Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega
    Mere khyal se agar duniya ke lockdown Ki Surat haal yahi rahi to dollar ki bekadri ho gi aur dollar Down Chala jaega kyunki oil keytrade Jo k doller me Hoti hai na hone k barabar hai aur logon ki movement na hone ke barabar ho chuki hai jiski vajah se dollar ki mang mein Kami a gai hai aur aur use na hone ki vajah se iski bekadri hogi abhi hamen yah dekhna Hoga Ki agar lockdown khatm bhi ho jata hai to kya ye duniya mein taajariti halat aur logon ki movement pahle jaisi hoti hai ya nahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

    Aaj dollar pe Apne bahut jyada unstable movement Ki Hai Kuchh dollar per like AUD USD overbought area Mein the aur vahan per Kisne 1 ghante Mein at least 1200 uski moment ki hai joke bahut jyada han and respected fluctuation kahlati hai isliye abhi is bare Mein Kuchh Nahin Kaha Jata ki dollar niche aaega ya Upar jaega Lekin in Dollars per najre rakhen aur support aur resistance. Maya Karke usko place karne Ja market in points Ko Tod Ke Upar ya niche Jayegi to Uske bad Apne trading position ne Agar Meri Baat acchi Lage to please

    "Like my post.....
    • #3 Collapse

      Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

      Forex online business hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hamen ek time table Banakar market Mein rojana kam karna chahie Agar Ham ismein kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega is nuksan main market Kaya brokers ka koi bhi Kasur Nahin Hoga yah Kabhi Khatam na hone wala Achcha business hai
      • #4 Collapse

        Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

        jatak tu Mera mind hai Mera kahana yah hai ki dollar ki kimat kam ho jayegi lekin itni Kam nahin hogi lekin aage aage waqt ke sath se bahut badh sakti hai aur yah aage badhegi Kam nahin hogi aap kuchh sal piche chale jaen to dekhne dollar ki kimat kya thi aur aaj unki kimat kya hai waqt ke sath sath unki kimat bhi badh jaati hai
        • #5 Collapse

          Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

          doller main planing karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain cahhye is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain markt main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k earn karnay main bi asnai ho saky gi tab hi hum sucess hon gay
          • #6 Collapse

            Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Imranyari پيغام ديکھيے
            Mere khyal se agar duniya ke lockdown Ki Surat haal yahi rahi to dollar ki bekadri ho gi aur dollar Down Chala jaega kyunki oil keytrade Jo k doller me Hoti hai na hone k barabar hai aur logon ki movement na hone ke barabar ho chuki hai jiski vajah se dollar ki mang mein Kami a gai hai aur aur use na hone ki vajah se iski bekadri hogi abhi hamen yah dekhna Hoga Ki agar lockdown khatm bhi ho jata hai to kya ye duniya mein taajariti halat aur logon ki movement pahle jaisi hoti hai ya nahin
            dear friend jab tak market stable nahin ho jata tab tak dollar ki kimat mein bahut jyada kaun aayega uski male bajaya hai ki abhi tak coronavirus ka asar pure world per maujud hai aur jab Tak ye asar khatm nahin ho jata tab tak international market mein yah up and down chalta rahega.
            • #7 Collapse

              Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

              Desr forex pori world me lock down hk e le waja se her country ka currency per bhut zayada aser ho chula he aur doller roz ke roze increase ho raha he doller mazeed increase ho ga aur dusee country ka currency down hote jai ge jab tak lock down rahe ga
              • #8 Collapse

                Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Imranyari پيغام ديکھيے
                Mere khyal se agar duniya ke lockdown Ki Surat haal yahi rahi to dollar ki bekadri ho gi aur dollar Down Chala jaega kyunki oil keytrade Jo k doller me Hoti hai na hone k barabar hai aur logon ki movement na hone ke barabar ho chuki hai jiski vajah se dollar ki mang mein Kami a gai hai aur aur use na hone ki vajah se iski bekadri hogi abhi hamen yah dekhna Hoga Ki agar lockdown khatm bhi ho jata hai to kya ye duniya mein taajariti halat aur logon ki movement pahle jaisi hoti hai ya nahin
                Dear ais time jo halat hai usd k wo ho sakta hai k weak ho jaye kun k ais time pori dunia mai business khatam ho gay hai aor import aor export ka kaam ruk gia hai ais waja se usd ki valuse ho satka hai down ho jaye ais market mai ap kaam karty hai to ap ko ais mai trend ko dekh k trade karni ho gi tab hi ap ko ais mai faida ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

                  hamy dollar ky rate ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam krna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kr sakty hain ham is main apni amrzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk man aik unique business hain or pakitsna main be aik legal business an cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

                    Agr next kuch days aisy hi rehty hein tu dollar ki value weak hogi jis se forex market pe bhi bara asar prega bht se pairs up aur down hongy kionkeh dollar aik strong currency hai iski value down tu mtlb forex market crash hogi kionkeh gold bht up ho jayega aur crude oil down ye tu next days mein situation malom hogi.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya dollars stable rahega ya down Chala jaega

                      The other situation that arises with the big moves is that a position you
                      were in makes a nice move in your favor, either blowing through your target
                      or getting close to your target much faster than you anticipated. Then
                      you have to decide: Do I want to hold and get greedy trying to get more
                      out of it, or take the money off the table? This one is even harder to figure
                      out because it really could go either way. It could be the beginning
                      of a big move,

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X