Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai
    Dear memebers mujhye yeah puchna hai k sl r tp ko ek.sath lagain gy tu in dono ka kia faida ya kia nuqsan hosakta hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

    Yes aapko stop loss and take profit ka use lazmi karna chahie Taki aap ki trade safe Rahe agar aap ismein achcha kam karna chahte hain to main se kam Karen aur Forex trading mein basic tools ka maximum use karenge to aapko ismein kam karne ka bahut fayda Hoga isliye achcha kam Karen main se kam Karen aur apne kam mein Hamesha perfect working karne wala trader hi kamyab ho sakta hai
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
      Dear memebers mujhye yeah puchna hai k sl r tp ko ek.sath lagain gy tu in dono ka kia faida ya kia nuqsan hosakta hai???
      Is business may aap tools k istimaal say ose waqth he faida ura sakthay hay jab aap ko support our resistence ka sahee patha hoga kionka agar aap stop loss lagaaye ya per take profit aap ko in dhono k hisaab say he lagana hoga per he aap ko faida milega.
      • #4 Collapse

        Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

        Trading Mein stop loss aur take profit use karne ka koi nuksan nahin Hota traders use time mistake Karte Hain Jab vah bahut najdeek stop plus use kar lete hain ya FIR take profit ki position bahut jyada Dur kar dete Hain Is Tarah trading Karke traders ko nuksan jaldi ho jata hai aur profit Nahin Hota
        • #5 Collapse

          Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

          Dear forex member forex treading market me market up air dkwn movement karte he ager hum small profot hasil larte he to hum apna tp aur si laga lere he is waja se ke jab profit hasil ho jai aur si ko touchvkare to apka tread auto per close hota he aur jab market tp touch karte he to tread auto per close hoti he apko close karne ke zarorat nahi hoti
          • #6 Collapse

            Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
            Dear memebers mujhye yeah puchna hai k sl r tp ko ek.sath lagain gy tu in dono ka kia faida ya kia nuqsan hosakta hai???
            Stop loss aur take profit Jab Ham donon Ko use karte hain Apne open trade Mein To Hamari trades Kyon Ho jaati hai ki agar profit Tak pahunch Jaaye To Hamen profit Mil Jata Hai Aur Agar SL ya stop loss hit ho jata hai to hamare trade Thode loss Mein Hi close Ho Jaati Hai Yahi best Tarika Hai forex market Mein trade karne ka ki Ham jo bhi trade open Karen usmein stop plus aur ek profit Jarur use Karen Taki market Agar Hamari Seva mein nahin karti Tu Jab opposite move karte hue bahut badi move Kar Jaati Hai To account was ho jata hai is account was hone se bachane ke liye Hamen stop loss Lagana bahut Zaroori Hota Hai
            Last edited by ; 03-05-2020, 02:48 AM.
            • #7 Collapse

              Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

              Assalamualaikum dosto Kia Hal Hain umdee hai k sub dost theak hon gy g bro bikul hum stop loss r take profit laga chahye es se logo ko ziada nuksan nhi hota r agr take profit and stop loss ka istamal krain gy to hum bhut achi earning kr skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                Dear frend sl or tp use karny k apne apne faidy hai jab ap dono aik sath use karty hai to dono apna apna kam karti hai agar ap ki tread loss mai jati hai to tab b ap ki tread point ko hit karty he band ho jaye gi or ap ko aik had tak he loss ho ga or agar market profit mai jati hai tab b apni target point tak profit dy kar tread close ho jaye gi es tarha karny sy ap k accoun save rehta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                  SL aur TP Jab Ham trade Mein Lagate Hain aur Market Jab asaliyat EP Kohit kar Jati Hai To Hamari trade Usi Waqt close Ho Jaati Hai Hamen Khud trade close Nahin Karni padati Yahi sabse bada fayda hai ki Jab market Mein Hamen fayda ho raha ho to profit Mein close ho jaaiye FIR loss mein bhi Thode loss mein bhi trade close ho jaaye To fayda Hai Hamara
                  • #10 Collapse

                    Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                    Mera khyaal yeh hi hai k in dono ko aik sath use nai karna chaiye q k stop loss se honay walaa loss afar baar baaar honay lag paray ga to bhot jaldi humara account wash ho jaaaey gaaa yaa bhot bara loss ho jaaaey gaa to humen kaaamyaab honaaa hai to is main mehnat sw kaaam karnaa chaahiye or zyaada se zyaada time dena chaahiye market ko taakay kaamyaabi k zyaada chance hoon.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                      Forex mein hum stop loss aur take profit laga kar trading kartay han stop loss aur take profit ko laga kar trading karain gey tu is ka faida hi hota hai nuqsan koi nahin hota kiok stop loss ko laga kar trading kartay han tu is se hum ziada loss se bach saktay han aur take profit se profit earn kar saktay han in tools ko lazmi use karna cahaiye inn ka faida hi hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                        Bhai jaan mere Khyal Se To Hamen Ekta Mein Ekta Mein ya to take profit set karna chahie ya FIR stop loss use karna chahie Kyunki Agar Ham donon use Karenge to Agar aapki trade Thode Se Bhi last Mein Jayegi to vah automatically stop loss set kar Jayegi aur close ho jayegi Kyunki market Jab apan move Karti Hai To usse pahle thoda sarvis Jaati Hai To Agar aapki stop house laga hua hoga to aapki trade automatically close ho jayegi aur Jiski vajah se aapko jo profit Hona Tha vah bhi nahin Hoga aur tarkki trade laws Nahin close ho jayegi isliye Main To Yahi kahunga ki Hamen stop loss take profit Dun wala galat rate mein use karne chahie ek hi trade Mein donon chijon Ko Nahin use karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                          Dear forex mein stop loss aur take profit ko use ker kay hum apnay account balance ko safe ker saktay hain aur kamyab trade ker saktay hain forex treading market me market up air dkwn movement karte he ager hum small profot hasil larte he to hum apna tp aur si laga lere he is waja se ke jab profit hasil ho jai aur si ko touchvkare to apka tread auto per close hota he aur jab market tp touch karte he to tread auto per close hoti he apko close karne ki zaroorat nahin hoti
                          • #14 Collapse

                            Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                            Stop loss and take profit ine donon chijon ka Forex trading mein bahut important use agar aap inko proper use karte hain to aap extending mein acchi aur safe reading kar sakte hain isliye main se kam Karen aur apne gaon mein Hamesha perfection se kam Karen Hamesha manager Kam Karne Wala tarika Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sl Tp dono ek sath use karny ka kia faida r nuqsan hai

                              SL or TP dono humey use kerna chaiye hay or wo aik sath use kerne per koi nuksan ya tension ki baaat nai balkey adat bna lein ke her trade per SL or TP use karein. Forex trading SL use kerne se humari trade khud loss me close hojati hy or account wash hone se bach jata hay hum ne jitne point diye hote hain utne ka loss hota hay.
                              Aise hee TP se trade auto profit me close hjoati hay or humara profit confirm hojata hay.zada na sahi magar thora hee confirm profit hota hay.
                              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X