Concept of spread...........
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concept of spread...........
    Forex member Forex trading may spread Commission form Hota Hai Jab Ke Jab Ham broker say indirectly apni trade Kisi bhi currency pair Mein lagva Dete Hain to broker ki taraf se Hamen show Kiya jata hai jo unke Ek Tarah Se Hamara Commission hota hai jo Humne broker ko Dena Hota Hai Har currency pair mein spread same Nahin hota hai isiliye brokers ki taraf se Kisi pair Mein spread means Commission kam hota hai ya Jyada Hota Hai........ Actual se spread concept yahi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Concept of spread...........

    Forex trading main jo Spread hota hay wo broker ka commission hota hay har pair pay broker nay apna commission set kiya hoa hay to jab ham trade open kartay hain broker apona commsion deduct kar deta hay and phir hamari trade chalti rehti hay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    Last edited by ; 29-04-2020, 11:46 PM.
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Concept of spread...........

      pips k drmayani fasly ko hum spread khty hain aur hamain is forum main pips ko km rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum sucess hn gay aur hamain market main bi knowldg acha ho ga tab hi hum achy say trade kar skat hain aur is forum main rules ko mind main rakhna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Concept of spread...........

        g bilkul sahi kaha ap ne and spread ko achy se clear kiya hai spread infact broker ka commission hota hai k ham jo bhi trade open kerty hain is ka commission broker deduct kerta hai and her pair ka spread alag hota hai jo k jab ham trade kerty hain to us time charge kiya jata hai and hmay is spread ko lazmio accept kerna hota hai kiun k ham isi way main markete main broker k through entry le sakty hain spread charge ker k hi broker hamy almi mandi main le jata hai jahan hamy sell ya buy se boht acha profit bhi ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Concept of spread...........

          spread size basically Forex trading mein broker ka commission Hota Hai Jo Koi Bhi trade open hone ke bad jo aapko lost ho raha hota hai vah broker ka commission hota hai aur uske bad Forex trading main aapko profit hota hai broker apna commission pahle Le leta hai FIR uske bad tamam trade ka profit aapko Mil Jata Hai isliye achcha kam Karen mehnat se kam Karen aur Forex trading mein apna kaam Hamesha perfect Karen
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Concept of spread...........

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
            Forex member Forex trading may spread Commission form Hota Hai Jab Ke Jab Ham broker say indirectly apni trade Kisi bhi currency pair Mein lagva Dete Hain to broker ki taraf se Hamen show Kiya jata hai jo unke Ek Tarah Se Hamara Commission hota hai jo Humne broker ko Dena Hota Hai Har currency pair mein spread same Nahin hota hai isiliye brokers ki taraf se Kisi pair Mein spread means Commission kam hota hai ya Jyada Hota Hai........ Actual se spread concept yahi hai
            Spread Dekho ham brokers ki Commission Bhi Kya sakte hain Jo Sare hi traders ko pay karne padati hai agar Ham mein trading Karte Hain To Hamen yah Commission per karne ki padegi Yahi se broker's earning Karta Hai ISI vajah se brokers Ho Kabhi nuksan Nahin Hota Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Concept of spread...........

              Separate Dekho ham brokers ki Commission Bhi Kya sakte hain Jo Sare hi traders ko pay karne padati hai agar humne trading Karte Hain To Hamen yah Commission per karne ki padegi Yahi se broker's earning Karta Hai ISI vajah se brokers ko Kabhi nuksan Nahin Hota Hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Concept of spread...........

                G han forex market men her pair ka spread hota hey jo trade lagatay waqt hi kat liya jata hey aur trade lagatay waqt loss ki surat men show hota hey yeh spread actual servers ka commission hota hey kiun k profit ho ya loss servers ne tu apna commission lena hota hey

                اب آن لائن

                Working...
                X