Trading On Silver..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading On Silver..
    Jaisa ki aap jante Hain ke market mein bahut si chijon per log aur bur kya invest karte Hain.
    ISI Tarah silver Kar bhi lakhon log apni investment karte Hain har Saal.
    ham pichhle kuchh Salon se Dekh rahe Hain ki aise logon Ne market mein bahut hi tarkki hasil ki Hai jiski vajah se silver ki kimat mein bahut is aapka hua Hai To ham agar silver long term ke liye avashya karna chahte hain to hamare liye fayde mand sabit ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading On Silver..

    hamy silver ko achy sy samaj kr is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be watq kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik reak business hain ham is y apna life time profssioanl be bana sakty hain yai aik international business hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading On Silver..

      Chahay Silver Ho Yaaa Chahay Koi Or Pair HoAaaaj Kal Trade Lagaaana Kaaafi RiSky Hai isLiYe HumEn In Dino Trade Lagaanay Main Ehtyaat Hi KaRni Chaahiye Or Laaaazmi Trade Lagaaani Ho To SoFh Samajh KaR Or MaRket ko Achi TaRhaaa TeChnically Or FundamEntally Analise KaRnay k Baaad Hi Lagaaani ChaaHiye Takaay Kaamyaab ho Jaaaen Or Loss Yaaa AccoUnt Wash Se Bhi BaCh SakEn....
      • #4 Collapse

        Re: Trading On Silver..

        is main hum kisi bi currency par ptrade kar sakty hain so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain cahhye i k bary main practice karni ho gi tab hi hum achhy say trade karni ho gi aur hamain cahhye is k bary main information hasil karni ho gi tab hi hum market main achy say trade kar k hi hum suces hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Trading On Silver..

          dear g han ap nay acha swal kia hay silver pr bhi trade ko karna best hay pr meray khyal main is main ham k pass achay say acha earning account honi chye aor is k bad main he ham ko market ko bar bar achay say assess karnay k bad main he is pr tarde ko karaty rahna ho g .
          • #6 Collapse

            Re: Trading On Silver..

            silver pe kaam karna possible hai agar ap ke pas is ka knowledge hai kyon ke ye bhi gold ke jaisa hi hai to is mein kaam karna bhi mushkil ho sakta hai hmain bus knowledge hona chahiye aur money management karnai hai agar ham ne money management se kaam karna hai to ham phir kissi bhi jaga pe aur kisi bhi pair pe kaam kar sakte han hmain is mein mehant se kaam karne se kameyab hona hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading On Silver..

              forex main humain es main silver pair main hum es main trade lga skty hain humain es main boht mahanat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain agr hum es main bgir experience kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main sucess ho skty hain forex 1 on line business hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading On Silver..

                Hm Silver main trede legna hy to hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra forex ko semjh market ko semjh us ky rule ko semjh tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading On Silver..

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadyousaf2823122 پيغام ديکھيے
                  Jaisa ki aap jante Hain ke market mein bahut si chijon per log aur bur kya invest karte Hain.
                  ISI Tarah silver Kar bhi lakhon log apni investment karte Hain har Saal.
                  ham pichhle kuchh Salon se Dekh rahe Hain ki aise logon Ne market mein bahut hi tarkki hasil ki Hai jiski vajah se silver ki kimat mein bahut is aapka hua Hai To ham agar silver long term ke liye avashya karna chahte hain to hamare liye fayde mand sabit ho sakta hai.
                  Dear is waqt silver ki market mai demand kafi km hai, or logo ka manna yehi hai k mazeed ye neechay aiga, or currently silver support pay hi khra hai, na volume indicate kar raha hai k market mai buyr active bul k still bears ka control bata raha hai, jb tak support break na u jai tab tak silver pay trading bhut ziada risky hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading On Silver..

                    g trading pair koi bhi hm select kr re hu tu jo cheez sb se zayada zaroori hai vo us pair k barry mein hmari information r hmara experience hai k jitna axhy se hm us ko deal krein gy hmein us se utna hi faida ho ga r silver pr bhi bhut se loog trade krty hein jin k pass is ka experience hy r vo is se axha earn bhi kr rae hein,..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading On Silver..

                      Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma ma bhut zadya mhenat say kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading On Silver..

                        ji han dear frind main ap ki bat say agree karta hn ap nay sahi kaha hai aga ap nay is main achi tarh say kamyb huna hai to apko chaya ap is main achi tarh say mehnat kar kay kamyb ho jao dear firnd bus ap n ay is mani achi tarh say mehnat karni aru is main kamyb hojana hia ap nay trade karn hai silver par agar ap nay is main achi tarh say kmyb huna hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading On Silver..

                          han ji bhot se log aysy hain jo bari bari risky pair par investment krty hain. jesy ky gold silver oil btc.. in pair me trading k liye bhot zada learning krna prti hai . jitni learning achi ho utna acha reward milta hai . in pair me trading krny ky lye hmary pas acha bonus ka hona bhot zaroir hai . in me trading krny liye apk account me bonus zada ho ga tabhi aap manage kr skyn gy .
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X