Greed Na Bany

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed Na Bany
    Hamen trading karte hain waqt greed nahin banna chahie lalach nahin karna chahie lalach karne se Ham kabhi Kamyab nahin honge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed Na Bany

    you are absolutely right aapane bahut hi perfect baat ki hai ki Hamen angreji nahin banna chahie Kyunki greed is curse lalach Buri Bala Hai Ham Sab Koi chij ka pata hai so we agreed Agar apke trading plan mein hai to aap kabhi bhi successful Nahin ho sakte apni success ko 100% guaranteed karne ke liye aapko grid Jaise factor ko Apne trading plan se check out karna hoga so click Kariye Garry ko Apne trading plan se aur maximum profit achieve karne ke liye minimum lot size ke sath trading Kijiye Jab Khidki base per of Big Lot size ke sath trading karte hain aur lalaj ki vajah Se Jab aap Big Lot Lagate Hain aur apni trade ko hold rakhte hain to vah trade aapko lost deti hai subah Tahir small profit ke sath market se out ho jaen Baje Iske ke ham log maximum loss ke sath Apna account was Karen lalach Nahin Kijiye aur discipline ke sath trading kijiye
    • #3 Collapse

      Re: Greed Na Bany

      Yes dear friend you are absolutely right I feel strongly agree with you it is universal truth that greed is a curse and very bad habit and every business even in every field of life especially in Forex trading you are greedy trade and can be very dangerous and harmful you for you isliye doston Hamen Giridih aur emotional trading Se Bachana hoga agar humne Forex trading co lifetime business banana hai aur long term ke liye is business Mein survive karna chahte hain aur is business se acche result Sachiv karna chahte hain To Hamen greed aur emotion Se Dur Rahana hoga Ham Jitna greedy but Nahin acche result achieve karne mein Jarur Kamyab Honge aur emotional trading Se Dur Rahenge
      • #4 Collapse

        Re: Greed Na Bany

        ham agar greed karain ge to is mein koi shak nnahi hai ke ham loss karain ge is liye jab aik cheez ka hmain pata hai top hmain us mein nahi jana chahiye ta ke ham is mein kaam kar saken kyon ke hmain agar kameyab hona hai to is cheez se jan churani ho gi kyon ke ham is mein aksar trend ke against kaam karte hain aur hmain loss ho jata hai aur is liye hi ye buhat dangerous hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Greed Na Bany

          bilkul dear, hmain forex trading ma lalach sa dur rehna chaiay, q k lalach buri bala ha is sa hmain nuksan hota ha aur pachtana parta ha, easily jo b profit hasil ho jay us par shukar karain aur ziada earning ki lalach ma big lot use karnay sa avoid karain warna hmara account b wash ho sakta ha
          • #6 Collapse

            Re: Greed Na Bany

            Traders ko greedy ban k trading nhi krni chahiye kionkeh traders jb bhi greed krty hein pata nhi kion market against ho jati hai shyd market ko traders ki greed pasand nhi hai aur sb se ziada loss greed se hoty hein dosto hamein is bad habbit ko chorna hoga phr hum is business mein kamyab trader ban sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Greed Na Bany

              Forex trading business mein hamen grid Nahin Karni chahie jab ham greed karte Hain to hamen nuksan ho sakta hai acchi profitable trading karne ke liye hamare pass trading system Hona chahie Forex trading business ka knowledge Hona chahie achcha knowledge Hoga to ham acchi profitable trading kar sakenge kabhi bhi hamen Forex trading business mein grid Nahin Karni chahie agreed karenge to hamen is business mein Kabhi bhi profit hasil Nahin hoga
              • #8 Collapse

                Re: Greed Na Bany

                Dear friends forex forum main ham jab bhe kam start krain to hamain chahiye kh ham forex forum main krty wakt jaldbazi nah krain kunkh agr ham jaldbazi k sath kam krain gy to hmain forex main loss ho ga aur hmara account wash ho jy ga iss liye forex forum main ziyada sy ziyada mehnat krain aur acha profit hasil krny ki koshish krain tab ham forex forhm main achi kamyabi hasil kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed Na Bany

                  Humay chahye hum kabi b trading mey greedy na hon hmry pas knowledge na ho tu forex tu kia hm koi business or kam nhi kar sakty ye sab hamin achy traders se mil skta hy or forex sites se beh ham kafi inforamtin ly sakty hen forex trading business itna mushkil business nahi ha or demo account k zariya app asani sa experience gain kar saktay han or learn hi kar saktay han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed Na Bany

                    Greedy is a curse Jo log greed karta hain un Ka pass Kuch bhi Nahi bachta wo zindgi main Kuch bhi Karna Ka kabil hi ni hota because greed San Kuch khatm Kar Daiti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed Na Bany

                      Dear frend hamary sath aksar aisa hota ha k jab hmy profit hony lgta hai to hmy greed ho jata hai or hm aik k bad aik tread set karty jaty hai jab k market ki movement cheak nai karty or es chakar mai hm apna koss kar jaty hai ya agar hmy profit ho raha hota hai to hm es chakar mai tread close nai karty k hmy mazeed profit chaye hota hai jab k aisa nai hota hmy itna he profit milta hai jaha tak market ny jana hota hai or market apne target pount py ja kar phr apna rakh change karti hai ab hmari marzi hm apni tread close kary ya nai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed Na Bany

                        someone said that greed is curse that's moral for us Jindagi Ki Koi Bhi field Ho usmein moral ek hi rahata hai trading Mein Bhi Agar greed se Kaun liya Jaaye to Shayad pahle double profit Bihar sakta hai lekin O Sahiba to Fir Uske bad trading karne ki jarurat Nahin padegi ghar baith kar Ghar Baithe rehne ki shuruaat ho gai bus isliye trading mein greedy Nahin Hona chahie
                        Do it before other will do!
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed Na Bany

                          Bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai aap Lal Ji Na banaen lalach Buri Bala hoti hai isliye lalchi Naam Banai Bal ke aap acche mind Hai is phone mein work Karen aap Hi Ko fayda Hoga Lalaji Insan ko nuksan ki taraf Le Jaati Hai lalach Karoge To Kabhi Kamyab Nahin Honge
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed Na Bany

                            Mashoor hay ke lalich bure bala hay jab insan mai greed bhar jati hay to insan kay faislon main say kamyabi kay chancis bohat kam hojatay hain kyoun ke woh lalich main bohat ziada mistake karta hay jis ka bohat nuksan hota hay
                            Thank you for your attention
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed Na Bany

                              FoRex Trading Main aksar LoGoN K AccOunt Wash jaldbaaaazi Or Lalch ki Wajaaaa se Hi Hoatay Hain To humEn Is baaaat Kaaaa Khyaaal Rakhnaaa Chaahiye Or Jo Bhi Trade Lagaaani ho MaRket Main apnay capital K Mutaabiq hi Lott Use KaRtay Huay Trade lagaaani Chaahiye taakay Kaaamyaabi Bhi Haaaasil KaR SakEn Or achi Amount Main ProFit Bhi Kamaaaa SakEn....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X