jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .
    dear ham ko ik bat ko apnay mind main set kr lena chye k human is err so is main chye k agar ham is koi bhi mistake ko jay ham ko zaroor is ko achay say assess karaty ahnay ki try karna ho g agar ham is main aisa karaty rahnay ki try kia karein gye to bad main ja kr k he ham agay ki tarf kamyb ho saktay hein ao apnay aim tak asani say ponch sqaktay hein is main .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

    hamy mistake ko avoid kar ky kam karna ho ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai bager b alance accont bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part itme be kam kar sakty hain hum is mai full t ime be kam kar sakty hain yai aik interantonal business hain
    • #3 Collapse

      Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

      hamy apni mistake ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakry ain ham is main 24 ganhto main sy ksii be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakrty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain
      • #4 Collapse

        Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

        اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
        dear ham ko ik bat ko apnay mind main set kr lena chye k human is err so is main chye k agar ham is koi bhi mistake ko jay ham ko zaroor is ko achay say assess karaty ahnay ki try karna ho g agar ham is main aisa karaty rahnay ki try kia karein gye to bad main ja kr k he ham agay ki tarf kamyb ho saktay hein ao apnay aim tak asani say ponch sqaktay hein is main .
        g han dear hamen apni mistakes se hamesha klioye learn karte rehna chaye tabhy ham doobara wo mistake nhy karenge kyunki us mistakes se hamne bahut hy dhoka haya hai to doobara nhy hoga wo ham se .
        Today's Latest Update

        RockMan's Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

          Forex mein hamen apni galtiyon aur loss se learn karna chahie aur is tarah se Forex mein ham kamyab sakte hain aur accha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein profit ki tarah loss ko bhi accept karna padta hai aur Forex mein kamyabi hasil karne ke liye loss se bachna bhi hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein agar aap kamyab hona chahte hain aur loss se bachna chahte Hain to uske liye jitna ho sake hamen apne learning ko increase karna chahie jisse Ham acchi trading kar sakte hain aur accha profit bhi hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

            g bilkul tk kaha h ap ny hmysh vhi insan kamiyab hta h jo apni mistakes sy sikhta ha hmy apni mistakes ko improve karna chahiy zada struggle karni chahiy dil laga k kam karna chahiy agar hm mistake ko ignore karty ray to loss ho ga
            • #7 Collapse

              Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

              Pehlay to hamen koshish karni chahye k ham dusray logon ki ghaltion se sekhain lekin agar ham dusray logon ki ghaltion se nahin sekhtay to hamen apni ghaltion se zarur sekhna chahye warna ham hamesha is business men loss karen gay aur kabi b kamyab nahin hon gay...
              • #8 Collapse

                Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                yes dear ap ne bilkul thek kaha hy pak forex business mein jo member apne mistakes se learn kerte han wo zror kamyab hote han es liye mistakes se khud learn kerne wale member forex business mein zror kamyab hote han
                • #9 Collapse

                  Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                  There are two main types of strategies, well actually three, when you combine
                  the two. First, you can have a totally systematic strategy, which generates
                  pure buy and sell signals that you follow to the letter. The ultimate
                  example of a systematic strategy would be a black box programmed trading
                  system. These are systems that are bought and generate signals without
                  you even knowing how the system was made. The system can even be
                  set up to automatically enter trade orders in the market so that the trader
                  doesn’t even have to be in front of a machine. The traders have little say
                  in what happens as the orders go in despite what they think or feel. The
                  average trader with a program like TradeStation can do the same thing. If
                  he has a system on his computer, he can have it send orders directly to the
                  brokerage firm while he is out golfing.
                  • #10 Collapse

                    Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                    Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex ma learning apni mistake say karta hay phir wohi kamyab hota hya pk forex ma mehant ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                      Ham ko apna wirk ahtiyat say kerna chayeta k ham mistakes na karen msitakes say hamen loss ho jata hau.ager ham say mistake ho jaye to ham ko mustakes ko improve kerna chaye en ko ignore kerne ge to kamyabi nhi kiel ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                        Forex trading mein jo log apni mistake se acchi learning karte hain Vahi acchi profitable trade lagakar acchi earning kar sakte hain Forex Mein Hamen hardworking ke sath kam karna chahie acchi knowledge experience ke sath kam karna chahie tabhi Ham acchi profitable trade Laga kar acchi earning bhi kar sakte hain aur successful trader bhi ban sakte hain Forex all world mein best business hai Forex Main Apni mistake ko cover Karke trade Karni thi tabhi Ham Achcha fayda Haasil kar Sakenge.
                        • #13 Collapse

                          Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                          Mistakes se learn karnay walay kamyab hotay hain hum forex me trading ke lye jitna ho sakta hai bonus yahan se bana kar move karen or us per hum aik achi trading start karen yahi hamare lye best hai beginners k liye tou sab se achi opportunity demo account ki hai k wo wahan practice krain usk elawa phir yahan forum me logon se dosti krain jo seniors hon unse puchain ideas share krain
                          • #14 Collapse

                            Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                            ji han Forex trading mein achcha trader vahi hai jo chhoti si chhoti mistake ko ignore nahin karta use cover karne ki koshish karta Hai Hamen chahie ke Forex trading mein apni galtiyan ko sudharne ki koshish karen Taki Forex trading mein aisi mistake na Karen jisse Hamen nuksan Ho Hamen Jitna jyada hardworking se Forex trading per time spent karenge mehnat karenge utna hi hamesha benefit milega Forex trading mein Hamen chahie ki jald bazi se trade na Karen Sabar ke sath relax Ho Kar kam karenge to achcha fayda asel kar sakenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jo apni mistake say learn karta rahta hay wo zaroor kamyb ho g forex m .

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                              dear ham ko ik bat ko apnay mind main set kr lena chye k human is err so is main chye k agar ham is koi bhi mistake ko jay ham ko zaroor is ko achay say assess karaty ahnay ki try karna ho g agar ham is main aisa karaty rahnay ki try kia karein gye to bad main ja kr k he ham agay ki tarf kamyb ho saktay hein ao apnay aim tak asani say ponch sqaktay hein is main .
                              Jo Apne mitron se learning Karte rahte hain vah Jarur Ek Din Kamyab Honge Forex trading Mein Kamyab hone ke liye mehnat karna bahut jaruri hai mehnat ke alava kisi kam mein bhi kamyabi Hasil Nahin ho sakti balki mehnat ke bagair Forex trading Mein Kabhi Bhi kamyabi Nahin Mil sakti isliye Hamen pahle a mehnat Karni Hogi to hi Ham Kamyab Honge Forex trading bahut hi Achcha online business hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X