Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

    Bilkul dear member ap nay bja kaha hai hmen aisy thread banany chahen jo informative aur motivational hun na k jo bhi zahen mn aya post kar dia aisa karny sy hmri apni profile pay asar paray gaa aur baqi members hmray thred pay nahi aine gay. Is hawalay sy aik aur bat bhi btata chalon k aisay thread bhi na keye jain jo sir k oper sy guzar jain. Asan aur sada ilfaz mn apna mtlb smjhain tbhi apko zaida log follow karen gay aur apka bonus bhi acha aye gaa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

      Bilkul doston Kyunki is form ke upar acchi aur quality ki post karne se aapko bonus Milta hai aur Swayam ki Kuchh rules and regulations hai aur agar aap Humko follow Nahin Karte to aap ke liye naasur nuksan Hoga balki aapka account bhi Bula kar diya Jaega To is vajah se aap Logon Ko Bhi chij samajh Nahin chahie ki agar aapko Koi accha topic aur turant samajh Nahin a Rahi to aap friend na Karen Taki Ek ****l Yad ka Silsila Shuru Na Ho Jaaye Jiski vajah se ek Aisa Na rukne Walon se Subah Shuru Hoga Ke Naam Sirf aapko fayda Nahin hoga balki jo bhi Log Yahan Par Hain unko bhi fayda nahin Hoga ya sirf ek waste of time ho jaega lekin aapko chahie Kya Aap Yahan per Call karne ke liye aaye hain aur aap aur aap ko aur aapko fayda Ho Palke jo aap ke padhne wale aur jaane Wale Hain unko bhi fayda ho isase Unka Bhi fayda Hoga aapko bhi acche se Achcha bonus Milega aur iji tarike hote hain ki aap ek successful trader bante Hain
      • #18 Collapse

        Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

        Yes ager ham ko thread banane k liye koe acha topic na mill raha ho to ham ko chate k han thread na banayen hamen knowledge wale threads banane chayen hamen same thread bhee nhi banane chayen.ache thread and posts say hamen acha bonus mill samta hai.
        • #19 Collapse

          Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

          Pakistan Forex mein aapko chahie abhi posting Karen post mein acchi quality honi chahie isase bhi aapko Achcha Sa bole na Sath Hoga acchi mehnat Karachi koshish karen to yah aapke liye kamyabi Hogi Main aarti acchi kamyabi hi mehnati Achcha fayda hai dil lagakar kam Karen vah mehnat Karen Main aarti se aapko acchi Si hamesha quality paida Hogi Achcha advantage karne ke liye hamen mehnat karna Hogi to milegaPakistan forex business bahut Achcha business kaise kam Karen aapko kamyabi milegi ya nahin milegi
          • #20 Collapse

            Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

            G han market ma dekhy jab bi apny trade krna hoo.agr apko apny marzi our experty level ka trade ni milrha to bilkul bi trade na lgayan.ap bazeed our lalach na kry k ab many har hal ma trade lgana hy jo honga wo dekha jayan ga.aisa bilkul na kry as sy ap k account p bht negativity create ho skty hy.soch smj k achy trade lgayan.
            • #21 Collapse

              Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

              First, traders get stuck in all kinds of trend relativity errors, like those
              discussed ad nauseam in The Master Swing Trader. For example, a pattern
              might predict the next point but be completely wrong about the next five
              or ten points. In fact, that’s the most likely scenario because the reliability
              of predictions drops off a cliff as a function of time. Second and more
              importantly, riding trends demands a level of risk tolerance that makes
              most traders extremely uncomfortable. It’s common sense that, in order to
              take five or ten points out of the market, we need to risk two to four points
              at a time on routine counterswings. With most members of the trading
              community already undercapitalized and unprofitable, this requirement
              is well beyond their financial or emotional capacity
              • #22 Collapse

                Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

                Friends Agar aapke pass thread banane ke liye koi accha topic maujud na ho Tu Meherbani Karke thread na banaen Kyunki aap Aisi thread banaa Dete Hain Jo rule Ke Bhi khilaf hoti hai ya phr repeat ho rahi hoti hai jo ki dusron ke poston ko bhi delete karwati hai
                • #23 Collapse

                  Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                  dear friends forum mein kam karne ke liye aap ke pass agar koi accha topic nahin Hai to aapko Threads nahin start Ke nahin chahie kyunki Forex trading mein kam karne ke liye aapko quality work karna hota hai knowledge wali baten form mein share karne se hi aapko best investment milati hai isliye koshish karen ke off quallity Threads na Karen
                  ji han bilkul Agar aapke pass koi information Na Ho share karne ke liye yah aapko Koi acha topic Na Mile share karne ke liye to aap threads create na Karen Kyunki threads mein lazmi hai ke aapke pass koi information ho jisse aap dusron tak pahunchana chahte ho aur is wajah se aapko learning Karni chahie Kyunki learning karne ki wajah Se Hi Ham information Hasil karte hain aur is hi wajah se Ham bahut zyada successful hote hain trader ko Hamesha zyada Se zyada information Hasil Karni chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Agar Acha topic na Mily to Threads na kren

                    Assalam o Alikum,.
                    Hum sub forex members ka ye farz bnta h k agr hmein forex sa bht Sara fayda ho rha h to hmein b cheaye k hum b output ma forex ko ak aca kaam dein, r wo usi surt ma ho ga jub hum forex ma daily new sa new topics prr threads krein gy, bar bar purany threads agr hum krty rhy to koi b member apna daily ka kaam complete nai kr paye ga r es wja sa sub ki bonus b kam mily ga.



                    اب آن لائن

                    Working...
                    X