Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?
    Kya ap logo ne kabhi Fibo Tool use kiye hen ? agr nhi kya to Ye post ap kay lie he Fibo retacement toool uthaen Down trend me Last low to last high par apply karen Currunt marekt jab 50 to 60 level par Pohnch jae wahan par agr koi resistance milrahi hen to yeh ek plus point he Us jaga par koi reversal candle mil jae to sell karden SL 60 Level se Thora Upar rakhain or 1:3 tak risk rewad rakhain. shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

    forex main humain es main agr hum es main newz ko wach kar ky hum es main kam karain gain to humain es main hum acha kam kar skty hain agr hum es main mahant say humain es mainb kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain hum es main bgir pison kay account bna skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

      hamy best knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar saktyy hain yai kabe be band na hony wala aik bes business hain is main hamara koi boss nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Smrfx پيغام ديکھيے
        Kya ap logo ne kabhi Fibo Tool use kiye hen ? agr nhi kya to Ye post ap kay lie he Fibo retacement toool uthaen Down trend me Last low to last high par apply karen Currunt marekt jab 50 to 60 level par Pohnch jae wahan par agr koi resistance milrahi hen to yeh ek plus point he Us jaga par koi reversal candle mil jae to sell karden SL 60 Level se Thora Upar rakhain or 1:3 tak risk rewad rakhain. shukria
        Fibo trading tool ko bahut kam log use karte hain Kyunki Kisi Ko Itna iska experience hi Nahin Hai expert traders isko Jarur use karte hain tu Jab market Mein Is Tarah Ki situation ban rahi ho to vah ko use Karke Ham Achcha profit banaa sakte hain aur yah Jo Sher Kiya Gaya Hai thread yah bahut Achcha friend hai ki Jin Logon Ko fibo retracement ka pata nahin hai vah bhi isko red Karke is se fayda Sal kar sakte hain Kyunki yah trading tool bahut hi effective hai
         
        • #5 Collapse

          Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

          Dear mery khayal mein apko acha experience hai kionkeh fibo tool technical analysis mein use kia jata hai aur candles ki high aur low position ko samny rakhty hvy trade sell ya buy krty hein is tarah jo bhi order place hoga wo trend k mutabik hoga calculation bht important hoti hai traders ko analysis mein tamam tools ko use krna chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

            fibo tool thora confusing hota hai is vaja se is ko bhut kam traders apply krty hein r is se price ki continuosly moving values ko manage kr k trade krty hein is ko hm MT4 r MT5 donu mein apply kr sakty hein ,..
            • #7 Collapse

              Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

              agar pehli bar sun rahe hain to un ko buhat mehnat se kaam karna pare ga lekin aksar ko is ka knowledge ho ga to jin ko is ka pata hai un ko chahiye ke wo is ki practice karain agar wo is ki practice karain to acha knowledge hasil karain ge aur mehnat se kaam karne se kameayb ho sakte hain agar ap kaam karte hain to practice buhat hi zarori hai jis se hmain kameyabi milti hai
              • #8 Collapse

                Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

                yes dear senior memeber ham is febo tool ko pehlay martaba say sun rahain hain agar ap nay is main achi tarh say kaam kia ho ga to ap is tool ko aj pehlay martaba sun rahain agar ap nay is mani achi tarh say kamyb hona hai to ap ko chayay aur ham is main achi tarh say knowldge aur information hasil karin aur tab ja kar ham ko forex kay bairy main achi tarh say pata chal jai ga dear firnd
                • #9 Collapse

                  Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

                  Bilkul bilkul aisa hi hai ky fiboo tool new members Pehli Dafa sun rahe hain aur unhen is bare mein koi information nahin hai lekin aapane jo baat ki hai usse Shayad unhen acchi guidance mil sakti hai aapko koshish Karni chahie ki ISI Tarah Ke Behtar Threads create Karte Rahe Saket Har member yahan se achi learning ko Hasil karne mein Kamyab ho jaaye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Fibo Tool New Traders Pehli Bar sun rahe ho ?

                    Ji haaaan aaaap ki Baaat Sahi Hai Fibo Aik Bhot hi Achaa Trading Tool Hai or isko Use KaR k Hum Aaasani Se Trading Main Kaaamyaab Ho SakTay Hain Or Kaaafi Achi Earning Bhi KaR SakTay Hain To HUmEn is Main MeHnat Se Kaaam Karnaaa Chaahiye Or Jo Bhi Trade Lagaaani Ho MaRket Ko Achi TaRhaaa obServe KaRnay k Baaad hi Lagaaani Chaahiye Taakay KaamYaabi k ChanCes Zyaada hi HooN....

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X