Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?
    Assalamu Alaikum forex market Mein Vahi Banda earning Karta Hai Jo Ek plan aur ek target ke hisab se kam karta hai jo naye ladke hote hain ya koi bhi naya jo training Mein Naya Hota Hai vah yah Galti karta hai ki market open hone ke bad Jab dekhta hai ki candle niche ja rahi hai to use per selfie train laga deta hai lekin vah Nahin dekhta market kya hai aur Aise Bande Ko nuksan hota hai lekin Agar Banda Sara friend samajhkar support and resistance define karne ke bad trade lagaen to vah planning ke tahat hota hai aur usmein profit ke chance jyada hai
    .
    Like plz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

    Yes friend, ap nay sai kaha hay, hamain always planning and patience say trade laga ker apni trade ko successful banana chahiye or profit earning ko ensure karna chahiye, kabhi bhi jaldbazi ya without planning trade open kar kay loss nai karwana chahiye. Chart kay different time frames use kar kay trends ko apni trade kay liye helpful banana chahiye.
    Last edited by ; 02-05-2020, 10:40 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

      Dear member Forex trading Mein mistake Karke loss Lena bilkul bhi achcha Nahin Hai Lekin planning ke sath profit Lena bahut Achcha hai isliye yah Humne Khud decide karna hota hai ki Humne Forex mein kis method ko use Karke apni trading karna hai Kyunki Hamen bahut acchi Tarah Se analyse hota hai ki Hamen Forex Mein Kis Tarah Se profit Milega aur Kis Tarah Se loss Hoga isliye loss se Humne Khud Hi bechna Hai
      • #4 Collapse

        Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

        aagr hum mistake kar ky kam kary gy to hamara account bend ho jy ga hamy mistaeks ko avoid karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm busness ke nisbat achq business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai kam karty howe market ky rule ko ignroe kar dy gyt o hamara acount baned hi jy ga
        • #5 Collapse

          Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

          dear friend main nay sari post ap ki read ki hai ap nay sahi poucha hai agar ap nay is main trade karty waqat ap ko is main loss ho gia hia to ap ko chayay ap is say achi tarh say seekhain aur is main achi tarh say kamyb ho jao . agar ap nay market ko analysis kar kay planing kay sath trade kar li to ap is main achi tarh say kamyb ho jao gay dear friend
          • #6 Collapse

            Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

            hamy aik palning bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar skty hai ham is main day main kam kr sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be officce jany ki zarot nahi hoti
            • #7 Collapse

              Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

              Jo log forex trading men jald profit lenay ki koshish kartay hen aur bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se mistakes hoti hen aur bara loss ho jata hey iss liay jaldi nah karen balkay pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir proper planning k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                Mistake krny wala tu loss hi krta hai jo bar bar mistake repeat krta hai behtr tu ye hai k wo trading chor de kionkeh ye us k bus ka rog nhi lekin jo trader aik strategy aur planning k sath market mein entry leta hai wo profit hasil krta hai kionkeh wo narket mein loss ko bhi mind mein rakh k trade open krta hai kionkeh usko malom hota hai mistake ki tu loss hoga is liye pori planning k sath entry leta hai jis mein kamyab ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                  forex main humian es main planing kar kay hum es main kam karain gain to humain es maikn boht sa fiyda ho ga our hum es main part time be kam kar skty hain hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa bons be hasl kar skty hain humain es main experience ka our humain es main knowledge ho ga to he hum es main sucess ho ksty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                    mistakes sab karte hai lekin acha trader wo hota hai jo us mein kaam karte hue mehnat se acha kaam karta hai agar ham acha kaam karna chahte hain to hmain is mein mehnat se kaam karna hai learn karna hai agar ham ne learn karna hai to hmain is mein kaam karne ke liye mehnat se kaam karna hai aur is mein kaam karne ke liye practice karni hai agar ham practice karain to hmain money management karni aye gi is liye money management buhat hi zarori hai jis se hmain profit hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                      agar hum mistakes kay sath kam kurtay hain to humain loss kay ellawa or kuch bhi gain nhi ho ga q keh mistakes say humain sirf loss he gain hota hy es lyay humain mistakes nhi kurni chahiyay balkay achi planing kur kay es main acha profit gain kurna chahiyay jub hum achi or good planing say kaam kuray gay tub hum es main say acha bonus bhi gain kur sakay gay to humain planing kay sath acha kam kuna chahiyay
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                        Mere Pyare bhai mistake kar ke nuksan karne Se bhi Hamara Apna fayda Hota Hai Hamen isase bahut acchi learning Hasil hoti hai lekin Agar Humse Jyada achchi planning Karenge use planning ke mutabik kam Karenge to hamare liye bahut jyada fayda hoga Kyunki planning ke sath Kiya Gaya Hasil Kiya Gaya profit bahut jyada faydemand Hota hai isiliye hamen weekly bahut acchi planning Karni chahie Taki Ham mein bahut Achcha Paisa Kama sake Ek target achieve karna chahie aur is target ke mutabik kam karna chahie Jab Ham target ke mutabik kam Karte Hain To Hamen nuksan bhi nahin Hota hai aur ham profit bahut accha Hasil Karte Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                          donon baten sahi hai Kyunki Agar pahle loss se Sikha Jaaye vah bhi theek rahega Kyunki jitne bhi expert Hain unhen pahle loss hota hai tab jakar Apne Anil se aur experience Ke Bina per trader Ban sakte hain aur Agar planning ke sath kam kiya jaaye usmein profit hoga lekin sikhane ke chances kam Hote Hain
                          Do it before other will do!
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                            Ji han aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham market potrait Bank To Hamen pahle ke dekhna chahie ki Ham semester stadium is se pahle market ko dekhna chahie market to analyse karna chahie Uske bad Hamen trade Lagani chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistake kr k lose lna sahi hai ya planing k sath profit lna sahi hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Alighuman پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum forex market Mein Vahi Banda earning Karta Hai Jo Ek plan aur ek target ke hisab se kam karta hai jo naye ladke hote hain ya koi bhi naya jo training Mein Naya Hota Hai vah yah Galti karta hai ki market open hone ke bad Jab dekhta hai ki candle niche ja rahi hai to use per selfie train laga deta hai lekin vah Nahin dekhta market kya hai aur Aise Bande Ko nuksan hota hai lekin Agar Banda Sara friend samajhkar support and resistance define karne ke bad trade lagaen to vah planning ke tahat hota hai aur usmein profit ke chance jyada hai
                              .
                              Like plz

                              Dear forex aik online business hai iss ma mistakes ki koi jaga nhi agr forex ma jaga bnani hai to apni mistakes ko thk krna hoga jitni hum kam mistakes krenge apni trade ma utny jaldi kamyabi k chances hain agr hum se mistakes ho jati hain to koshish kren k apni mistakes se kuch seekhen aur ainda na krny ki koshish kren:1f617::1f617::1f617:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X