Loss ki vja say jazbati na hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki vja say jazbati na hon
    Me nay yeh note kea ha k aksar trader jo specially new hotay hain wo aik trade open krtay hain to agr wo profit mn chali jaye to good nai to loss mn chali gae to wo thoray jazbati aur emotional ho jatay hain. Me yeh kehna chahti hun k hmaim apnay oper control krna ho ga aur loss ki surat mn jald bazi aur jazbati honay ki bjye cool mind say kaam lena ho ga tb he hum forex mn agay trqqi kr sktay hain. Mera sb dosto ko mashwra ha k loss ki vja say kbi jazbati na hon aur us surat mn emotional trading say avoid krain nai to apka account wash honay mn ziyada time nai lgay ga. Ap log apnay comments dain kia me thk keh rahi hun.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki vja say jazbati na hon

    Loss ki vajah sirf aur sirf aapki jazbati decision haiagar forest mein ek bar Police bharti fir se karenge aur blind trading open karenge to aapko kuchh bhi nahin milega jaisa ki aapane hamen bataya ki humne jis bharti faisla nahin karne aur loss ki sabse badi yahi vajah hai ki Ham jazbaati paise karte hain aur hamen trading ki main kuchh bhi samajh nahin aati ki kaise Ham forest mein aage badh sakte hain unhen koi matlab nahin hai agar aap agar aap kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki vja say jazbati na hon

      Ji bilkul aagrah mein kis wajah se Boss ka Samna karna Pade To Hamen Har jazbati Nahin Hona chahie aur Hamen Soch Samajh Kar leni chahie jazbati hokar loss karne Ke Chakkar Mein sakte hain isiliye Hamen chahie pahle Ham market ko acchi Tarah analyse Karen Uske bad hi train Karen
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki vja say jazbati na hon

        Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega is nuksan main market Kaya brokers ka koi Vikas Nahin Hoga Hamen Soch Samajh Ke market Mein kaam karna chahie yah Ek Aisa business hai jo Hamen experience be dy raha hai pr hamy bnus be de raha ahin is smai ussa or uk jasy bary bary mumalik inlve hain yai aik legal business hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki vja say jazbati na hon

          hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum agy bar saky gy or market main run kar saky gy hum is mai aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy pahly is mai posts karne chahey or bad main threads karny chahey pher he hamare posts ke limit pore ho sakte hai hamy market main kam karny ky har aik rules ko follow karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki vja say jazbati na hon

            Han Mere Bhai aap bilkul theek kah rahe hain Agar Ham Forex Mein kam kar rahe hain aur Agar Hamen nuksan Ho Jata Hai To Hamen bilkul bhi Pareshan Nahin Hona chahie balki Apne use nuksan ko recover karne ki koshish Karni chahie Kyunki Forex Mein kam karte hue nuksan ho jata hai aur Bandar Jo nuksan se dalte ho jata hai vah Kamyab Nahin ho sakta isliye aapko Hamesha Forex Mein Achcha trader banne ke liye Nafa Aur nuksan Ko barkhast karna chahie ISI Tarah aap acche tarike se trading kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki vja say jazbati na hon

              agar hum e smain boht jzbate ho kar hum es main kam kara in gain to humain es main loss ho ga our humain es main boht mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho ksty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam akr skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki vja say jazbati na hon

                Forex forum main kaam kay liay bahot sabar oar hoosla ki zaroorat hay forex business ik international business hub hay oar market ko change hoty huwy koi pata nahi chalta ess liay ager loss ho to emotional na hun balky sabar say kaam lain oar ziyaada mehnat karain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki vja say jazbati na hon

                  dear friend ap na bilkul theak kaha ha k loss ki waja sa jazbati naen hona chayay keun k loss aur profit business ka hissa hota ha agr apko trade mn loss ho jay to sabr aur hauslay k sath loss ko recover krnay ki koshish kren aur big risk kbi bhi na len
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki vja say jazbati na hon

                    g han ap nay shi kha hy humain loss ki wajha say jazbat main nhi ana chahiyay q keh jazbat main kiyay huay faislay kbhi bhi shi nhi hotay hain es lyay loss honay pay jazbat nhi hona chahiyay qkeh yeh aik business hy or es main jazbat ki koi value nhi hoti hy es lyay loss honay pay es ko recover kurna chahiyay na keh es man jazbat dikanay chahiyay or sabar say kam lain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki vja say jazbati na hon

                      Ji ha my dear friends aapane bahut hi acchi baat ki hai loss ki vajah Se jazbati Na Ho Jo log loss ki vajah se jazbati ho Jaate Hain vah ismein Hamesha loss hi karte hain aur jo log Apne loss ko Lekar Saber ke sath kam karte hain aur Na jazbati Hote Hain wah Log ismein Hamesha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki vja say jazbati na hon

                        Jaise ki AAP sab jante Hain ki loss or profit Forex trading ka hisa haiisliye jab kabhi bhi aapko last hota hai to aapko pareshan nahin hona chahie balki jyada mehnat se kaam karna chahie aur koshish karna chahie ki jis galti ki vajah se loss ho raha hai cover Kiya ja sake kyunki jis galti ki vajah se labh hota hai vah galti hamare liye sabak hota hai business mein jo humse galti hoti hai vah hamare liye ek learning kajariya hoti hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X