Forex main Emotions ka Asar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Emotions ka Asar
    Forex trading ek aesa business hai kay agar aap iss main emotions kay sath trading karenge to aap kabhi kaamyaab nahi ho sakty or emotions insaan itni aasaani say khatam nahi kar sakta maine jo itne arsay ki trading main andaza kia hai wo yeh hai kay emotion k bagahir trading kanra aasan nahi hai lekin agar aap phir bhi koshish karen to aap emotion kay baghair bhi trading kar skty hain or us kay liye aap ko Demo account per khoob practice karna hogi wo bhi small deposit kay sath or kam leverage kay sath to ap iss practice kay zariye apnay aap ko emotionless trader bana sakty hain.
    AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading men emotions bhut ehmiat ka hamil hen agar ap emotions ke waqat trading karen ge to loss ke chance bhut ziyada hon ge is lie fresh ho ke trade karen.
    • #3 Collapse

      Forex aik risky business hy aur is main emotional nahi hona chaheye. Jo is main emotional ho ga woh wrong decisions ley ga aur loss kar bethay ga. Jab bhi aap trading karain, patience ko hath say na janay dain aur relax mind key sath trading karain. Tension main ki hoi planning saheeh nahi hot aur is say aap ko nuqsan hota hy.
      • #4 Collapse

        Bro imotion par control karke trade karna itna asan bhi behni he lekin impossible bhi nehni he agar ham kosis kare to ham jarur hamare imotion par control karke trade karsakte he.Agar ham imtion ke sath trade karenge to ham galat trade karenge jisse ham loss ke siwa kuchh nehni hoga.
        • #5 Collapse

          han han han dost ap na bilkul sahi kaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur mjy b dost ya hi lagta ha ka forex aik acha busisness ha aur is ma ap ko hardworking krni hoti ha aur ha dost ap na is kam ma apni emotions ma control krna ha kiu ka is sa ap ka........ kam ma asar parta ha and i like forex so much.................
          • #6 Collapse

            Forex trading aik aysa business hy js mein risk buht ziada hy agr hum apne emotion ko control kar Len tu hum risk se bhi bach Jaye gay aur emotion ko control karne ka tareka hy demo account par parectic
            • #7 Collapse

              Dear mein aap ki baat se agree kerta ho jab tak hum emotions or greed se work kare gay tou hum kabi b kamyab nai ho sakte hai forex trading mein lekin baat yeh hai k emotions ko contorl kese kiya jaye, emotion ko control wo he ker sakte hai jo khud k uper pabandi laga lete hai or her chez ka aik rules bana ker kerte hai.
              • #8 Collapse

                forex main emotion siwayee loss k kich b nahi hy q k emotion apko tens rakty hain or tens halat main trading nahhi hy or us waqt ghalat decision hoty rehty hain.. trader ko cool rehna chaheye
                • #9 Collapse

                  Han dear bilkul forex best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain es nai or teh bht e risky kaam hai kafi mehnat krna perti tub e kamyabi mil skti or jitni mehnat krna chahiyeh kr skty hain or forex jaisa koi kaam ni hai es world mai
                  • #10 Collapse

                    Forex main emotions ka koi amal dakhal nahi hy aur is ki koi gunjauesh nahi hy. Hamain trading key doran greed sey bhi bachna hy aur tension ko bhi apney qareeb nahi aaney dena. Agar hum aggressive ho kar trading karain gey to hum ko forex ki bajey loss ho sakta hy.
                     
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: namrah74
                      demo account per practice ap ko boaht kuch seekhati hai or ap demo ke waja se ap ko forex mai bohat ziada profit bhe hota hai is leay ap ko demo per zaroor practice krni chiea
                      demo pr trading ma wo bat nhi hai q k buht za log bal k 100% laga lo wo log demo ko seriously nhi lety hain tu iss ma koi emotional or risk samil hoty hai
                      ye sab real account ma aa kr he samny aaty ahin agr aap demo ko iss trha kr lain k iss ko real smjhy then aap ko phr iss ma he kafi kuch seekh sakty hain
                      • #12 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me hmen emotions k sath kam nahi krna chahe kyun k hm is business me emotions k sath kam karty hain tu kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm emotions k sath is business me kam karna nahi chahe
                        • #13 Collapse

                          forex mn emotions ka bht asar hota hy khaas ker beginners k ooper aur yeh tb he khtm ho sakta hy jab aapky ander confidence aata hy
                          • #14 Collapse

                            Yes forex me emotion ka bhot bura asar hota hai kyoun k agar koi trader market me enter hota hai to usy emotion me ho k trading market me nahe karna chaye warna unko bhot ziada nuksan hojaye ga Islye humen emotion me ho k trading nahe karna chaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              We are work the markwt emotion then we are not a good work and face the loss. So you are work the market with out emotion.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X