Dear members aap ko meri yeh advice hai kay aap weekend pe analysis lazmi karin kun kay aapko weekend par pata chalta hai kay market ke movement kesi rahi hai aur market main kiya kiya last week main hua hai. Aap agar analysis karty hain to aapka next week acha guzar sakta hai aur market main achi trades aap nikaaal sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим