Small lot key of success.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small lot key of success.
    Forex trading mein agar Ham apna account safe rakhna jaate Hain aur apne account ko increase karna chahte hain Apne knowledge ko behtar banana chahte Hain to Hamen chahie ki ham small lot choose Karen isase hamara nuksan kam hota hai aur Agar hamare koi trade last mein bhi jaaye to Ham thode loss ko cover kar sakte hain to Hamen chahie ki Ham Apne balance ke Matabik lot choose Karen new member ku start mair currency pair per trade Karen aur small lot choose Karen isase unka knowledge increased hoga aur vah acchi trade laga sakenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small lot key of success.

    Small lot key of success AP na sahiiiiii kha keon ka jb ham trading krta Han tu lot set krta Han tu hamain chahia lot size normal ruk kr trade lgyain keon ka jb ham normal lot ki trade lgaata Han tu loss bi Kam hota ha or hamara account wash hona ka chance Kam hota han
    • #3 Collapse

      Re: Small lot key of success.

      Aapane bilkul theek kaha hai small lot jo hoti hai vah kamyabi ki Chabi hai Kyunki Jab Ham Chhoti ladke trading karte hain to hamare laws Ke Chand Se Thodi Hote Hain Ham Thoda Thoda Karke profit Hansi Karte rahte hain aur acche se apni earning kar sakte hain isliye agar aap leader Banna Chahte Hain To apni tradingqna Chhoti lot se Karen
      • #4 Collapse

        Re: Small lot key of success.

        bilkul dear small lot Forex trading mein kamyabi kya raaz hai aapko kam karne ke liye ismein Hamesha yah Baat mind mein laazmi rakhni chahie ke Forex trading Hamesha aapko kamyab tab bhi karti Hai Jab aap ismein proper money management use karte hain uske liye aapko Hamesha lot size apne capital ke according Rakhna chahie
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Small lot key of success.

          Right. Thek farmaya ke ager trading long time kerni hy account ko safe rakhna hay tou aik tou humari knowledge or experience acha hona chaiye or dusra lot size ko small rakhna hay lot size kabhi bhi big nai rakhna q ke ye lalach ki nishani hay ye biggest risk ki nishani hay or ye nakami ki waja bhi ban sakta hay. Bilkul humey apne account balance ke mutabiq soch samjh ker trading kerni hay. Profit bhi hota rahe account bhi safe rahe or trading and learning bhi jari rahe.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
          • #6 Collapse

            Re: Small lot key of success.

            agar aap small lot size ka use karte hain to aapko uska bahut jyada fayda hota hai aur ISI vajah se aapko success bhi hasil hoti hai isliye aapko chat hamesha small lot size ka use Karen aur acchi quality ka kam karen to aapko jarur kamyabi hasil hogi aur aap ek bahut acche aur kamyab trader bhi ban payenge
            • #7 Collapse

              Re: Small lot key of success.

              Ge ha senior member forex treading per account ko safe rakne ke lya zarori hota he ke hum small lot size ka treading kare small lot size ka treading se hum earning kam hasil karte he mager hum apna account ko be safe rak sakte he
              • #8 Collapse

                Re: Small lot key of success.

                G aesa hi hai small lot hamary liye key of success hi hai k small lot hinki waja se ham bug loss se bach jaty hain and markete aona tredn totally change bhi ker ly phir bhi small lot hamary account ki hifazat kerti hai and account konwash hiny se bachati hai to ager ao safe trading ketna chahty hain and trade main successful hina chahty hain to small lot kanuse apni trade ka eik aham rule bana len k is k bager kamyabi munkin nahi mostly members lot size ka khyal nahi rakhty jab k trading main main cheaz lot size hai and lot size ka sahi r soch samjh ker kiya gaya use hi account ki safety ki zamanat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Small lot key of success.

                  g hna dear ap nay theek he baat ki hae hum loog lalauch kertay hn kun k laluch kerna insan ki fitrat mn hota hae ur iski waja say hum big loss ketay hn islea hamn samll ko bahut samjhna chahea ur small samll trading krni chahea ta k hum kamyab ho sakyn kun k small lot kamyabi ki kunji hae
                  • #10 Collapse

                    Re: Small lot key of success.

                    Acchi success Pakistan Forex Mein acchi Jagah trading Laga rahe hain lot size bahut kam Lagan mein hi hai acchi kamyabi bhi ISI Tarah Se milegi mehnat Karte Rahen acchi kamyabi ke liye Apna knowledge questions Karen aap Achcha knowledge Agar share Karenge aapko kamyabi acchi Milegi Achcha knowledge Agar share Nahin Karenge acchi kamai bhi nahin Milegi karne wala Achcha profit aasani se leta hai jo mehnat nahin karta unko Achcha profit Nahin Milta Koi Shishi Mein acchi kamyabi hi acchi learning bhi experience Rahe possible hai isliye Inko follow karke aap ki posting Karen acchi acchi trading karen to yah aapko Prasad milega
                    • #11 Collapse

                      Re: Small lot key of success.

                      Bhai jan mein apke bet se agree kerta hoon apke biljul tehk hai small lot size he hanare kamyabi hai.small lot szie laga ker k ham account ko bilkul safe rakh sakte hain and acha profit hasil ker samty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Small lot key of success.

                        Ji bilkul theek kaha par accident mein agar Ham small lot use Karke trade Karenge To Hamen Achcha fayda ho sakta hai Forex trading Mein small 8 use karne se Hamari Tatv se rahti hai aur Hamara account bhi increase hota hai Forex 1 online business ethics Ne Hamen Jyada Jyada hardworking ke sath aur learning ke sath kam karna chahie tabhi Ham acchi earning kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Small lot key of success.

                          humain forex main kaamyab honay kay liyay achay experience or knowledge ki zrorat hoti hy or es kay sath sath jub hum small lot lgatay hain to es say bhi hum achi trah say success gain kur saktay hain q keh jub hum small lot lgatay hain to agar humain loss bhi ho jay to humara zyada nuqsan nhi hota hy or hum zyada loss say bhi buch jatay hain to humain big loss say buchnay kay liyay small lot he lganay chahiyay
                          • #14 Collapse

                            Re: Small lot key of success.

                            g han bilkul pak forex business mein small lots size use kerne ham success hasil ker sakty han trading kabi bhe bagir experience ke nahi lagne cheye balke hamsha soch sumj ker lagne se success milty han es liye ap ko cheye knowledge or experience ko increase kerne se achi success hasil ker sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small lot key of success.

                              G sahi kha ap ne humein starting ma small size ki lot lga kr Trade open krni chahyie iss se do faidy hoty hain aik ap ko experience ho jta hai trading ka dosra apko loss kam hota hai aur agr thora thora kr k b ap apna loss pora kren to achi earning ki ja sakti hai iss liye lot size small rkhen:1f61e:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X