Candle stick Chart Pattern (Important for Every Member)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    App ne dost achi post ki hay aur app ki experience bhi acha lagta hay aur app ki is post se doto ko pata chala hay ke kon se candle per market ka next trend kiya ho ga aur trader ko kiya karna chahye .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      aap ki [ost se hum ko barhi maloomaat hasil hui me aap kikavish ko sarahta honn agarche yeh dekhne me ek mamooly si baat hai magar jis ko nahi maloom us k liye bohat barhi cheez hai shukriya g
      • #108 Collapse

        gee mre bhai me ap ke baat se 100persent itefaq krta ho ke forex me candle stick aur chart patteren ke zreye kafi acha profit hasil kr skty hy aur ye cheezz new forex trader ke lye bohat he useful hy
        • #109 Collapse

          candle stick pattern bohat hi asan or newbies k liye isko samjhna or is se trading ko sheekne bohat hi easy hota he to mere khiyal se ye bohat hi acha paternm he or starting me newsbies ko isi per hi focus karna chaiye is se trading ka up trend and down trend easily samjh ata he or ye bohat hi clearly market ki up and down ko show karta he jis se apko proce ka andaza hotah he
          • #110 Collapse

            jee han main ap se itfaq kerta hon ke forex trading main agar ap ko achatrend mil jye to ap asani se achi earning hasil ker sakte ho iss lye learn ker ke hi ap candle stick pattern ko samj sakte hain or achi earning bi ker sakte hain
               
            • #111 Collapse

              Yes brother, you are right and you thread gave me lesson for today i am new user and i am disagreeable to hear and i scholarly nigh Leland sticks and most connection not modify scholarly but i did understand ti and you shred rattling just aggregation roughly Forex trading and i truly thankful for you this i truly got moral learning from your business and i hope that you will post more thread like in easy language thanks.
              • #112 Collapse

                meray bhai jaan hum forex trading business per ziyada ter achi trading ko kerney k liaye candle stick ko use kertay hain jo ke sab se acha chart hai jiss se hum achi tarah se trend ko find ker saktey hain mein iss chart ko easy samjhta hoon.
                • #113 Collapse

                  agar ap ko clear trend ki zaroort hi to ap ko cheye ke ap sub se pehle candle stick pattern ke bnare main learn kero then ap asani se clear trend ko pa loo gye orr achi earning bi ker sakoo gye
                   
                  • #114 Collapse

                    mene zyada profit he candle strick se hasil ke he candle strik boht he faida mand he mere khyal me indicator aur robot use karne se behtr he ke ap candle strick he uske kare to behtr he
                    • #115 Collapse

                      Ya to ap na colour main batya maines main ek ezafa karna chuain agar agar koi new member color apply ni kar sakta to us maincanndle stick blank aur white main hoti ha yani agar candel khali ho to es ka matlub ha market up ja rehi ha aur agar candle fill ho to es ka matlub ha market nechay ja rehi ha.
                      • #116 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        Members mai ap ko candle stick chart pattern k baray main bata raha ho k kis tarha hum trading mai chart mai es pattern ko samaj sakty hain Chart mai Green color bullish ko show kar raha hai.Bulllish means jab market buy ho rahi hoti hai.Red candle bearish ko show kar rahi hoti hai jab market sell ho rahi hoti hai tu hum asani se bullish and bearish ko daikh k samaj sakty hain k candle ki closing,opening,high and low kaisay read kar sakty hain.
                        Hope meri yeh thread ap ko candle stick chart pattern k basic ko samajany main asani day gi or ap ki trading mai mazeed behtari a sakay gi.
                        [ATTACH=CONFIG]68[/ATTACH]
                        Dear main abhi forex main new hon so iss say pehly mujhe bullesh aur bearish kay baary main thora bhot maloom tha lekin candle stick pattern kay baary main koi ilam nahi tha lekin ap ki iss post say main candle stick pattern kay baary main bht kuch seekh gya hon thanx.
                        • #117 Collapse

                          g han chart par green aur red signal chaltay hain. yah ap ko show kartay hain market main buy jo raha yah sell. ap ais condition ko daikh kar trade karty ho.
                          • #118 Collapse

                            Yeah that great bro ap ka aa bohat shukriya pejhla touu mujha sirf is ka bara mein pata tha ka is sa market ka baaara mein anaysis krna mein madaad mila aaa gi pr abii mujha almosrt ya smj aa gai ha ka kaisa mila aagii...!!!!1
                            • #119 Collapse

                              g han forex trading main candlestick chart pattren ki buhat value hay ye aap ko market ke moving ke bare main indications deti hay ke ab market yahan se kia rukh ekhtiyar kare gi aur is waqt market main selling presher zaida hay ya buy presher.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Jab market neechay ko ja rahi hoti hay to usay sell ya bearish kehtay hain or jab market buy ko ja rahi ho to usay bullish kehtay hain. Market kay yeh 2 hi trends hotay hain. Buy ya phir sell. Hum aasani kay liye red or greed coulur ko change bhi kar saktay hain. Main white or green colur use karta hon trading main.
                                Proud To Be a Pakistani ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X