Signals ko kesy smjha jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals ko kesy smjha jaye
    Asslam-o-alaikum dosto..
    Buy Stop EURCAD
    ✅@ 1.54250
    🎯TP 1.59300
    🚫SL 1.52500
    Yeh aik signal he Jo k aik friend ne group me share kia he lakin mujy is signal ki samajh nahi ati he kiun k main new hun forex me to please koi mujy samjha skta he is ko mukamal tariky k sath to us Bhai ki bahot ziada mehrbani ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals ko kesy smjha jaye

    Har Insan ki apni strategy hoti hai isliye vah hi Behtar Jaanta hai ke Usko Kab aur kaun sa signal kis baat ki direction de raha hai Kuchh log indicator small karte hain Kuchh log price action trading karte hain aur kuchh log support and resistance trading Karte Hain Har Kisi ka Apna training style hota hai isliye signal Kaise samjhaye USD trading style per depend karta hai isliye aapko Hamesha Apne trading style ke hisab se signal ko find karna chahie dusron ki Baton per Jyada taaja Nahin Deni chahie Kabhi kbar To news bhi pack Nikalti Hai Lekin Agar aapka LLC strong hoga to nksaan nhi ho ga...
    .
    Yar thanks deny ma koi harj hai?
    Last edited by ; 02-05-2020, 10:33 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Signals ko kesy smjha jaye

      Dear is kay liye bahut learning chahiye, ye aik proper signal tab he ho sakta hay jab ap khud is pair ko analyse karain or daikhain keh waqie EURCAD main is tarah ka trend ban raha hay, or apko khud fundamental analysis karny kay liye both countries ki economic conditions daikhni hon gi tab he is pair say ap profit earn kar sakain gay.
      Ap nay new order open kar kay buy stop select karna hay, iski price 1.54250 set karni hay, TP 1.59300 and SL 1.52500 lagani hay, or phir PLACE pe click kar daina hay
      Last edited by ; 02-05-2020, 10:36 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Signals ko kesy smjha jaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq89 پيغام ديکھيے
        Asslam-o-alaikum dosto..
        Buy Stop EURCAD
        ✅@ 1.54250
        🎯TP 1.59300
        🚫SL 1.52500
        Yeh aik signal he Jo k aik friend ne group me share kia he lakin mujy is signal ki samajh nahi ati he kiun k main new hun forex me to please koi mujy samjha skta he is ko mukamal tariky k sath to us Bhai ki bahot ziada mehrbani ho gi
        Dear ap theek keh rahay hai signal ko smajhnay k lie bhi insaan k pas thori bhut knowledge huni chaheye, q k bhut c jaga mai retail traders ko basic bid ask spread wagera ka nahi pata hota hau jiski waja say wo signal ko follow karnay mai bhi ghalti karty hai, or jo tp hota hai wo SL Laga dete hai or jo SL hota hai use TP bana dete hai, ese logo ko atlease forex mai 1 month tak ki learning karni chaheye ta k wo at least order to sahi way mai laga sake
        • #5 Collapse

          Re: Signals ko kesy smjha jaye

          Remember Forex trading main signals ko samajhne ke liye jaruri hai ki aap market ko analysis Karen aap market Ko Jab trendline Ke Sath analyse Karte Hain To aap Uske volume Ko Dekhkar Forex ke signals ko samajh sakte hain Kyunki market mein jo volume bante Hain To Hamen market ki signals Ka Pata Chalta Hai Ki vah Ab Kis Tarah Se Hamare Samne react Karegi jisse Ham apni trade find out kar sakte hain aur use trade ke sath Achcha profit Le sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Signals ko kesy smjha jaye

            hamy expert ban ky singals ko follow kar ky kaam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy losss ho ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain um isy apna life time career be bana sakty hain is mai hum agar tuka system sy kam ary gy to hamy loss ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Signals ko kesy smjha jaye

              signals ko samjhna ham,ry liuy bhiut hi mushkil kaam hy biut iaskj liuy hamin zeeda sey zeeda forex teacher sey guidness leni hogi qlk jabn hum teacher ko follow krein gy to hamry liuy signals ko samjhna easy ho jaiy gaa isk ilaawa hum forex market or usk charys ko daily visit krein or jo nmews hamin show hoti hein bhji jati hein hamin unko bhi read kerna chaiyy
              • #8 Collapse

                Re: Signals ko kesy smjha jaye

                signal ko dekh k hi trade karni ho gi aur hamain markt main bi enter hony say pahhly is k bary main planing karni ho gi ta k earn karnay main b i asnai ho saky gi aur hamain markt main bi greed ko avoid kar k hi hum acha bonus hasil ho saky gi aur hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main kam kar k hi hum achy say trad e karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: Signals ko kesy smjha jaye

                  ham ybest expricen or knowledge hasil kar ky is main signal ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acah bonus hasil kr ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain yai aika sa business hain jis main kam akrny ky liue hamy kisi be office jany ki zarot nahi hoti ham apny gr beth kar ismain kam kar sakty hawin
                  • #10 Collapse

                    Re: Signals ko kesy smjha jaye

                    ji han dear friend main ap ki baat say agree karta hn ap nay jo signal show karway hain mujhy pata hai ap nay is mani stop loss aur take profit kay bariy mian bata rahin ap nay bilkul sahi kaha hai aga ap nay is tradeing main kamyb hona hia to ap ko chayay ap is main yay wali technique lazmi use karin agar ap nay is main achi tarh say kamyb hona hai dear
                    • #11 Collapse

                      Re: Signals ko kesy smjha jaye

                      forex main humain es main sengal ko wach kar kay humian es main kam karnna ho ga our humain es main mahant say huamin es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es ain den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hin hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hain hum es main live tarding karty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Signals ko kesy smjha jaye

                        g han dwar bilkul sahe baat hy forex online treading min hum gruping system min treading karty hiy ik disry ko signal saher karty hai wahi hamin signal ko samjh y ka lia hamin sab sy apny real account par tread ko open karry hoy demo account par apny senior sy mashwara lety hiy prictice kanei chaye jis sy hum forex min signal ko achy samjh skain aur phir hum aony real account par achi treading kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Signals ko kesy smjha jaye

                          Dear bro ye signal pending order hai mtlb jb market is level tk move kregi agr is point ko hit kia tu trade open ho jayegi jis mein stop loss aur take profit bhi diye gaye hein jb market in mein se kisi aik tool ko hit krti hai tu phr apki trade agr stop loss ko hit kregi tu loss mein close hogi agr take profit ko hit kia tu profit mein close hogi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Signals ko kesy smjha jaye

                            agar ao signals ko follow kar rahe hain to bhe ace bat hae wese bhe jo new members hote hain wo signals ko he follow karte haian q ke un ke pas itna experience nhe hota hae ke wo khud se analysis kar ke is main wo trading karen acha jab ap signals recive kate haian to apko sab se pehle uska fundamental analysis karna cahoye technical zayada zarori nhe hota hae phir apko stop loss or take profit ke sath is main trading karne cahiye take apa is main kamayab bhe ho saken or aik ache trader bhe ban saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Signals ko kesy smjha jaye

                              signals ko hmain as a guidance lena chahiye agar ham bhi wohi samjhte hian jo hmain signal mila hai tyo hmain trade leni chahiye lekin agar aese nahi hai to hmain is mein kaam karne se kameyab hona hai agar ham kaam karte hain to hmain is mein mehnat se kaam karna chahiye agar ham khud kaam karain ge to ham kaam kar saket hain kissi ke kehne pe ham kabhi kameyab nahi ho sakte hain kyon ke hmain us mein knowledge nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X