Language of thread
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Language of thread
    Dear members Humko chahie FIR Jab Ham Forex Mein Koi thread Lagate Hain to uski language Is Tarah Se honi chahie ke jo banda abhi usko Pade usko aasani ke sath samajh a Jaaye Ham usmein Is Tarah Ki terminologies istemal na Karen Jo junior members ke liye Mushkil Ho Agar usmein terminologies use karte bhi hain to Sath Unki definition bhi honi chahie Taki Har Banda usko aasani ke sath understand kar sake aur usko use per Amal karne ke liye aasani ho aur vah usse Jyada fayda Utha sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Language of thread

    Hamen quality wale thread create Karni chahie FIR Ham bahut kharab Hona Tha send kar Sakenge Agar Hamy quality ko kabe be ignore Karenge To Hamen nuksan ho jaega Hamen quality ko kabhi bhi Ghar Nahin Karna chahie aur Hamen Forex Mein Achcha aur mehnat se kam karna chahie freedom kamyabi Hasil Karke Paisa Kama Sakenge Forex 1 online Kabhi Khatam na hone wala business hai Ham ghar mein baith kar sakte hain
    Last edited by ; 03-05-2020, 04:17 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Language of thread

      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forum pe kuch log bahut mushkil ya technical thread kartay hen jiss ki bahut se logon ko samaj nhi aati iss liay woh comments nhi kar saktay iss liay jo bhi thread karen easy wording men karen aur bilkul simple thread Karen aur spelling mistakes nah karen ta k sub ko aasani se samaj aa jay aur woh aasani se thanks aur comments kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Language of thread

        Bhai jan main yeh kahn ga keh pak forex forum aik aisa point ha jahan ap apni woh zuban use kr sakty hain jis se ap aik dosry ko asani se smjh bhi saken aur smjha bhi saken waisy pak forex forum main maximum urdue language ka istimaal kiya jata ha takeh Pakistan k sbh members asani se apny masail ko discuss kr saken lihaza language woh use ki jaye jo sbh ko smjh aye aur Pakistan ki language urdue he ha jo sbh smjh sakty hain . Thanks
        • #5 Collapse

          Re: Language of thread

          yes dear form mein kam karne ke liye aapko Warwick form mein behtarin language use karni chahie jisse logon Ko aasani se aapki baat samajh a jaaye Aur vah Bhi aapki baat per reply karen aur aapko acche thanks Mile quality work karne ke liye best language use Karen
          • #6 Collapse

            Re: Language of thread

            Yes dear ap nay theek kaha hay agar thread mushkil ho ga to juniors ko samjh men ni aye ga to unhen koi faida bhi ni ho ga thread say to hamen chaye kay achi c thread karen aor basic of forex kay karen, Thread jiti simple alfaz men ho ge otha best hota hy kyn kay maksan hy knowledge ko phelana to hamen knowledge full and simple zuban use kani chay aisi thread ky thanks bhi kafi milen gay.
            • #7 Collapse

              Re: Language of thread

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
              Dear members Humko chahie FIR Jab Ham Forex Mein Koi thread Lagate Hain to uski language Is Tarah Se honi chahie ke jo banda abhi usko Pade usko aasani ke sath samajh a Jaaye Ham usmein Is Tarah Ki terminologies istemal na Karen Jo junior members ke liye Mushkil Ho Agar usmein terminologies use karte bhi hain to Sath Unki definition bhi honi chahie Taki Har Banda usko aasani ke sath understand kar sake aur usko use per Amal karne ke liye aasani ho aur vah usse Jyada fayda Utha sake
              Dear Forex forum per II Jab aap thread Lagate Hain To aap ismein Urdu language use karte hain Taake Sab Ko aapki baat aasani ke sath samajh sake aap jitne Jyada Aasan wording ko use Karenge aapko Bhi isase Jyada fayda Hoga aur Baki Tamam members bhi ismein hasane ke sath aapki baat ko samajh Sakenge agar aap Mushkil Alfaaz ka chunav Karenge ya FIR English Grade lagaenge two members ke samajhne Ki Main Thodi Mushkil Hogi Kyunki yah autoform hai to aapko ismein Urdu treads Lagane chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Language of thread

                Ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai Kyunki Ham jo bhi Tarah ka post Kar Raha Tha Main Usi hisab se karna chahie ki Jis language ka trend chal raha hai aur Vahi language use Karni chahie Jo Ke Logon Ko aasani se samajh sake Jaise Pakistan Forex form Bhar Raha Hai Ham maximum koshish karte hain kam Urdu mein baat Karen Taki Logon Ko Padhne Mein Aisa Nahin Ho samajh chijon ko samajhne mein bhi Aisa Nahin Ho
                • #9 Collapse

                  Re: Language of thread

                  Thread mn language aachi rakh ka hi Thread daily basis per krein Tu Hi aasani Se Accha Sa fayda asaani say hi to aapko chahie ho ga aor mil hi jay ga Khoob mehnat intrust ly Karen pak Forex trading business all world mein bahut hi ziedaa famous business ho gia hy khoob mehnat Say Hi Good profit asaani sy hi acha trah Say Hi Good gain ho ga Khoob mehnat aor Earning very well Success say krein aor profit asaani sy pak Forex say hi got karein Tu Hi aasani Se Accha Sa target Fayda asaani SY Hi Hasil ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Language of thread

                    Dear member aapki baat bilkul theek hai Hamari thread asaan Alfaaz Mein Hogi tu Hi har Koi Isko samajh sakega aur post kar sakega kyunki bahut se Aise members hai jo form per learning gain kar rahe hote hain aur aur bahut se Aise members hai jo an educated hai unke liye chats ko samajhna bahut jaruri hai isliye Hamen Aise post Kariye karne chahie Aise Threads kariat karne chahie Jo Har EK member samajh sake aur Hamari 3rd se Sikh sake kyon Ke form per Agar Ham Apne fayde ke sath sath other members ka bhi fayda karen to yah Hamare liye sabse bada profit hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Language of thread

                      Language Of Thread very much easy ho gaisliye Jab apni language bilkul theek Karen is tarah aapko Achcha Sa bhi milegiHu Main se Kam Karen experience ko Hasil karke acchi sim mein kasht Karen Ham chitra jyada time dekar Yahan per kamyabi Hasil karega mein kamyabi milegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Language of thread

                        Mery aziz dosto thread ak main hiding hoti js k oper log apny mshwry or knowledge share krty hn thread ke language hmesha bilkul simple honi chahye taa k logo ko smjh bhi aye or es par zyada sy zyada reply bhi aa skyn jtna zyada reply milyn gy otna zyada knowledge share ho ga
                        Thnx
                        • #13 Collapse

                          Re: Language of thread

                          Real aap ki baat se bilkul tufan karta hun jab bhi aapko therad banate hain to hamen usmein aisi language istemal karni chahie ke usy read karne wala aasani se read kar sake aur samajh sake tabhi hamen like se bhi jyada milegi aur hamari post ki quality bhi acchi hogi isliye koshish karen acchi quality ki post Karen aur aasaan alfaz mein likhen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Language of thread

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                            Dear members Humko chahie FIR Jab Ham Forex Mein Koi thread Lagate Hain to uski language Is Tarah Se honi chahie ke jo banda abhi usko Pade usko aasani ke sath samajh a Jaaye Ham usmein Is Tarah Ki terminologies istemal na Karen Jo junior members ke liye Mushkil Ho Agar usmein terminologies use karte bhi hain to Sath Unki definition bhi honi chahie Taki Har Banda usko aasani ke sath understand kar sake aur usko use per Amal karne ke liye aasani ho aur vah usse Jyada fayda Utha sake
                            Assalamau ALiakaum my dear bhai jan bilkul thek kaha hae ap ne hamen cahiye ke hum is main kam karen or threadskaren t threads ese hone chiyen ke asani se log is ko samajh saken yani hamen simple urdu language main apni threads jarne cahiye or simple hn ke hum asan lafzon main logon tak apni bat pohncha saken or log bhe asani se usko samajh saken to isi liye tamam logon ko cahiyeke wo hamesha is main ache threads karen take un ko thanks bhe zayada mile or jab thanks zayada milte hain to bonus bhe zayada he milta hae

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X