lalach sy kamyabi nahi milti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach sy kamyabi nahi milti
    agr ham is main lalach ky sath kam kry gy to hamy loss ho skata hain or haara account be wash ho sakta hain is main market ka yai ahamry brokrs ka koi be qasoor nahi hota yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ky zart nahi hoti ham apny agr beth kr is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain is main hamara koi boss nahi hota
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach sy kamyabi nahi milti

    Forex mein agr hum lalach kartay han tu is se faida kuch nahin hota lalach se loss hi hota hai hum ko forex mein kaamyaab hona hai tu lalach se Bach kar trading karna ho gi phr hi trading kar kay kuch hasil kar saktay han agr lalach kartay han tu profit account balance sab loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: lalach sy kamyabi nahi milti

      Ji bilkul friend aapki baat bilkul trust hai Forex Mein lalach karne se Hamen kamyabi Nahin milati Agar Ham Forex Mein lalach Karenge To Ham bahut jyada loss kar sakte hain Kyunki laalach Ek bahut hi Buri Bala Hai lalaj Insan ko La dobti hai. Kisi bhi business mein agar Ham Lalach Karenge Tu Kabhi Bhi Ham usmein se profit Hasil nahin kar Sakenge aur Hamara account bhi wash ho sakta hai. Forex ka Business waqi hi mein ek bahut hi Achcha business hai aur is business ko Ham Kisi bhi han baith kar Run kar sakte hain aur is business Mein Hamin Koi puchne wala Nahin Hai Ham Khud he is business Ke Malik Hain.
      • #4 Collapse

        Re: lalach sy kamyabi nahi milti

        Ek Bar traders ko Apne mind Mein rakhni chahie ke trading Karke lalaj Agar Karte Hain To Kabhi Bhi fayda Nahin Hota lalach Karke trading karne se Hamesha nuksan hota hai reasonable profit banana hai isse achha hota hai lalach Karke Hamesha nuksan Hua Hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: lalach sy kamyabi nahi milti

          Gee han dear apki bat bilkul theek hai or main apki baat se agree hn ke hamein lalach ke sath kaam.nahi karna chahiye kion ke lalach se kia hoa kaam hamein kamyabi ni dilwata lalchi ban kar kaam krne wala kbhi bhi success hasio ni kar sakta hamein apne kaam main.sucess hasio akrne ke liye lalach ko chor kar kaam akrna.hoga mehnat se kion ke mehnat se kia hoa kaam hi kamyabu ki taraf lr kar jata hai agar ham mehnat ni krtr to ham kamyab ni hote iss liye mehnat kren ir lalach ko hamesha ke liye chor den agar apne apne maqsad main kamyab hona hai to apne knowledge main izafa karen or apni learning skills ko improve kren or mehnat ke sath work karen
          • #6 Collapse

            Re: lalach sy kamyabi nahi milti

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
            agr ham is main lalach ky sath kam kry gy to hamy loss ho skata hain or haara account be wash ho sakta hain is main market ka yai ahamry brokrs ka koi be qasoor nahi hota yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ky zart nahi hoti ham apny agr beth kr is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain is main hamara koi boss nahi hota
            Jay Bhai aap bilkul theek kah Rahe Hain Jo Koi ilaj karta hai use kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin ho sakti Kyunki Lala chahie Ek Aisi chij hai jo Forex trading Jaise critical Business mein Hamen kabhi bhi acchi Anek Hasil Nahin karne deti isliye lalach ko Apne Andar Se khatm kar den
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: lalach sy kamyabi nahi milti

              bilkul dear Forex trading lalach karne wala trader kabhi kamyab nahin ho sakta isliye Hamesha koshish karen ke lalach ke sath kam na Karen main se kam Karen aur sabar se kam Karen Taki aapko paarak mein kam karne ka achcha fayda ho aap Forex trading mein behtarin kam karke working acchi kar sakte hain main usse kam karte Rahen aur achcha kam karte Rahe
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: lalach sy kamyabi nahi milti

                Lalach har cheez me masla de sakta hai. Lalach humen aksar kam munafa ki nesbat zyada nuqsan de sakta hai. Q k aksar banda lalach us sorat me karta hai jab wo us umeed me hota hai k ho sakta hai k mujhe thore der aur intezar se double munafa mel sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: lalach sy kamyabi nahi milti

                  It’s easy enough to overcome this phobia
                  by starting a journal and keeping tabs on how these positions perform
                  after you get out. The process helps tremendously because you’re likely
                  to discover you’ve done the right thing the vast majority of the time.
                  However, if you find the opposite is true, take a giant step back and give
                  your positions more room to run before pulling the plug
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach sy kamyabi nahi milti

                    Forex mein kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachna hamare liye bahut hi zaruri hai kyunki Forex mein lalach ki vajah se aksar logon ka account wash ho jata hai jiski vajah se Forex mein hamari Puri mehnat waste ho jaati hai aur Forex mein agar aap kamyab hona chahte hain to iske liye hamen mandari ke sath work karna chahie aur Forex mein hamen Sabar ke sath work karna chahie aur forex mein hamein fresh our active mind ke sath trading karni chahie jisse Forex mein ham kamyab sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach sy kamyabi nahi milti

                      Hi Dosto aapane bilkul sahi kaha ki lalach se Bande Ko kamyabi Nahin milati agar aap lalach Ka Shikar ho rahe hain to iska matlab yah hai ki aap bahut jyada nuksan Hote aaenge Kyunki laalach hope aur dusri Kuchh psychological factors ki vajah se Insan nahin karta hai Kyunki vah Russian aapke analytical aur technical decision based ke upar Nahin Hote Hain To fir aapko Pata bhi nahin chalta ki aap kis tarike se market mein ghus gaye aur aapko nuksan Hona shuru ho jata hai aur yah sab nuksan aapko aapki emotional factors ki wajah se hota hai is vajah se main aapko FIR comment Karunga ki aap ko apni life ko control Mein Rakhna Hai Aur Ek Teri takat set karne ki kya aap apne target ko pura karte hue use tarike se Chalte Rahenge aise na sirf fayda Hoga balki aap Hamesha khush bhi Rahenge Kyunki aap lalach Shikar Nahin Honge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X