learning karny say hi achi earning ho saky gi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning karny say hi achi earning ho saky gi
    hamain is foruum main learning karni ho gi aur demo main practice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur boht say log is foruum main kam karty hain aur hamain chahye is forum main expeirence ho ga tab hi hum achhy say trade karein gay aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum suces hon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے

    Dear bhut say bare professional trader ka manna ye hai k is market mai jo log 90% failure hai unki fail hunay ka karan hi ye hai k wo basic cheezay samjh kar atay hai is market mai qadam rakh kar samjhtay h k wo trader hai jb k unhe khud trading ka idea nahi hota hai k trading k pecchay itni bari logic hai k wo usse be khabar hote hai or apna paisa market mai zaya kar k market ko khair bad kardete hai
    • #3 Collapse

      Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے
      hamain is foruum main learning karni ho gi aur demo main practice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur boht say log is foruum main kam karty hain aur hamain chahye is forum main expeirence ho ga tab hi hum achhy say trade karein gay aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum suces hon gay
      G ha dear ap agar ais market mai kamyab hona cahty hai to ap ko ais market mai learing karni ho gi aus k baad hi ap ko ais market mai earning ho gi ap agar ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai magar aus k liay ap ko achi learing karni hoti hai ap agar ais market mai learing par time lagaty hai to ap ko faida hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

        hamy learning gain kar ky aik time table bana kar forex mai kam karn ho ga forex paksitan ma legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex ko samjna aik din ka kam karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain is mai hum agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss hi jy ga forex aik legal bsiness haain
        • #5 Collapse

          Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

          jitni zada learning hoti hai aap Forex trading mein itni hi earning kar sakte hain koshish karen ke practis and learning ko increase Karen Taki aap Forex trading mein best working karne ka bahut achcha fayda lene mein kamyab ho sake aur mehnat se kam Karen Taki aap best working ka profit bhi le sakte hain
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

            jitni acchi learning hoti hai aapko Forex trading mein itna achcha fayda hota hai isliye achcha kam Karen main se kam karega MP3 kam karne ke liye product image batane se kam karte raho achcha kam Karen Forex trading bakery business samachar Kam Karne Wala Forex trading mein Kab Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

              aslamoalekum dear ap ny shi bat ki h agr hum forex trading k bary mn knowledge ar experience hasil ni krty hn to hum kamyab ni ho sakty hn.kamybi k liy zarori h k forex trading k barry mn lear ki jay tab he hum profit kma skty hn.
              • #8 Collapse

                Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                Gee dear hamein forex ke bare main learn karma chahiye jitni hamari learning skills achi hongi ham utna hi acha bonus hasio kar sakte hain hamari learning skills jitni achi hongi utni hi achi hamari earning hogi to hamein ziada se ziada tawaja apni learning skills par deni chahiye apni learning skills ko acha banana chahiye gain akrna chahiye hamein knolwedge ko gain akrna chahiye taa ke forex main acha kaam kr saken or achi earning hasil kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                  hello dear my sweet friend aap bilkul theek kah rahi hai main aapki post se hundred percent agree Karti Hoon orex business Mein Kamyab hone ke liye learning bahut jyada jaruri hai learning 1 basic. Hi kamyabi Hasil karne ke liye jitni Jyada Hamare pass learning Hogi Uth Ke mutabik kam itna hi Paisa Kama sakte hain isiliye learning Hasil Karen Paisa kamane ke liye learning zaroori hai aur learning ke liye Paisa Kamana zaroori hai donon Ek dusre ke equal Hote Hain learning equal Hai earning ky.
                  • #10 Collapse

                    Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                    Iearn matalat seakhna forex trading kay bare main hum jitna ziyada seakhain gay kam karnay ka telanted hum main ayga jis ke wajah say hamain achie earning ho ge jissay forex trading plateform istmal kartay hoe shandar profit hasil kar sakaingay learning he earning zamin hay
                    Thank you for your attention
                    • #11 Collapse

                      Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                      Lerning krny sy hamari earning bhot zeada cahi ho jatai hy jitan bhi hama apana lern krty hy us ka hama ko bhot zeada faida ho jata ahy jb tak ham apanai lerning krty hy ham kamyab rehty hy is kam sy ham kuch na kuch ham pesy kamaty rehty hy
                      • #12 Collapse

                        Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                        Forex mein achi earning hasil karne ke liye achi learning bahut hi zaruri hai isliye Forex mein earning se pahle hamein apni learning ko increase karna chahie kyunki Forex mein achi trading ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur Forex main apne experience our knowledge ko increase karne ke liye hamen demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada Forex mein aur demo account per apna zyada time invest karna chahie aur Forex mein kamyabi hasil karne ke liye hard work bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen us waqt tak apni mehnat jari rakhne chahie jab tak ham kamyab nahin ho jaate Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                          very Good friends ye chez jo apnay kahi hy perfect kahi hy hamain learning krni chahye sekhna chahye k forex kya bunus kaisay ata hy trade kaisay ki jati hy hamain pehlay eska knowledge hasil krna chahye tbhi hum kamyab ho saktay hn or ye kamyabi ki salim zamanat hy lehaza first hamain knowledge hona chahye phir trade krna chahye tbhi hum achi earning kr saktay hn shukria
                          • #14 Collapse

                            Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                            Replacement risk which occurs when counter parties of the failed
                            bank find their books unbalanced to the extent of their exposure to the
                            insolvent party. To rebalance their books, these banks enter new
                            transactions.
                            2. Settlement risk which occurs because of different time zones on
                            different continents. Such a way, currencies may be credited at different
                            times during the day. Australian and New Zealand dollars are credited first,
                            then Japanese yen, followed by the European currencies and ending with the
                            U.S. dollar. Therefore, payment may be made to a party that will declare
                            insolvency (or be declared insolvent) immediately after, but prior to executing
                            its own payments.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: learning karny say hi achi earning ho saky gi

                              G han ham without learning k kam nahi kar sakty hmain chahaiy k iss forum main kam karny k ley achi learning hasil karni chahaiy takh ham achi earning bhi hasil kar sakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X