dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

    ji bilkul Hamen chahie ke Ham Jin pairs per trade karte Hain Ham unhin per practice Karen unhen pairs per Apne analysis tragedy ko improve karne ki koshish karen Taki Ham achcha fayda asal kar sake Forex trading mein Ham Jitna jyada hard working se kam karenge hamara Na Lage utna hi behtar hoga aur hamare analyses to Hamen chahie ki Ham Forex trading co proper 1 job ki tarah Le mehnat Karen tabhi Ham isase achcha benefit asel kar sakenge koshish karen Agar hamare paas balance achcha hai to Hamen gold aur crude oil per practice Karen Taki Ham isase achcha fayda Le sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

      g hn g ap ny bilkul theek baat ki hai k hmein hr baar trading k leye pairs ko change nai krna chaheye agr koi pair ap ko axha profit nai de raha tu pehly hi koi esa pair choose krein jis pr ap ki grip strong ho ta k jb ap trade krein tu confidence k sath r us se axha profit get kr skein,..
      • #18 Collapse

        Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

        Ji bilkul theek kaha Forex trading Main Jis pair aapko acchi knowledge hai aur Jis pair ke aap acche analysis kar sakte hain Usi pair per Forex Mein kam karna chahie Forex 1 online business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada learning ke sath aur hardworking ke saath kaam karna chahie tabhi Ham acchi trade Laga kar Achcha fayda hassil kar sakte hain aur Kamyab trader Ban sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

          Yes correct hum ko agr ik trade ma success ni ho ray to hum ko apna trade pair ko change na ker bulky us per hi dobara focus ker na chiy
          • #20 Collapse

            Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

            Identify your “fail-safe” drawdown level early in your career. This
            is the maximum amount you’re willing to lose before turning off your
            screen and walking away from the market. This hiatus need not be per￾manent. Rather, it’s a physical recognition that things have gone wrong
            and a period of self-analysis is required before taking on fresh risk. This
            vacation from the market lets weakened traders examine personal issues
            that may be hidden in the heat of day-to-day battle. It also gets them into
            bed at night without fresh losses weighing on their minds. Indeed, this
            abstinence often ends the drawdown cycle and fosters instant success
            when they finally return to the action
            • #21 Collapse

              Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

              G han theek kaha ha ap ne pairs ko change na kro app ko forex ke maloomat hoo aor phir work karen.aor app ko experince bi demo account se hia mila ga app demo account par bi work kare too app ko kohd ba kohd trading samj ma aajaye gi,tabhi app ko experince hoo jaye ga aor achi earning bi hoo jaye ge.
              • #22 Collapse

                Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                Akser jab hamaen loss hota hai tu hum yeh sochty haen ke yeh pair theek nahi hai humaen kisi aur pair mein try karna chahye. Halan ke us mein us pair kay ghalt hony ka koi matlab nahi hota hum apni ghalti ki wajah se loss karty haen. Agar hum es tarha pairs ko bar bar change karty rahaen ge. Tu humaen forex ki koi samjh nahi aye gi.aur hum loss hi karty rahaen ge.
                • #23 Collapse

                  Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                  Trading k liye ap apnay pairs ko kabi b bar bar change na kro ap ko knowledge ke kame ke vaja sy loss karen gy to ap ko profit km ho ga is ley ap ko tamam baton ko mind mean rekh k kam karna chahey to ye ap ka success ke tarf pehla step ho ga trading care se kro.
                  • #24 Collapse

                    Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                    Forex trading mein achcha trader vahi hai jo Apne a tragedy analysis ko improve karne ki koshish karta hai aur is per kam focus karta Hai Hamen chahie ke Forex trading co proper time den acche experience ke liye demo account per practice Karen Jab hamara knowledge baithe ho tab real account mein kam Karen Forex trading mein Hamen ek planning ke tahat kam karna chahie Agar Ham kisi star per kam karna chahte hain real account mein to Hamen pahle demo account per practice karna bahut jaruri hai Jab Hamen uska result achcha Mile tab real mein kam karen to achcha fayda Le sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                      dear ham trading kerne kilye kise bhe currnecy pairs ke selection ker sakty han likn jis pairs ko choice kerte han us pairs par hamain zror analysis kerna cheye jitna zeyda hamain jis pairs par experience hasil ho un ke selection kerni cheye then ham success hasil ker sakty han bagir kise pairs par ayse trade nahi lagna cheye wrna nuksan ho sakta hy
                      • #26 Collapse

                        Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                        Ji bilkul theek Kaha Forex trading Mein Hamen Har Bar mukhtalif pair per trade open Nahin Karni chahie Jis Par ki aapko acchi analyses ho aur acchi samajh ho aur accha experience Ho Usi par par kaam karna chahie tabhi aap acchi trade lagakar Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge aur successful trader bhi band Sakenge Forex all world mein famous business ethics Mein Hamesha Dard Jyada mehnat ke sath aur knowledge ke sath kam karna chahie tabhi Ham acchi trade lagakar Achcha profit bhi increase kar Sakenge aur successful trader band Sakenge.
                        • #27 Collapse

                          Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                          Mere Pyare Bhai main aapki post se agri nahin karti hun forex business Mein trading Lagane ke liye Hamen prayers change karte Rahana chahie Hamen market ko follow karna chahie Jab Ham market analysis Karte Hain To Jis currency per ko Ham dekhte Hain Kyunki movement Hamen profit Degi tab Ham Usi per trading Laga Lete Hain isiliye main kah sakti Hun Ki Hamen currency pairs ko change karna chahie trading Lagane ke liye Hamen Har currency pair ka istemal Karna chahie.
                          • #28 Collapse

                            Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
                            salam to all members kaisay hain sb.dear mera mashvera hai k hamein hr bar trading k leye pairs change nahi krny chahye.hamein aik ya do pairs pe trade krni chahye aur osi pe apna knowledge barhaana chahye to hamary leye behtar rahay ga
                            ji han bilkul Hamen Har Bar apni trading ke liye pairs ko change karna chahiye Kyun ke Jab Ham apni trading Mein pair ko change Karte Hain To is se Hamen bahut fayda Hota Hai trader ko trading karne ke liye zyada Se zyada experience ki zarurat Hoti Hai Kyun ke Ham experience ki wajah Se Hi forex market Mein successful Hote Hain
                            • #29 Collapse

                              Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                              Agar aapko trade karte hue Ek pair ki samajh aa chuki hai uski movement ko aap samajh chuke hain to Fir aapko vah pair change nahin karna chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: dear members hr baar trading k leye pairs change na krein

                                G brohters ya bat balkul theek ha ka haman har waqat pairs ko change ni karna chaeya kun ka jab ham maket man ak ya 2 pairs par knowledge hasal kar lan gay to haman un par he kam kar kay acha khasa profit mal sakhta ha kun ka agar haman 1 pair ka bhe sahe knowledge hoya to ham maket man achi khasi earning kar saktay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X