Kya oil ki trade mein Kami hui hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya oil ki trade mein Kami hui hai
    Mere khayal se Puri duniya mein lockdown ki situation ki vajah se oil ki trading mein bahut Kami hui hai kyunki lockdown ki vajah se logo ki movement kam hone ki vajah se oil ki trading bahut kam ho gai hai ab ye dekhna hoga k lockdown ke khatm hone ke bad oil key trade up Hoti hai yah down hi rahti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Imranyari پيغام ديکھيے

    Forex market Mein jitne log crude oil Mein trade karte the unhone trade karna chhod di hai Kyunki Sab ke account wise Hue Hain Jab market mein bahut jyada kiya hai ya market crash Kar Gai Thi to use Waqt bahut jyada Logon Ko nuksan Hua Hai Jis vajah Se Ab crude IL Mein Koi Bhi trade karna Pasand Nahin kar raha Kyunki Sab Ko Aisa Hi lag raha hai ki market Dobara bhi crush kar sakti hai Jab market Dobara Crush Karegi to Fir bahut bada loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

      Dr member for extending Mein oil ki trading abhi Kafi risky Hai Kyunki abhi bhi uski price ka koi bhi confirm signal Hamen nahin mila hai isliye Kuchh Bhi Ho Sakta Hai To jaruri hai ki aap oil per trade na Karen Kyunki isase aapko loss bhi ho sakta hai koi ko ek apni real price Tak Aane De jisse aapko trading karne mein profit Mein Milega abhi oil apni real price Tak Nahin Aaya
      • #4 Collapse

        Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

        One thing I want to note is that
        depending on the trade, I can have different stops based on the scenario.
        Let’s say I’m long the market and have a protective stop in. I also may have
        a system that gets out of a long trade if the market gaps open higher and
        then goes five ticks below unchanged for the day
        • #5 Collapse

          Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

          oil par bi trade kar skaty hain aur hamain chahye is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain markt main bi greed ko avoid kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamaine xpeirence ho ga tab hi hum achi trade karni ho g tab hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

            Dear brother forex trading men crude oil aik risky pair hey iss men fast aur unexpected movement hoti hey aur last week men crude oil ne tamam logon ka account kar diya hey iss liay filhal crude oil pe log bahut kam trading kar rahay hen ya crude oil pe trading se avoid kar rahey hen
            • #7 Collapse

              Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

              Bhai Mera khyl ma tu aj KL oil pr trade lgani hi nhi chahia keon ka oil ki market ka kuch PTA nhi ha up jy ya down is Lia best way yahi ha ka oil pr trade na lgyain aj KL oil pr loss ka chance zada han
              • #8 Collapse

                Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Imranyari پيغام ديکھيے
                Mere khayal se Puri duniya mein lockdown ki situation ki vajah se oil ki trading mein bahut Kami hui hai kyunki lockdown ki vajah se logo ki movement kam hone ki vajah se oil ki trading bahut kam ho gai hai ab ye dekhna hoga k lockdown ke khatm hone ke bad oil key trade up Hoti hai yah down hi rahti hai
                all kilometre mein Kahan se aayi hai Kya coronavirus ki vajah se Puri world ka nizaam bilkul ruka hua hai aur agar aap taken to uski consumption hogi to hi uski demand jyada hoti hai aur market mein uske price acche hote hain lekin agar uski consumption Na Ho to fir uski Koi value nahin hoti ISI vajah se iski market value down Hui hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

                  crude oil trading mein bahut jyada kam me aana shuru ho gayi hai kyunki is Forex trading Mai ko main bahut se members ko loss hua hai isliye aapko ismein kam karne ke liye bahut jyada careful hokar trade karna hogi kyunki isase bahut sare accounts wash hue hain isliye aapko Hamesha ismein kam karne ke liye best working karne ka hi fayda hone ke chances increase hote Hain
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya oil ki trade mein Kami hui hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Imranyari پيغام ديکھيے
                    Mere khayal se Puri duniya mein lockdown ki situation ki vajah se oil ki trading mein bahut Kami hui hai kyunki lockdown ki vajah se logo ki movement kam hone ki vajah se oil ki trading bahut kam ho gai hai ab ye dekhna hoga k lockdown ke khatm hone ke bad oil key trade up Hoti hai yah down hi rahti hai
                    Oil ki trade Mein Kami hone Ki vajah Hai market ki moment ke bare mein maloomat Na Milana Kyunki market jo hai vah all my country Mein Kabhi Upar ho rahe hai aur Kabhi niche ho rahi hai isliye oil free trade mein bahut jyada Kami I hai jo log bhi file Path Read kar rahe hain vah bahut risk le rahe hain bahut Logon Ne oil CarTrade Karke Apna account was kar liya hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X