Forex hamen trading k liye 3 qisam k chart deta hai leki in men best chart candle stick chart hai.
Candle stick chart se ham market ko analyse krne men aasani hoti hai, candle stick chart men candle k up low aur iske volium se ham achi tarah judgh ker lete hain k market kitna ooper ko move kia kitna down aai hai kahan se candle banni hai aur kahan pe iss candle ka time poora hua.
Candle stick chart men 2 qisam ki candles hoti hain jo up move krti hai usse ham bllish kehte hain aur usse green clour dete hain aur jo candle down move krti hai usse ham bearish kehte hain aur red colour dete hain.
Jo green candle hoti hai wo buy krti hai aur jo red candle hoti hai wo sell krti hai.inhi candles ki madad se ham chart ko analyse kerte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим