Prediction about markeet movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Prediction about markeet movement
    market ki moment ko predict karne ke liye aapke pass learning experience hona bahut hi jyada lajmi hai jitna bhi jyada aapke pass learning experience hoga usse hi aap market ki moment ko predict kr paenge uske liye aap different type ke indicator ka istemal bhi kar sakte hain aur news reading bhi kar sakte hain Taki aap to predictions kar sake market ki moment ke related
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Prediction about markeet movement

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
    market ki moment ko predict karne ke liye aapke pass learning experience hona bahut hi jyada lajmi hai jitna bhi jyada aapke pass learning experience hoga usse hi aap market ki moment ko predict kr paenge uske liye aap different type ke indicator ka istemal bhi kar sakte hain aur news reading bhi kar sakte hain Taki aap to predictions kar sake market ki moment ke related
    +G hn dear apki bat shai hai k ahamre pas knowledge aur trading experinece bahut hy lazmi hona chaye market ky predictioon yani k analysis karne kliye aur mere khyaal se indiactors bhy bahut madad karty hain market ky trend maloom karne kliye .
    Today's Latest Update

    RockMan's Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Prediction about markeet movement

      Hamen market ki movement ko samajhna chahie FIR ismein kam karne ka risk Lena chahie humko bhi Hasil kar Sakenge Kyunki Agar Ham kam karna chahte hain To Hamen dekh lena Hoga Ham amount deposit Karenge To Hamen profit Mil Jayega Agar hamare pass Paisa Nahin Hai To Ham use Forex main bagair balance account Banakar kam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Prediction about markeet movement

        No brother, pehle sy market ko predict karna bhot muskil hota hai, pehle to hamy ye he pata ni hai k market kis point par open ho gi, phr abi market open hony ma kafi waqat hai, ho sakta hai es doran kio asi news ah jae k market ko tabah he kar dey, es lae jb market open ho gi kam sy kam 4 ganty bad ham es ko predict karny ki position ma ho sakyn gy, es lae weekend ma market k bary ma pehle sy soch lena bhot muskil hai,
        • #5 Collapse

          Re: Prediction about markeet movement

          Dear market ki moment ko samajhna aur kam karna Kahane mein bahut Aasan hai Lekin ismein expert Hona padta hai aur tab jakar Ham yah andaza Laga sakte hain ke a market ki moment kya hai isase Pahle Jo naye users Hain unke Liye market ko samajhna Ek Mushkil tareen kam hai
          • #6 Collapse

            Re: Prediction about markeet movement

            Market ki next movement ki predictions krny k liye aap k pas dono analysis mein skills ka strong hona chahiye jis mein technical aur fundamental dono mein experience acha hona chahiye kionkeh news k waqt market apni movement change kr sakti hai aisy mein technical fail ho jaye tu fundamental ki support honi chahiye market ki predictions perfect honi chahiye phr aap k followers ki tadad bhi increase hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Prediction about markeet movement

              forex market ki prediction karna thoda Mushkil hota hai aur Har Banda isko Nahin samajh sakta Jo senior trader hote hain unko Pata hota hai ki forex market ke Shaukat kis Taraf Munh kar sakti Hai Iski vajah yah hoti hai ki Unki car experience Hota Hai hi aur vah apne experience ki buniyad per market ki production Karte Hain Jo ke Kafi had Tak Sahi hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Prediction about markeet movement

                Market ki movement ki prediction kay lye humain pahele forex market kay analysis kerna hotay hain pehle sy market ko predict karna bhot muskil hota hai pehle to hamy ye he pata ni hai k market kis point par open ho gi phr abi market open hony ma kafi waqat hai ho sakta hai es doran kio asi news ah jae k market ko tabah he kar dey es lae jb market open ho gi forex ko zaroor samjhain aur iss mein kaam kerain
                • #9 Collapse

                  Re: Prediction about markeet movement

                  aaaaj kal market main kaaaaafi unexpected moves ho rahi hain jiski wajaaaa se is baaaat kaaaa andaaza lagaana kaaaafi mushkil hai k market kis taraf move karay gi to humen kaaamyaab honaaaa hai or apnay account ko safe rakhnaaa hai to bhot hi soch samajh kar or market ko achi tarhaaaa analise karnay k baaad hi trade lagaaani chaaahiye taakay kaamuyaabi k chances zyaada hi hoonn or hum kaaafi achi earning bhi kar saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Prediction about markeet movement

                    Doston market ke bare mein prediction karne ke liye Hamen Khud Ko Ek Kamyab trader hona lazmi hai Iske bagair Agar Ham prediction Karenge to Shayad Ham Khud bhi loss Mein Honge Aur dusron Ko Bhi loss Mein Dalenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Prediction about markeet movement

                      g hna ap nay theeek khaha hae hamn chahea k sub say pehlay hum jub markeet mn enter hn to hamn chahea k markeet ki jo bhe movement hn unko samjh ke markeet ki prediction kerni chahea ur phir ja ker hum apni achi posting ke saktay hn ur achi trading ke saktay hn ur achi trade k honay sau acah profit earn ker saktay hn
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Prediction about markeet movement

                        Forex market ko achi tarha analyse karny kay liye hamary pass good knowledge aur experience ka hona zaruri hai. Market ki moment ko samjhna koi asan bat nahi. Kiyon keh agar hum market ki movement ko agar samjhny lag jaen tu humary sary masly hal ho jaen. Hum bahut acha paisa kama sakty haen. Es liye market ki movement ko samjhna k liye hamaen mehnat karni perhy ge. Aur maximum knowledge aur experience hasil karna ho ga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X