Dear hum insta forex par jab account banaty hai aor aus ko verify karwana ho to aus mai kafi zayda time laga jata hai ap ne agar ais mai apna account verify karwana ho to ap ko ais mai documents upload karny k baad kafi zayda time lagana parta hai aus k baad ais mai account verify hota hai ais mai koi aisa tareeka hai jis se account jaldi verify ho jaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим