Forex Trading main new traders kay liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    han is work ko sekhna lazmi hai aur is work main ap ko lazmi kara chaye agar ap is main mehnut karen gen to bohat jaldi aur age badh jaen gen aur kamyab hon gen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading business mein new user ko chahiye kay woh forex business ko proper study kerein tah kay inein trading mein asaani ho or loss na ho
      • #18 Collapse

        yes my dear you are right new traders ko trading start karne se pehle in cheezon ka khayal rakhna chahiye theek se learning karni chahiye aur jo bhi learning k doraan cheezen pata chale unhe yad rakhna chiye jese demo me trading k waqt jis cheez se loss hota hai us se live account me door rehna chahiye.
        • #19 Collapse

          asslam alikum friends... mei dosto ko yehi kehna chaho ga k forex trading is a good business. iss k rules ache se folloew kre aur prectice me jtni bhe glti ho unhe dohrae nahi.aur apni gltio se sikhna is a good thing.
          • #20 Collapse

            forex trading bussniess mein new traders ko kam karna thora mushikl to lgta ho ga start mein ku kay shuru mein forex mein kam karna sab ko hi mushkil lagta hai mje bhi lagta tha par ahista ahista jab ap is bussniess ko samjh jaty ho to ap kay liye easy ho jata hai forex mein kam karna.
            • #21 Collapse

              aslamoalikum ha ya to hay forex trading ma new trading karny ka liy app ko bohut sikhna hoga samghna hoga or phir trading karna hogi takyu app ko nmuqsan nahioo
              • #22 Collapse

                Assalam O Alaikum, Bahi jan aap ne newbies ko bohat hi mufeed tips di hain. Aur yeh inn ke bohat kam aa sakti hain. Newbies ko kabhi bhi forex tarding main lot size ziada nahi rakhna cahhiey iss se wo barray loss bhi bhi bach saktay hain.
                • #23 Collapse

                  ya to sab ko pata hy k trading risky business hy or ic ko karny k liay pehly seekhna parta hy new traders ko pehly demo account par practice karni chahiay. demo account k sath sath trading sy related books ko read karna chahiay different websites ko visit karna chahiay. ic tarha trading ki learning hoti hy phir live trading karna asan hota hy.
                  • #24 Collapse

                    Ap nay yah bohat achhi batain share ki hain kissi bhi new trader kay ley yah batain bohat zroori hain agar ap in per amal kerain gay to kamyab rhain gay jaisay kay real main trading say pahlay demo main kamyab trading or gltion ka na dohranay wali bat mujay in cheezon say bohat zayda ittefaq hay.
                    • #25 Collapse

                      Yes you are right. Forex is a very good business, and we can only get success in it when we first learn about it and then come towards trading. Because learning is the key to success and we can get profit in Forex, if we have no appropriate knowledge of how to trade in Forex.
                      • #26 Collapse

                        Forex tradingmain trading kartayhoay new traders kayleya ya bohat zarori ha kay wo bhat zayada soch samjha kar trade ko open karain . or is main sabar say kam karain .
                        • #27 Collapse

                          well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, new traders ko follow karnay kay wo sub points kafi details kay saath aur simple wording mein explain kar deay hain jo kay har kisi kay leay faida mund hotay hain aur jinn ko follow kar kay hum trading mein mistakes aur losses say safe reh saktay hain...
                          • #28 Collapse

                            New trade ko chahye ko Forex ma tahamul ka muzahira kare, q k jab tak tahamul nai ho ga Forex ma tab tak profit nai ho sakta , is k ilahwa Forex ma jo chez zaruri ha wo yeh ha k ap kabi bhi ziada lalach mat karen.
                            • #29 Collapse

                              g han new trader ko in points ko mad e nazr rkhna chahiey trading ki comeplete knowledge, experience through demo account, market analysis or new trader ko apna business thori ammount se start karna chahiey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                new trader kay liay boht achi bat ap nay kah di ha trader ko in baton ka khyal krna ha jo trader in baton ko follow krain gay aor trading main success hasil kranay kay liay trading main demo account ko istamal karty hian woh kamayb hoty hain real main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X