Indicators lgany ka kia faida hota hy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators lgany ka kia faida hota hy??
    Assalamu Alaikum dear members main yah Sawal puchna chahta hun Ki Forex trading Mein Jab Ham kam karte hain metatrader 4 per Jab ham koi train Lagate Hain Tu Kaha jata hai ki aap usmein indicators ka istemal kar sakte hain to vah indicator Kis Tarah Ke hote hain aur Unse Kis Tarah trading ki Jaati Hai kindly Iske bare mein thoda guide kar den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے

    dear indicators se hamen yehj maloom hota hai k ham market ky next mobvement trend dekh saken k iska movement kis side ja sakta hai isi wajah se indictors best hain apne chart frame mien ham unky mada se bhut hy achy trade kar sakte hain .
    Today's Latest Update

    RockMan's Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

      Jab aap log apni trading main indicators ko use karte hain to is se aap logon ko bahut jyada help milati hai aap log market ki jo price hai kya usko samajhne ke liye Agar indicator Koi dusre Karte Hain To vah aap Sabko Bata Dete Hain ki maarpeet mein abhi buying situation chal rahi hai yahan per selling pressure increase ho raha hai Jindagi indicators aap Logon Ko pahle Hi Bata Dete Hain market kaun si friends Mein jaane wali hai isliye Inko istemal Kiya Karen yah aap Logon ke liye bahut faydemand ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

        Forex Mein jitne bhi application Rahe Hain Jinke Liye Ham trading karte hain UN Tamam main indicators Aur oscillators Ka use Kiya gaya hai 2 indicator ka Asal maqsad aapko associate karna hai analyse karne mein to jitne Hamare acche analyse Honge vah Sab indicator Kitni Honge Hamen indicators ko use karna chahie aur use ke mutabik apni e-trading ko Behtar banana chahie
        • #5 Collapse

          Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

          ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay sahi kaha hai agar ap nay is main achi tarh say kamyb hona hai agar ap nay is main achi tarh say kaamyb ho jao ap nay is main achi tarh say kamyb ho jao gay aur is main achi tarh say kamayb ho jao gay dear friend bus ap nay is main achi tarh say mehnat karin aur is main kamyb ho jao gay dear friend
          • #6 Collapse

            Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

            Baki indicators Karta mujhe nahin pata lekin Fibonacci retracement bahut Achcha indicator hai aur is se aapko benefit Milta Hai ki aapko market mein aane wali situation ka idea ho jata hai market kitni retrace Le sakti hai market aage kitna ja sakti hai yah sab aapko Fibonacci retracement batata hai bahut Achcha indicator hai agar aap kiske sath market ke rules ko follow karenge to aapke liye market Mein profit karna bahut accha aur aasan hoga lekin isko samajhna aur is ko as a system banana ye aasan Nahin Hai ismein bahut time bhi lagta hai aur mehnat bhi lagti Hai kamyabi Ho jaati Hai Lekin time ke sath isliye time den aur time investment Karen
            • #7 Collapse

              Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

              Assalamu Alaikum

              Forex market main indicators ki bhot value hai is say ap market ko predict kar sakty hain aur ager ap sahi say indicator aur candles stick ko janty hon to ap ki her trade hi profit main ja sakti hai.

              Thanks
              • #8 Collapse

                Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

                friends indicator bahut kam Aate Hain Ham Jab Forex Chahat ko study Karte Hain To ismein Ham bahut Sare indicator ka istemal kar sakte hain aur jab Ham indicator ka istemal Karte Hain To vah Hamen market ke train ke bare mein batate hain aur Iske alava Hamen batate Hain Ki market kis Waqt kya movement Karne Wali Hai Hamen chahie ke Ham Tamam indicators ko acchi Tarah Se samajh le
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

                  dear friend,is markeet k chart main agar ham propper tareekay say kaam kartay hain to hamko kuch na kuch zarur milta hay,jaisay jaisay ham is markeet ki deep main jatay hain waisay he hamko iski sahi samjh ati jaaty hay,is liye hamko indicators ki earning ka source nai samjhna chaye balk jtna ho sakta hay ham inko sirf markeet ki analsys k liye use karaty rahain aur in say sirf yahi pata lagana ziada better hota hay k markeet ka trend ki hay aur iski main directions kia hain,isk ilawa hamko in say koi bhi khaas help ki tawako nai rakhni chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

                    indicators hmein market ko analyse krny mein help krty hein k ab market kis direction mein move kry gi r us ka next up trend kiya ho ga to jo loog market ko khud se analyse nai kr sakty hein vo indicators ka use kr k market ko analyse krty hein r trade open krty hein,..
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum dear members main yah Sawal puchna chahta hun Ki Forex trading Mein Jab Ham kam karte hain metatrader 4 per Jab ham koi train Lagate Hain Tu Kaha jata hai ki aap usmein indicators ka istemal kar sakte hain to vah indicator Kis Tarah Ke hote hain aur Unse Kis Tarah trading ki Jaati Hai kindly Iske bare mein thoda guide kar den.
                      indicator Lagane se Hamen trend ki knowledge Ho Jaati Hai Aur yah Hamare liye bahut zyada zaruri hai agar Ham forex market Mein trading karte hue indicator Lagate Hain To is se Hamen bahut zyada fayda hota hai agar trader indicator Nahin lagata to woh trader Hamesha loss mein hi rahta hai trader ko chahiye zyada Se zyada indicator ka use Karen Kyun ke Jab trader indicator ka use Karta Hai To Is hi wajah se uska bahut fayda Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

                        Dear frend treading mai bhot sy log indicatr use karty hai or indicatr hmy bhot gaid karty hai tread karny mai es sy hmy market ki movement ka pata chalta k kab market up or down jaye gi es loye achi treading k loye achy indicatr ko use karna bhot zaruri hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

                          G brother indicator lagany kay bhot zayada faiday han kun ka agar ham indicator say kam karna to haman market ka pata chalta ha ka market khan ja rahe ha market nay khan say sell karna ha a khan say buy indicator say ham log maket ke deep man chalay jatay ha maray khayl say parabolic indicator bhot acha indicator ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicators lgany ka kia faida hota hy??

                            Slam to all dear friends forex main indicator use krne sy trading main bht ziada help milti hai is indicator ki wja sy market main any wali sortehal ta pta chalta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X