assalamu alaikum bhai jaan main aapko yah kahana chahta hun ki agar Ham forex trading mein apni galtiyan ko likhna shuru kar den to hamari galtiyan bahut hi jyada kam ho jaayengi likhane se a hamen yad rahega ki hamen yah galti dobara nahin karni aur ham use galti ki taraf dobara nahin jaate hamen chahie ke market mein jyada se jyada practis Karen aur apni galtiyan ko likhen isase hamen ek bahut hi acchi acchi dekhne ko Mil sakti hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим