Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???
    Dosto Mera ap logon se sawal hai k kia ham urdu writing men b post Kar saktay hain ya nahin???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

    dear g han waqay main ham aisa bhi r saktay hein q k yeah forum aam guftgu k muzoo pr hay so yeah ham pr depend karat hay k am s main urdu main bhi bat ko arna chye to asani say kr saktay hein is main ham ko apnay kam ko achay say karna ho g aor daily base pr karna ho g takay agar ham kamyb hn to is main ham ki mehnat bh ho .
    • #3 Collapse

      Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

      Not all strategies are based on technical analysis. Some are purely based
      on fundamentals and news. Others can be a combination of both technical
      analysis and fundamentals. An example of a fundamental strategy is you
      purchase a stock when an earnings report comes out that is better than the
      previous quarter’s earnings, and you hold onto the trades until net earnings
      per share decreases for a quarter. This would be a long-term system with
      no technical analysis involved at all, but it’s still a trading system. To be
      safe you should include a stop that may be derived using some technical
      analysis, too. But you can put in a monetary stop that doesn’t.
      There are many ways to trade using purely nontechnical strategies. You
      could trade off of the unemployment numbers, or the American Petroleum
      Institute (API) reports if you trade the energies. Some people use the
      weather to trade markets like corn or orange juice. Some use earnings for
      stocks, or the Consumer Price Index (CPI) or Producer Price Index (PPI)
      numbers.
      • #4 Collapse

        Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

        Dear member ap roman urdu mn is forum pay bat kar skhty hain is k ilwa jis urdu ki ap bat kar rahy hain wo allow nahi hai. Kayo k jb sy ma nay forum join keya hai ma post kar raha hun abhi tak meri nazar sy aik bhi aise post nahi guzri hai jis ki writting urdu mn hu. Han albata yeah zaroor hai k ap roman urdu mn apni post aur thread bana skhty hain. Roman urdu bhi itni mishkil nahi hai ap bus ilfaz ko jorty jain jumly banty jain gay. Aur chand achy achy jumy apki aik achi post bana skhty hain. Lakin aik bat ka khyal rahy k forum k rules ko follow lazmi karna hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Faiz555 پيغام ديکھيے
          Dosto Mera ap logon se sawal hai k kia ham urdu writing men b post Kar saktay hain ya nahin???
          Kuchh members Aise Hain Jo form Mein Urdu mein typing kar rahe hain aur post kar rahe hain Unki post accept ho rahi hai Kyunki Aisi post remove Nahin Hoti to Agar Ham bhi Urdu mein post kar sakte hain to yah behtarin Hai Hamare liye Kyunki yah Urdu form hi hai ki Ham apni language mein ismein post kar sakte hain English mein bhi jo Ham post kar rahe hain to yah Roman Urdu mein hi hai agar language clear Urdu mein ho to bhi readable ho to Koi masla Nahin Hai post Kaun Ho Jaati Hai Aur Hamen Har post ka bonus Jarur Milta Hai
          • #6 Collapse

            Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

            dear forex business mein urdu mein posts nahi bake ham urdu ko english mein write kerne se posts kerne cheye jitna posting mein knowledge informative keryn ge utna hamain achi success zror hasil hoti han es liye dill laga kar mehnat kerne wale member zror forex business mein kamyabi hasil ker sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

              Pakistan forex business mein hamen sirf sada Urdu zubaan mein kam karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

                Definitely bhai yeh forum ha Pakistani aur yahan ap apny masail, knowledge aur experience har cheez apni urdue zaban main discuss kr sakty hain.thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

                  Dear Agar Ham Baat Karen To Ham HD Yahan per bhi Urdu mein hi post kar rahe hain yah Roman Urdu kahlati Hai To agar aap Urdu mein post karna chahte hain aur aapko ISI lagta hai to aapko forum ke administrator aur moderator se pooch lena chahie ki aapko Urdu mein post karne ki Ijazat hai ya nahin hai theek hai Kyunki is Jo Ham Roman Urdu likh rahe hain joki in English. Mein Aise Har Kisi Ko fayda ho raha hai ki koi Har Koi acche se padh raha hai ki Ham Jab message kar rahe Hote To Pakistan mein mostly Yahi Urdu use ho rahi Hoti Hai To ISI vajah se yah to bahut hi iji convenient aur understand education aur knowledge Ho Ya Na Ho To aap Is Tarah Ke message ko padh lete hain aur Aise Na aapka fayda Hota Hai dusri taiyar hote hain Unka bhi fayda hota hai usse unko Achcha information on Knowledge Mil Jata Hai To ISI Vidya se aapko Mere Khyal se is Roman Urdu mein hi post karna chahie Tha ke sab Logon Ko fayda Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

                    Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex ma urdu ma posting nai kar sakty hay pak forex forum ma urdu ko english ma posting kar kam kar sakty hay hya
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Faiz555 پيغام ديکھيے
                      Dosto Mera ap logon se sawal hai k kia ham urdu writing men b post Kar saktay hain ya nahin???
                      Sawal Yeh hai ki kya Ham Urdu mein post kar sakte hain ya nahin Main To Aaj Tak kabhi bhi Urdu mein post Nahin Ki hai lekin mera Khyal hai ki Urdu mein bhi post ho sakti hai agar Ham Urdu mein post karna chahte hain to Urdu mein bhi kar sakte hain lekin vaise Jyada benefit to English mein hai English mein hi post Karni chahie English mein English mein post share Karenge To Hamen acche thanks Milenge aur Achcha bonus Milega isliye Hamen English mein hi post share Karni chahie.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia ham urdu men b post Kar saktay hain???

                        Thanks ap ka ya post karny ka kunka aksar logon ko pata bhe ni ha ka forex forum man urdu man post karne ha ya ni to ya pakistan man ak asa platform ha jahan ham log apnay experience and konwledge ko urdu lenguage man share kar saktay han ta ka new anay waly guest ko forex trading kay baray man pata chaly

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X