Basic concept of indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic concept of indicators
    Forex member Forex mein bahut se members Aise Hain jinko apni trading play full confidence ke sath sath Apne indicators per bhi ful believe hai Kyunki Kuchh members ko lagta hai ki indicators ko use karne se Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain vah integrators Hamare liye successful tab Hota Hai Jab Ham uska sahi se use karte hain Jab Ke Basic concept indicators ka ye hai ki Ham apni trading ke liye indicated se Mashwara Lete Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Basic concept of indicators

    meray khayal main hamen fully indicators pay dependant nai hona chy bal k hamen apna khud ka achi trha say analysis karna chy and analysis itna strong ho k ham kabhi loss main jain hi na, indicators ki help zarur li jay but un pay depend karnay say trading ka miyaar behtr nai ho sakta es liay mehant say kaam kareain kyun k Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    Last edited by ; 29-04-2020, 11:44 PM.
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Basic concept of indicators

      indicator ko use kar k hi hum sucess hon gay aur is k bary main planing karni ho gi tab hi hum market main kam karny k kabil ho sakty hain aur is forum main kam karny k liiye learning karni ho gi tab hi hum run karine gay uar hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Basic concept of indicators

        bilkul dear Forex trading indicators ki bahut jyada value hoti hai agar aap isme indicators ko proper use karte hain to aapko Forex trading mein bahut achcha fayda ho sakta hai isliye Hamesha koshish karen kay indicators ka use mast Karen Taki aap indicator ko use karke Forex trading mein basic analysis karne ke bad hi updated open karte hain to aapko ismein bahut accha profit hone ke chances increase Ho jaate Hain
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Basic concept of indicators

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
          Forex member Forex mein bahut se members Aise Hain jinko apni trading play full confidence ke sath sath Apne indicators per bhi ful believe hai Kyunki Kuchh members ko lagta hai ki indicators ko use karne se Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain vah integrators Hamare liye successful tab Hota Hai Jab Ham uska sahi se use karte hain Jab Ke Basic concept indicators ka ye hai ki Ham apni trading ke liye indicated se Mashwara Lete Hain
          Bahut Sare traders trading karne ke liye indicators to use kar denge lekin unko indicators ko properly use nahin karna aata iska main reason Gaye hota hai ki vah indicators ko Bina soche samjhe hi use kar lete hain aur yah samajhte Hain Ki indicators haymarket ka trend Sahi tarike Se batate Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Basic concept of indicators

            Bahut Sare traders trading karne ke liye indicators to use karte hain lekin unko indicators ko properly use nahin karna aata iska main reason kya hota hai ki vah indicators ko Bina soche samjhe hi use kar lete hain aur yah samajhte Hain Ki indicators haymarket ka trend Sahi tarike Se batate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Basic concept of indicators

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
              Forex member Forex mein bahut se members Aise Hain jinko apni trading play full confidence ke sath sath Apne indicators per bhi ful believe hai Kyunki Kuchh members ko lagta hai ki indicators ko use karne se Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain vah integrators Hamare liye successful tab Hota Hai Jab Ham uska sahi se use karte hain Jab Ke Basic concept indicators ka ye hai ki Ham apni trading ke liye indicated se Mashwara Lete Hain
              Forex market Mein trading ke liye Jo indicators use hote hain unke bare mein Basic concept To Yahi hota hai ki yah Hamen market Mein trading ke liye guidance provide karte hain aur aisa hota Bhi Hai Kisi had Tak ke Ham Agar Kisi indicator ko acchi Tarah read karna learn kar lete hain To Hamen bahut acchi indication kabhi kabhi mil rahi Hoti Hai Jis per Ham trade open karke bahut acchi earning Kar Bhi sakte hain To Hamen ine indicators ko acchi Tarah learn karne ke bad use karna chahie Varna Ham acchi Tarah samajh Nahin Sakenge to Fir loss karte rahenge
              • #8 Collapse

                Re: Basic concept of indicators

                Forex ma indicators ko use karty han ham markeet ko analysis karny ka liye indecatores ki bohat c kismin hoti hanin in ma RSI indecators aur bohat sa indecators han jin ki mada sa ham market ko analysis karty han ta ka loss sa bacha ja saky.
                • #9 Collapse

                  Re: Basic concept of indicators

                  g hna ap nay theek kaha hae hum forex mn ka,yabi chahtay hn to hamn forex k under trade kertay howay ak achay indicator ka intkhab kerna chahea kun k indicator ka basic concept hamray nazdeek markeet k under just guideline dana hae ur acha profit earn krana ahe
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Basic concept of indicators

                    Pakistan Forex Mein acche indicator ke bare mein agar aapka Achcha concept hoga to aapko acche tarike se acchi kamyabi Milegi mehnat Karen Achcha fayda ke liye acchi koshish karen indicator Achcha istemal Karen Uske bad aapko accha profit Milega mehnat karne wala acchi kamyabi aasani se leta hai jo mehnat nahin karta unko Achcha indicator Nahin Milta aur unko acchi kamyabi Bhi Nahin Hoti koshish karen koshish hi main kamyabi hi koshish Mein Hi Achcha experience Hota Hai mehnat Karte Rahen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X