Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.
    Dear member assalam wualaikum Jo member Meri tarah new hai Pakistan form mein yah forex trading mein Mera aap sab member se ek sawal hai ki kya forex trading Islamic point of view se jayaj hai yani hai kyunki maximum trader ke mind mein yahi aata hai ki kya forex trading halal hai ya haram hai kisi ko guideline ke bare mein pata hai ya kisi ko knowledge hai to kindly share Karen Taki Ham sab ko bhi pata chale ki kya forex trading Islamic point of view sy halal ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

    g han is main bi sab mhnt kar k hi paisaa kamaty hain aur mhnt kar k paisa kamana tou halal hai so hamain is foruum main planing kar k hi hum sucess hon gay aur boht say llg is foruum main kam karty hain aur hamain chahye is k bary main learnng karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

      Dear Forex member agar aap Forex ko Islamic point of view se Halal karna chahte hain to aapko Apne account ko swap free account mein create karna hoga ya Ek Aisa account system Hai jismein Ham Islamic point pure Se Apna account create Karte Hain jisse Ham ismein Islamic point view se Halal tarike se earning Hasil Karte Hain To yah Hamare apni Marji per depend karta hai ki Ham kis account Ki Main Apna account verify Karte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

        forex aik halal business hain ham is main swap free account bana kar be kam kar sakty hain ham is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain is main hamara koi boss nahi hota ham is main day main kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kr sakty hain yai aik real business hain
        • #5 Collapse

          Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

          dear isk baary mein mujhy koi khas andza nhee hy mujhy bas meri raiy ye hy keh i think ye best bhi ho sakta hy qk bhut sary muslims ismein kaam ker rahy hein to hamin chaiy keh hum bhi zeeda sey zeeda is per tawjo dein or good sey bhi good work krein istyrah hum ik sucess full traders ban sakty hein
          • #6 Collapse

            Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

            forex aik halal busness hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be waktka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam ary gy to hamy loss ho ga forex paksitan mai lagl ban cuka hain hum is smi agar lalchi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy g forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar skaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

              ji mere Bhai jahan tak mera experience hai tu Mera Man nahi hai ki forex trading business ek islamik taur per halal hai vah isliye kyunki Ham log yahan per bahut bahut mehnat karte hain per hamen ismein nuksan bhi hota hai aur fayda bhi hota hai halal aur haram haram Ho chij hoti hai jo yahan per humko sirf aur sirf property property deta hai nuksan nahin deta jismein nuksan hota hai vah halal hai
              • #8 Collapse

                Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                dea main is kay baray main bhter ni bta sakta app ko forex aik online business hai ismain hum online trading kar kay profit hasil krty hain or us profit ho hum pher withdraw karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                  Aisa koi bhi kam ke jismein member mehnat karte hain vah use members ke liye halal ho jata hai jaisa ke forex per bhi online hokar aur member bahut jyada mehnat se kam kar rahe hote hain aur forum jo bhi benefits apne members ko deta hai vah unki mehnat ki vajah se hi unko deta hai aur yahi vajah hai ki har ek member yahan apni mehnat se hi benefit leta hai isliye is kam ko halal kahana bhi sahi hai ya mehnat se kam karne wale ko fayda hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                    Aslam o alikoum g han dear aap nay kafi achi bat ke hai han aap ka sawal bhi kafi acha hai her wo chaz jis main loss bhi hota hai aur profit bhi wo bikul teak hoti hai es main kisi ko koi sakh nhi hona chahaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                      bilkul jaiz hai is mein ap ko koi masla nahi ho ga ap swap free account open karain ta ke ap ko is mein koi masla nahi ho aur is mein main ne bhi Ulama se discuss kiya hai aur ham is mein kaam kar ke acha earn kar sakte hain koi masla nahi hai ye bilkuil halal hai is liye hmain is mein ab focus karna hai aur acha kaam karna hai agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                        Ji han Alhamdulillah Pakistan forex business Ek accha aur acchi quality wala Halal business hai Kyunki ismein Ham pure 1 month pure 1 week Ham 4 ghante dekar Ham apni posting ka target pura Karte Hain Ham hand typing karte hain usse Ham mistake ko Dur karte hain FIR Hamen Achcha bonus Diya jata hai aur jab Hamara bolna Aata Hai To fir Ham acchi acchi trading karte hain aur Yad Rahe koi bhi business Ho usmein Agar loss Aur prpfit Ho To vah Halal Hota Hai han albata business hai usmein sirf Agar profit hi Milta Hai to vah sood mein a Jata Hai vah Halal Nahin Hota isliye isliye allah ke hukm se Ham Ham Jab Bhi Jahan per acchi si jagah posting Karenge Hamen Achcha fayda Milega vah Inshallah Hamare liye Halal hai ok mind it....
                        • #13 Collapse

                          Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                          Dear friend aapko is bare mein research kar leni chahie agar swpfree free account banate hain to ja aise hi forex mein currency ka len den Kiya jata hai aur jo tijarat hai lenden hai vah Islam mein jaise hai Baki trading ka aapko confirm kar lena chahie trading jaise hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                            dear ham na to mufti hein aour ham na hi koi molana san ager apko iss barey mein koi achi information rakhni hein to ap kisi aalim deen sey rabta ker sakty hein dear ager ap khd iss mein posts krein gy to zahir si bat hy wo bonus bhi apk liy halal hy aour apka profit bhi bhi ap iss ko business smjh ker iss mein work krein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kaya forex trading Islamic point view sy halal ha.

                              Ap forex mein mehnat karain mehnat kar Kay learning knewledge aur experience hasil kar Kay kaam karain tu forex ap Kay leye halal ho ga aur agr ap mehnat nahin karain gey aur Short cut se earning karne ki koshish karain gey tu phr ap samjh saktay han kay forex kiya hai ap ko is mein mehnat se kaam karna cahaiye ks kaam mein mehnat ho woh halal hota hai tension ki koi baat nahin hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X