Reaction after the profit and loss.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reaction after the profit and loss.
    I ask every new trader at Forex What was your reaction after achieving the first good deal in the forex market and the same thing when they got lost in the second deal?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading business ma real trading ma mara 1st profit to bohat hi acha tha aur kafi mehnat ka baad hi mila magar 2nd loss us sa bhi acha tha ka kafi balance cut gia aur is sa yeh sabaq bhi mila ka is business ma agar profit hota ha to loss bhi theek thak hota ha is lia ziada sa ziada knowledge hasil karni chahia.
    • #3 Collapse

      Well, its obvious that when you get profit you will be quit happy and in a moment when you get a loss you'll become sad. Here one shouldnt give up and always try hard to keep growing.
      • #4 Collapse

        ahan, Reaction after the profit and loss... well ham loss karen ya profit , hame patience rakhne chahiyen dono hi sortun mein :)
        • #5 Collapse

          forex atdring m losss bhe hta rehta ahi aru yah epr profit behhuta hai is leey ayah epr kaamkenre aur jitan behhus kata ahi mehnt kerne,.
          • #6 Collapse

            dear iss chez ko khate hain kbhi khushi kbhi gam yani k jab hume profit hota hai to natural se baat hai hume khushi ho ge :) lakin ager next he deal main hume loss ho jaye to saf se baat hai phir hum sab he ho jaye gai na :(
            • #7 Collapse

              dear simple b baat hy aga rap ko loss ho ga tu ap ka mood set nhn hoga ar agar ap ko proift ho ga tu ap happy happy haon gaion aur mazeeed profit earn karain gain...
              • #8 Collapse

                profit ya loss k baad sirf 2 tarah k hi reactions ho skty hn, gam ya phir khushi. jb trader ko loss hota ha to zahir si baat ha k usey gam hi hoga or jb usey profit hota ha to khushi hogi. mgr in dono situations mein ek successful trader apny in tarah k emotions py control krna b janta ha
                • #9 Collapse

                  forex tradinmg main jab b kisi trader ko profit hasil hoti hai to is per gun gata hai and ager loss ho to negative comments kerna start kker layata hai.
                  • #10 Collapse

                    G main tu forex trading mein new hun main ne abhi tak trading nhi ki hy aur forex trading mein koi loss aur profit hasil nhi kiya mein kia bata sakta hun k loss aur profit mein kia hota hy
                    • #11 Collapse

                      forex trading aik busienss hay and is me bhi dosray subhi businesses ke terha profits bhi hotay hayn and un kay saath looses ke bhi chances hayn so humien is me emotions ko apni trading ke sath attach nahi kerna chahye
                      • #12 Collapse

                        bhai jaan forex markets mai mje shuru mai much loss ka samna howa hai per maine is business mai learning and knowledge k baad he experience proper hasil kia hai then us ki waja say mai is busienss mai much profit daily basis per hasil kar raha hu ye kaam karne mai apko time lag sakta hai and profit and loss depend ap k experience per karta hai
                        • #13 Collapse

                          Asslam-o-Alakum my dear brother jeb humain forex trading se profit hasil hota hai to hum khush ho jatay hain aur mazeed trade kerne k lie betab rehtay hain but jeb forex main trading k doran loss hota hai to hum kuch dis heart se ho jatay hain aur apne emotions per control kerna difficult ho jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Forex ma hamy jb loss hota ha tou hamy bhut dhuk hota or hamara dil krta ha ham forex ko chor dain lkin hamy apni mistakes sa learn krna chiy or pir trade krni chiy lkin jb hamy profit hota ha tou hamy bhut i khusi hoti ha piir ham chahty hain ka ham orr trading krain orr profit bniy lkin hamy galdi nai krni chiy galdi ma loss ho sakta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aisa forex trading mein aksar ho skta ha kyu k forex trading ek bohat hi zyada risky ha jis mein risk itna zyada hota ha k kaha ja skta ha k forex trading mein 50 % chances loss k b profit k saath saath hoty hn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X