Forex trading mein hamen loss kyon hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein hamen loss kyon hota hai
    Assalamu Alaikum aur sab khairiyat aur injoy kar rahe honge. Forex trading loss hota hai uski vajah talaash nahin chahie kyunki loss jab bhi hota hai kisi ne kisi galti ki vajah se hota hai loss hamare liye learning ka ek bahut bada dariya hai. Loss hamen aksar apni galtiyan ki vajah se hota hai. Hamen apni galtiyon se learning karni chahie na ki apni galti ko lekar baith Jana chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے

    forex trading mein hamen loss isliye hota hai kyunki Ham good planning nahin karte hain agar Ham good planning Kar Le to hamen bahut hi kam loss hota hai lekin hamari planning board nahin hoti Hai jiski vajah se hamen loss ho jata hai agar planning good Ho jaaye to hamen loss ke kam chances hote hain aur hamara trading mein bahut hi kam loss hota hai aur hamari trading board ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

      Aziz doston no doubt Forex Pakistan forum Ek bahut hi Achcha aur behtarin for mein jismein Ham Apna knowledge or experience improve kar sakte hain aur iske sath sath yah form weekly basis per weekly bonus ka gift bhi deta hai Jis per trading Karke ham akshy Paise kamane Ke Kabil Ban sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

        g han dear ap ki baat bilkul thek hy pakistan forex treading min hamin loos hamri hi waja sy hita jab hum forex min treading bagir experience ka kaen aur jaldbazi sy karty hain to hamin loos ho skata hy iis lia forex min greedi insaan ban kar kaam nahin kaena chaye balke hamin ik acha aur mhenati insaan ban kar kaam kairn to hum firex min achi treading kar sakty hain aur loos sy bach jain gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

          Achcha business hai Ham ghar mein baithkar ka kam kar sakte hain isliye kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham Nahin Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi yah Kabhi Khatam na hone wala best business hai Ham Apna lifetime career bhi banaa sakte hain Forex Ko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai Hamen ismein positive mind hokar kam karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

            Forex trading main loss ki aik Bari waja lalach Hoti ha Jo loog Forex trading main lalach karta hain wo Kabhi bhi kamyab Nahi hota aur unhain hamaisha hi nuqsan uthana parta ha so don't be Greedy
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum aur sab khairiyat aur injoy kar rahe honge. Forex trading loss hota hai uski vajah talaash nahin chahie kyunki loss jab bhi hota hai kisi ne kisi galti ki vajah se hota hai loss hamare liye learning ka ek bahut bada dariya hai. Loss hamen aksar apni galtiyan ki vajah se hota hai. Hamen apni galtiyon se learning karni chahie na ki apni galti ko lekar baith Jana chahie
              Forex trading mein sirf loss Nahin Hota trader ko Hamesha zyada Se zyada experience Hasil karna chahiye Kyun ke Jab trader forex market mein experience after Karta Hai To ISI wajah se uska bahut fayda Hota Hai aur loss or profit donon hi business ka hissa hote hain trader ko Hamesha ine donon ko Samna karne ke liye Khud Ko taiyar Rakhna chahiye Kyun ke yah Hamari kamyabi ke liye sabse zyada zaroori hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                Flex trading moan loss ki bht si reasons hain. Blkeh ye kehna theek rhy ga k jab ek trader greedy ho jata hai tu wo losers gain krta hai. Ya jab koi bghair mehnat k phal khany ki khosish krta hai tu bhi usko nakami ka Samna krna prta hai. Jab traders risk management ko follow ni krty or apni trades main risk ko 2% se kam ni rkhty tu is sort main unko failures or loses gain krna party hain. Ek acha trades hmsha apna plan follow krta hai or TM am rules or regulations ko bhi follow krta hai takeh us k losses kam se kam hon.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                  G dosto forex ma lose ki basic reason i think ya hy k kuch practice our knowledge ki kami hoskty hy sath sath apny strategy our planning pr jayizay ki zrorat hy.phr bhi agr lose hita hy to chorrdta trading kry our apny cash ko parts ma divide kr k alag alag shares kharedly ta k ak ma lose ho to dosra fayida deta rahy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                    Yes brother, forex ma loss ki bari waja achy analysis ka na hona hai, demo acct achy analysis ko sekhny k lae gift sy kam ni hai, hamy demo ko seriously analysis sekhny ma use karna chahe, loss ki bari waja jald bazi sy market ma enter hona hai, pehle achy analysis sy acha entery point hasil karna chahe or phr munasib lot k sath market ma enter ho jana chahe,
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                      Forex trading ek risky business hai jis mein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex mein profit ki tarah loss ko bhi accept karna parta hai aur is tarah se Forex mein Ham kamyab sakte hain aur achcha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein hamen loss se learn karna chahie aur forex mein kamyabi hasil karne ke liye loss se bachna hamare liye bahut hi zaruri hai aur Forex main loss se bachne ke liye jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increased karna chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                        walikum assalam g dekhen forex trading main profit or loss dono he hoty hain hum yahan market exchange ka kam karty hain or market k halat ya to up hoty hain ya phir down to hamen market ki movement ko samjh kaar he kam karna cheye or kabhi bhe risk nahi lena cheye tabhi hum kamiyab hoty hain ...
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                          Forex par hame loss esle hota hy jub hum trading krte wqt jald bazi se kam krte aur market ka axhi tarah analysis nhe krte aur pair bhi sahi select nhe krte eske hame trading me loss hojata hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                            Param ke tamam doston ko bhi karta hun ki aap khairiyat se honge,
                            Bahut achcha hai naresh kiya hai aapane ki hamen training karte hue loss kyon hota hai,
                            Hota hai ki jab Ham for rakhi start karte hain to start karte hue Ham nahin Forex sakte hain aur na he demo practice karte Hain Ham direct real account trading karte Hain, jis vajah se hamen Los uthana padta hai, Le hamen chahie ki jab bhi Ham trading ke Karen usse pahle Ham sikhen sikhane ke bad Ham demo account per practis Karen aur jab ek acche demo trader Ban jaen to uske bad real account mein trading Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein hamen loss kyon hota hai

                              Dear forex trading business may agr hum without practice or experience trade lagty hain or profit k lite money management ka khyal nai karty tw humain humsha loss hota hai humain chahye kay hum market ka analysis karain or Apne experience ko gain karne kay liye ziyda say ziyda demo account pay practice karain is tarha hum easily Apne balance ko loss say bacha sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X