Forex or Stock Exchange main farq

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex or Stock Exchange main farq
    MEre Dosto maira aap say yeh sawal hai kay forex main or Stock Exchange main kya farq hai wese to dono markets ek he tarhan say kam karti hain rates har waqt tabdeel hotey rehty hain lekin Stock main shares main trading hoti hai or Forex main currencies main kya Fores main or Stock main yeh he farq hai ya is kay ilawa bhi koi farq hai?
    AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    There are many difference. First factor is risk factor, in Forex Risk factor is more than that of Stock. 2nd factor is timing. Forex is 24/5 open market while Stock market is opened for just 8 hours. 3rd difference is," we buy/sell currency pairs in Forex, while in stocks we buy/sell share of different companies".
    • #3 Collapse

      bhai g ap ne question to bht acha kia hai main ap ki bat ko agree karta hun wese to main new new he hun par itna pata hai forex main hum in vestment na kar k bouns k zriye kam kar sakte hain lakin stock echange main hamain investment karni parhti hai wo bis business hai or forex small business hai may be yahe different hai k us main forex main apni investment ni karni parhti or stock exchange main apni investment karni parhti hai
      • #4 Collapse

        In my thinking that there is no difference in this market. Because both market are the risky. We can success is the knowledge. If we can get the knowledge then we are success full trader. We can say both market is the knowledge and k owledfe is the key to success.
        • #5 Collapse

          Ge bilkul ye fraq bhi he and asal men is ka change hona cruncy ke hisab ke ilawa logo ke hisab se hota he jis cruncy pe ziyada trading hoti he wo up ho jati he.
          • #6 Collapse

            app nay akk acha sawal phocha hay forex trading may app ko investing ki zarorat nahe hay bouns say kar saktay hay or stock exchange karnay kayliy app ko investing ki zarort ho ti hay
            • #7 Collapse

              Yes forex market or share market me bahut difference he forex me ham currency pe trade lagate he lekin share market me share par or forex market share market bahut risky bhi he.
              • #8 Collapse

                بہت فرق موجود ہیں. پہلا عنصر فاریکس میں خطرے کا عنصر اسٹاک کی اس سے زیادہ ہے، خطرے کا عنصر ہے. 2nd کی عنصر وقت ہے. اسٹاک مارکیٹ کو صرف 8 گھنٹے کے لئے کھول دیا جاتا ہے جبکہ غیر ملکی کرنسی کے 24/5 کھلے بازار ہے. 3rd کی فرق "ہم اسٹاک میں ہم نے مختلف کمپنیوں کی / فروخت شیئر خریدنے جبکہ، فاریکس میں کرنسی کے جوڑوں خرید / فروخت" ہے.
                • #9 Collapse

                  bhai forex aur stock exchange ma faraq to ap na khud hi bata dia ha. forex trading ma siraf currencies aur silver gold oil waghaira ka lain dain hota ha online. jab ka stock exchange ki bari bari markets aur brokers hota han. stock exchange ma bari bari companies ka shares ki khareed o farookht hti ha aur bohat bara bara investors lakhon kama bhi lata han aur doob bhi jata han.
                  • #10 Collapse

                    g han han dost ap na achaw sawal kia ha aur ma ap ki bat sa aggree krta hu aur mjy tou itna zada kuch pata tou nhi ha stockexchange ka kiu ka ma na abi tk kam nhi kia ha aur han dost deako ap ko btao ma na sirf forex use ki ha aur mjy yya boat achai lagai ha i like forex so much and stock b suna ha achai ha,,,,,,,,,,,,,
                    • #11 Collapse

                      Dost main stock exchange k bare main ziyda nahi janta ho yee karachi main tower bus stop ki taraf hai karachi main so main ap ko nahi bata sakta
                      • #12 Collapse

                        bro forex and stock exchange kai farq kai baray main mujhay zaida khuch tu nahin pata but itna keh sakta hon kai forex trading ka potential earning karnay ka buhat zaida hai as compared to the stock exchange aur ap shayad stock exchange main apni marzi say position ko kat bhi nahin saktay.
                        • #13 Collapse

                          mray khyal m brother forex trading m hum dollar mn Invesment krtay hn aor dollars m with drew latay hn jub k stock exchange m hum rupees m invesment krtay hn.stock exchange onely pak ke had tak ha jub k forex International business ha.forex bot best business ha.
                          • #14 Collapse

                            Bhai jan forex trading or stock exchange mai zameen asmaan ka difference hai Q k stock exchange mai hum just stocks pr trading krtay hai jesa Wood Stock,Etc.jb k forex market 1 huge or high international level ki market hai jismay hum currencies,commodities,or bohat c companies jesa k Microsoft,lenovo,google in pr b trading ki ja skti hai.or ye cheezay stock exchange mai available nhi hoti.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere bahi je se k ap ne kay he k Forex or Stock Exchange main farq to mere bahi bahat ye he k Forex trading or Stock Exchange me ye farq he k mere bahi Forex trading ap ko investment nahi karna bartha he or Stock Exchange me work karne k liye ap ko bele investment karni barthi he peer ap Stock Exchange me work kar sak the he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X