Dear Forex Members
Bhout se trader es waja se fail ho jaty hain kay jab woh loss karnay kay bad us ko recover karty hain tu kafi emotional or mazeed zaida lalach mai a kar useless trade ko open karty hain or finally un ko loss ho jata hai. jab kay tareeqa yeh hai kay trader ko cheye jitna woh loss kar chukay hoty hain us ko accept karna seekhain or ik strategy bana lain jis main yeh bat ho kay jo mistakes ki hai woh mazeed na ho or mazeed demo pay work karian jab un ki strategy like analysis, money management, lot size etc sub achi tarha samaj a jaye phir woh live account main a jain or sath sath patience kay sath apni trade ko karain or loss automatically recover ho jaye ga
Ap kiya kehty hain es baray main
apna experience share kejey ga
Shukriya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим