Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen
    Dear friends forex trading men kuch log ziyada profit kamanay k lalach men din rat trading kartay rahtay hen aur apni rest aur neend poori nhi kartay jiss ki waja se unn ki health kharab ho jati hey iss liay tamam members ko chahiay k apnay time ko adjust karen aur rest aur neend poori karen aur baki time men trading karen kiun k health achi ho gi tu trading bhi achi ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

    Ji bilkul Forex Mein kam karne ke apne rules banaen Jo time aapane Forex ko dena hai Usi Mein Apni trading ko vistar Karen aur ek time period kyon follow Karen Ek session ko aap apna kar le aur Usi per aapke analyses action Mein chahie Usi session mein kam Karen aur Achcha Karen
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

      G bilkul Sahi bat ki ha apna ap aik timetable bnaeny uska mutabiq Kam karain q Ka sehatt Ka khyal rakhna bhi boht zarori ha
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

        Ek bahut bada business Hai Isko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Ham analysis Ka istemal Karke market Mein kaam karna chahie Fir Bhi Ham Kaisa Kumar Sakenge Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamara account Band Ho Jaega Hamen Soch samajhkar market Mein kaam karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

          hamy is main lalchi ban kar kabe be kam nahe karna chahey hamy is main mehant or lagan sy kam karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hai or pane needs ko pora kar sakty hain hum is mai aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par is main kam karna chahey hamy kam ke limit ko kam nahe karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

            agar hum es main lalche bn kar hum es main kam karain ghain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hai hum es main den m,ain be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain hum es main kam kar kay hum es main hum sucess ho skty hain our hum pisa kma skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

              ji han dear friend main ap ki baat say agre karta hn ap nay bilku sah kaha hai agar ap ki sehat sahi nai rahai gi to ap is main kaam kaisy karin gay dear frind ziada laaclch ki to ap is main achi tarh say kamyb nai ho skty hain dear friend bus ap nay is main achi tarh say mehnat karni hai aur ziada lalach nai karni hai agar ap nay is main achi tarh say kamyb hona hai daer friend
              • #8 Collapse

                Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

                Boht khoob apki bat boht psand aii mjhy jaan hh to jaham hy health is reall wealth helath k bgher hum ksinkam k nhe or na hum koi kam kr skty hn hmain chahye Hum apna kam biljul apny time pe kryn or rest k wqt rest krna chahye jo k ari behtreen seehat ka zamin hy thnx
                • #9 Collapse

                  Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

                  G han hmain apni health ka bhi khyal rakhna chahaiy hmain ziyada lalachi ban kar kam nahi krna chahaiy apni health ka bhi khyal rakhna chahaiy takh ham bemar na hon aur forum main acha perform kar skain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                    Dear friends forex trading men kuch log ziyada profit kamanay k lalach men din rat trading kartay rahtay hen aur apni rest aur neend poori nhi kartay jiss ki waja se unn ki health kharab ho jati hey iss liay tamam members ko chahiay k apnay time ko adjust karen aur rest aur neend poori karen aur baki time men trading karen kiun k health achi ho gi tu trading bhi achi ho gi
                    Brother Forex trading mein aap aap Agar Din Raat mehnat Karke ismein kam karte hain to aapko ismein profit to jyada ho jata hai lekin aap ismein health problem ho sakti hai aapko kam ke sath sath apni health ka bhi Khyal karna chahie aur ismein ek timetable ke mutabik kam karna chahie Taki aap bhi se health Hi Sahi Rahe aur aur aapko trading se profit bhi Hota Rahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

                      Assalam o alaikum dears friends
                      Jaisa keh hamen malom hai leh lalach hanre lie nuksan de sabit hoti lehzah esse buchna chahye ,forex me bhi lalch na kren blkeh sabr aur mehnat se kam lie chahy thore profit ho laikin lalch se acha hai lalch hamra account bhi wash krwa sakti hai lehzah hamen ese bucna hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziyada profit k lalach men din rat aik nah karen apni health ka bhi khayal karen

                        G han dosto health bhe zarori hay lehaza aap koi time table banain jisko follow kartay hoay seahat ky sath sath aapna kam bhe khush aslobi say anjam day sakain gay jitna bhe kam karain woh mayare ho jis say dosray mimber bhe fayda utha sakain
                        Thank you for your attention

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X