mehnat me azmat hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mehnat me azmat hai

    w.Alaikul slam g han bro mehnat sy waqai azmat hai.kisi bhi business ya kam main kamyab hony k liye mehnat zaruri hai. mehnat k baghair kamyabi mumkin nhi hai. jo log mehnat karty hain wo kamyab hoty hain aur aisy log jo mehnat nhi karty hain wo fail ho jaty hain. Forex main bhi kamyabi k liye mehnat zaruri hai..mehnat kiye baghair aur Forex ko learn kiye baghair is main kamybi mumkin nhi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mehnat me azmat hai

      Mhnat mn azmat hy ye ek azmaya howa maqola hy kiun ky jab hum apan Kam mhnat sy sachy dil sy krty hain tu ye possible hi nh hy ky hamar wo Kam nakam ho mhnati log hi apni life ko successful bana sakty hain log khty hain ky luck acha hona cahiy tu mhnat ki zarorat nh hoti but i think hum apna luck apny hath sy khud banty hain aur wo bhi apni mhnat sy tu hum tak tak kamiyabi hasil nh kr sakty hain jab tk hum mhnat na Karen
      • #18 Collapse

        Re: mehnat me azmat hai

        G dosto mehnat sy hy ap azmat our ezag pawoo gy as k liyan apko kam ki skakhat zrprat hu.mehnat k bna kuch ni milta ya ham sab sekh rahy hy an jo etny bardy level ky trader market ma hy ya sirf our airf mennat say hy han.ap bi an ki jga tak mehnat k wasty pohoch skty hy sirf azam kry our kam krty rahy dil lga ky
        • #19 Collapse

          Re: mehnat me azmat hai

          Bilkul ye thread boht he acha lgaa mehnat mn azmat hy Mehnti insan zindge mn kbhi mayoos nhe hota or kamyab o kamran rehta hy aisa shkhs aisy shkhs ko Allah pak boht psand krty hn Hath sy kmany wala Allah ka dost hy eslye mehnat kryn zindge k har kam mn specially forex k andar mehnat kryn hlaal k paisy kmayen or khayen keep it up thnx
          • #20 Collapse

            Re: mehnat me azmat hai

            How do you know if you’re making progress on the road to long-term
            profitability? Of course there’s an obvious answer to this question—just
            check your financial results. There’s little doubt you’re doing well if you’re
            booking consistent profits. But raw capital production might not be the
            best way to judge your growth because the road to profitability has many
            detours in which the monthly statement isn’t the best measure of results.
            For example, skill development is far more important than short-term
            profits when we go through learning curves, drawdowns, and other road￾blocks. So, if dollars and cents don’t tell us what we need to know,
            • #21 Collapse

              Re: mehnat me azmat hai

              ji bilkul aap jitni mehnat Karenge utna hi aapko Pata Hoga Forex trading mein aap kitne mehnat Karenge aap ko utna hi Pata Hoga agar aap apna Zyada time for extracting paisa. Karte hain to aapko Zyada profit Milega agar aap apni quality Behtar banate hain to aapko profit Bhi Zyada milega
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: mehnat me azmat hai

                G han bhai ap ki bat thek hy k mehnat main azmat hy aur mehnat karny waly ki kabhi har ni hoti hamesha kamyabi hoti hy aur acha trader bannny k lye mehnat sharat hy q k beghair mehnat k koi bhi kam ni ho sakta aur especially forex main maslasal mehnat karnii partii hy tab Ja k ham kamryab ho sakty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X