forum ka kam trading sy different hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forum ka kam trading sy different hota hai
    her koi janta hai k forex ka kam trading sy different hota hai dono kam k liye muzbut mind ka kam hai agar hum ne forex per mahnat ki and trading per apne mind sy saber sy kam keya tau hum dono kam mein kamyab hojahain ge dono kam mein different mind sy kam keya jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forum ka kam trading sy different hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے

    Ji bilkul aapki baat theek hai jao, form Paka rahe hain vah trading se different hai vah isliye ke trading ke bare mein jo maloomat hoti hai Jinke Jo knowledge or experience ki baten hoti hain vah Hamen form per Kam Karne Se Mil jaati hai agar use point of view Se Dekha Jaaye to yah kaun se nahin hai Kyunki Forex trading ke bare mein knowledge experience aur trading ke bare mein acchi baten ham log aur jo Apne se karte hain aur Diya jata hai
    • #3 Collapse

      Re: forum ka kam trading sy different hota hai

      Ji han bilkul forum ka kam trading se bilkul different Hota Hai lekin Naam is form per training ke bare mein discussion Karke A trading co successfully handle karne ke liye Kafi Kuchh Sikh sakte hain isliye Hamen chahie ke Ham Ek dusre ke sath positive informative aur knowledge full third share Kiya Karen aur especially junior members ko positive guideline Deni chahie keva practical life mein yani ke real account trading mein success Asal kar Saken
      • #4 Collapse

        Re: forum ka kam trading sy different hota hai

        forum main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aru acha trader bannay say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain expeirence hho ga tb hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay
        • #5 Collapse

          Re: forum ka kam trading sy different hota hai

          Jii haan dear bilkul achii baat bolo haii apny foreex forum ka kaam trading sy bhot hii mukhtalif haii iss main bhe achiihinat krnii parti hai aur uss mainnbhe achii mhiant krnii oartii haii hai aur iss ko bhe humain smjhna prta hai aur usko bhe smjhna orta haiimlakin humain is main kabhi bhe koi aisii.mistakea nh krnii chahiye jis sy hmmara account hii block ho jiee
          • #6 Collapse

            Re: forum ka kam trading sy different hota hai

            Exactly form ka jo hard work hai jo form per Ham kam kar rahe hain vah trading se coffee difference hota hai Kyunki Pakistan form mein abhi jo Ham Forex ki guftgu mein jo topic generate ho rahe hain yah Jo material share ho raha hai vah Forex Se Kisi bhi angle se related nahin hai but Kuchh Jo member se jo Kisi currency pair per aapane Anar CC apni photo ko share Karte Hain vah Thoda Sa matter Karti Hai vah it material hota hai jo Forex se related hota hai otherwise Jo topic social topics ya FIR Aam Jo general topics share ho rahe hain vah Kisi bhi angle se Forex se related Nahin Hai bataiye Main Karta Hun jitne bhi member se Unse Keh kindly Din Mein kam se kam currency pair per aapane apni thought to share Karen joke learning material Hamare new members ke liye aur Unse unko learning bhi ho aur Nahin bhi ho
             
            • #7 Collapse

              Re: forum ka kam trading sy different hota hai

              hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam krna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha pasia kama sakty hain agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                forex iak online business hain hum is mai raat maai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bagr balance account bana ar be kam kar skakty hain hum is mai agra bagerlearning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kam ary gy to hamara accoutn baned ho jy ga ya kabe be band na hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                  Dear brother ap ki bat bilkul theek hey pak forum aur cheez hey aur forex trading aur cheez hey aur pak forum pe posting k zariay acha knowledge aur bonus milta hey lekin forex trading men loss aur profit bhi hota hey iss liay forex trading men ziyada soch samaj kar kam karna parhta hey
                  • #10 Collapse

                    Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                    Dear tading eik alag cheaz hai jab k forum ka kam trading se different hai forum per her member kam ker sakta hai but trading kerna her member ka kam mahi hai forum per ager ap acha kam kerna chahty hain to apko chahye k ap forex ka acha knowledge gain karen and achy knowlwdge k bad ap forum per bhi boht acha perform ker saky gy and rradjng skills beat hongi to trading bhu isi soorat aminnsucceasful ker sakty hain phir aona trading experience yahan per share karen is se apka firum per wirk bhi boht best ho jay ga
                    Last edited by ; 02-05-2020, 03:22 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                      her koi janta hai k forex ka kam trading sy different hota hai dono kam k liye muzbut mind ka kam hai agar hum ne forex per mahnat ki and trading per apne mind sy saber sy kam keya tau hum dono kam mein kamyab hojahain ge dono kam mein different mind sy kam keya jata hai.
                      ji han dost apne sahi kaha forum ka kaam alag hai our trading ka kaam alag hai forum par ham is lye kaam karte hain ke hamain bonus jab ham forum par kaam karte hain to hamain bonus milta hai our is bonus ka istamaal ham trading main karte hain,
                      • #12 Collapse

                        Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                        French trading business duniya ke dusre business se alag se ismein aapko concentration aur fresh mind ke sath kam karna hota hai kyunki aap ki ek deal aapka sar account wash kar sakti hai isliye loss se bachne ke liye Forex trading mein main aapko proper analysis money management aur stop loss kaise istemal karte hue trading karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                          ham g shai kaha h treading r chiz ha forum my panting karna alag ha hm ko treading intihai soch smaj k karni hti h kuk vaha hamara bonus invedt hta ha hmy soch smaj k dil laga k kam karna chahiy
                          • #14 Collapse

                            Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                            Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah Assalamu Alaikum bilkul aapane sahi farmaya hai kya trade aur post donon alag alag kam hai lekin donon kam Mein Taluk bahut Gehra Hai Kyunki post Mein Ham Forex ki maloomat share Karte Hain aur trading Mein ham Forex ki maloomat ko apply Karte Hain kam karne ke tarike alag Hain lekin basic chijen donon Mein sem hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forum ka kam trading sy different hota hai

                              g han ap nay shi kha hy forum ka kam or trading ka kam diffrent hotay hain en main humain alug alug kam kuna hota hy hum aik he waqt main donon main kam nhi kur saktay hain donon main humain kam kurnay kay liyay achay experiene ki zroeat hoti hy agar woh humaray pas hy to hum asani say es main acha kam kur saktay hain or donon main he kamyabi gain kur saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X