISI Tarah market Jab resistance per kaun si hai to ja tu usko break aati hai yaar ek baar so Jaati Hai To is Reverse aar-paar Hamen trade scam open kar leni chahie Jab Hamen Shor ho jayegi ab trend change ho chuka hai ISI Tarah Ham trade Karke Achcha profit banaa sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

          dear g han ap nay achi bat ko share kia hay q k market kabhi bhi kis bhi direction main ja sakti hay so is main ham ko chye k ham is main best sqay best work ko kam ko karaty rahnay ki try karna ho g is main ham ko mehnat k sat bar bar market ko assess karnay k bad main he agay ki janib bhernay k baraymain kyal karna ho g .
          • #6 Collapse

            Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

            hamy achy entry point ko use kar ky makret main enter hona chahey hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain yai aik asa business hain jis amain kam akrny ky liye hamy kisui be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kr is main kam kar akty hain yai kabe be band na hony wala aik fady mand business hain
            • #7 Collapse

              Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

              G han dear aap ne sahi kaha jb market kisi level ko reject krti hai wahan se trade open krna risky hota hai kionkeh market kisi taraf bhi long movement kr sakti hai tu market ko pehly dekh lena chahiye wrna account wash hony ka khatra narh jata hai aisy risk na lia krein balkeh wait krein tah k jb market ki movement normal ho jaye phr order place krein jiska faida hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

                Dear apne bhut achi bat ke hay inter point ko use kar market ma inter hona chlye phir hum market ma ko analysis kar kam krnaa chlye trading sabar ka karna chlye phir wo kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

                  Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai ki Jab koi bhi Banda kam kar raha hai to uski samajh Nahin chahie ki vah support and resistance line Kis Tarah Kaise Rakhi jaati hai aur Jo hamari price action hoti hai vah kis tarike Se Hi level mein kam karti hai aur vah support and resistance hisab kis tarike se behave Karti Hai Aksar aisa hota hai ki Ham yah samajhte Hain Ki resistance ki taraf se rejection mili aur malkin niche ki taraf Aaegi lekin Hakikat Mein vah Ek Hota Hai Agar market Upar ki taraf nikal Jaati Hai vah Ek false rejection hoti hai aur suna Sharab ko nuksan hota hai Banke aap apna account bhi Bhaskar Aa baith mere vichar se aapko trade Mein entry hone ke liye bahut jaldi Nahin Karni chahie aapko thoda Soch vichar ke sath Dekh Kar kam karna chahie jisse aapko fayda Hoga balki aap acche profit kam aaenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Rejection points se entry lena khtrnaak hota hy

                    Jahan per trade open karne per Hamen profit ki ummid na ho to rejection. Hi hota hai Hamen Aise time per trade open Nahin Karni chahie Kyunki Ham Aise time per Agar trade open Karenge To Hamen loss hi hoga to is loss say Hi To Hamen bechna hota hai Fir Bhi Hamen Kuchh profit Milta Hai Jab Bhi Ham trade open Karen To Aisa. Ho Jahan Se Achcha profit Ban sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X