Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai
    Dear members Jab Ham trading karne ke liye market ke analysis Karte Hain To kaun se time frame Hamare liye best Hai jismein ham log Dekhte Hue market Ke Andar Se acche tarike se kar sakte hain yani ke Hamare Andar Se behtarin kaun se time frame ho sakte hain Mere Khyal mein agar Ham Logon Ko H4 Mein Dekhen aur Market ko samajhne ki koshish karen to Jyada acche tarike se ham log market ke friends ko dekh sakte hain aur Maat ki direction ko acche tarike se judgement kar sakte hain aap Logon ki is bare mein kya opinion hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

    Assalamu alaikum friend aap ne bahut acchi post ki hai aur main aapki baat se agree karta hun aur mere Khyal ke mutabik Bhose timeframe maujud Hai Jiske mutabik aap market ka analysis kar sakte hain lekin Mere Khyal ke mutabik ko H4 time frame bahut Achcha hai aur aap is time frame ko select Karke Achcha market ka analysis Hasil kar sakte hain aur is time frame Mein Ek candle 4 ghanton Mein Mukammal hoti hai to aap Achcha market bhi ho Hasil kar sakte hain Yaadon Mein H4 time frame suggest Karunga market analysis ke liye.
    • #3 Collapse

      Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

      dear friend forex trading mn hr waqt apko market ka analysis krtay rehna chayay ta k apko market ki movement ka achha experience hasil ho jay aur jb ap trade lgana chahen to market ka analysis kr k agr ap uskay mutabik trade lgayn gay to ap achha profit hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

        Hamen timeframes ko istemal karke market Mein kaam karna chahie free Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham timeframes Ko ignore kar denge To Hamen nuksan ho jaega kabhi bhi Khatam na hone wala business hai isliye UK or USA countries involved Hai forex business Pakistan mein legal Ban chuka hai Ham Apna life time career bhi bana sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

          Forex market mein js traha koi trading kartay han aur is strategy se koi trading karta hai us kay mutabik hi time frame use kar kay market ka analysis kartay han agr hum long term trading kartay han tu hum market ka analysis bhi ziada time frame use kar kay trading kartay han aur market ka analysis kartay han aur agr short term trading kartay han tu analysis kay leye kam time frame use kiya jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

            h1 sab sey best time frame hy forex ko anylsing kerny k liuy qk jab hum j1 k mutabik tradong sustem set kerty hein to istrah hamry liuy kamyb hona bhi easy ho sakta hy or youn hum ik best traders ban sajty hein time bhi mamge ho sakta hy or hamin always perfect or praCTICE ker k work kerna chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

              Dosto trading k liye hamesha multi chart dekhna CHAHYE , BEHTER HOGA KY apny stargy k hisab SE he trading krein , trading k kuch TREEQY hoty hn jesa KY short time trading long time trading , short time me H1 or 30/15m scalping hoti Hy ,JB KY intra day trading k liye D1 for H 4 time frame ko DEKHA jata Hy , her trader apny time k hisab SE he chart ko follow krta Hy ,
              • #8 Collapse

                Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

                meri nazar mein agar ham weekend ke start mein aur weekend ke aakhir mein market ko acche se analyse Karen aur apne senior se mashwara lekar market per invest Karen To hamen ek achcha profit dekhne ko mil sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

                  Ji aapane bhi kachra Sawal poochha hai agar aap Kisi bhi time frame Mein kam karna chahte hain to uske andar stick Rahe aap apni ID open karne ke bad Ek Usi time frame Mein kam Karen Jis time Prem Ko Apne Dekhte Hue Apne trade open ki thi Agar aapka time frame change hota hai to Shayad aapko loss Ho Jaaye to isliye timeframe ko dekhna bahut hi jaruri hai aur uske hi mita deta apni friend ko open karte hain ya close Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                    Dear members Jab Ham trading karne ke liye market ke analysis Karte Hain To kaun se time frame Hamare liye best Hai jismein ham log Dekhte Hue market Ke Andar Se acche tarike se kar sakte hain yani ke Hamare Andar Se behtarin kaun se time frame ho sakte hain Mere Khyal mein agar Ham Logon Ko H4 Mein Dekhen aur Market ko samajhne ki koshish karen to Jyada acche tarike se ham log market ke friends ko dekh sakte hain aur Maat ki direction ko acche tarike se judgement kar sakte hain aap Logon ki is bare mein kya opinion hai
                    Ham to jyadatar H4 per hi trade Karte Hain jyadatar trade karne ka maja to ISI timeframe Mein Aata Hai Baki Apna Apna experience hai bahut log Forex trading Mein kam kar rahe hain sabka Apna banaa experience Hai Koi Kisi timeframe per trade Karta Hai Koi Kisi translate per lekin sabse best trade karne ke liye time frame jo hai vah sirf H4 hai acchi profit Hasil karne ke liye Hamen ISI time frame ko use karna chahie.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaun se time frame Mein market ke analysis karna best hai

                      mere Khyal ke mutabik Bhose timeframe maujud Hai Jiske mutabik aap market ka analysis kar sakte hain lekin Mere Khyal ke mutabik ko H4 time frame bahut Achcha hai aur aap is time frame ko select Karke Achcha market ka analysis Hasil kar sakte hain aur is time frame Mein Ek candle 4 ghanton Mein Mukammal hoti hai to aap Achcha market bhi ho Hasil kar sakte hain Yaadon Mein 24 time frame suggest Karunga market analysis ke liye. Or zda profit hasil huga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X