Technical analysis kya hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis kya hota hai?
    Mere bhaiyon main aapko bahut hi acchi information dene ja raha hun Agar aapko Koi Yaad Karva kar lagta hai ki yah Kisi kam ke layak hai to post ko like kar dena
    Technical analysis different chezon pr mushtimal ha jesa keh candlestick chart, support and resistance, trend measurement, swings, correct moves, impulsive moves etc or ic k elawa tmaam tools jo ham trading k liye istmaal krty hn.
    Ye sb chezyn sikhny k liye bht sary time ki zrurat hai or ye itna zruri hn smjhna keh ic k bgr ap trading na successful hony k bary ma sochye b mat....
    Lkn technical analysis strong kesy ho ga? Definitely practice krny sy hi strong ho ga jitni zyada practice kryn gy itna jaldi apko ic pr br tri hasil ho gi or itna jaldi hi ap trading ma kamyab hona shru ho jayn gy..... I hope kya aapko yah Pasand I ho aur Agar aapko thoda bahut naraj hai to aap isase baki hai karte ho ja Agar Pasand Aaya to please thank you Karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis kya hota hai?

    Yes dear member aapane bilkul theek kaha aur main aapki baat se totally agreed karta hun aur aapane bilkul thoroughly hamen bataya ki kaise forex trading mein technical analysis ke sath aage badhana hai agar dekha jaaye to brief discussion ke sath aapane apne topic aur apne technical analysis ko describe kiya hai aur har trade ko yah bataen hai ki kaise technical analysis importance hai khaskar ke forex trading mein jab aapke pass na to knowledge ho aur na aapke pass kitni leverage hogi aap apne account se bahut jyada earning kar sake lekin technical analysis important ko aap sab ko bataya karke UN logon koaur aapane ek acchi post share ki sab trader ke liye Jo technical analysis ki vajah se Hi trading mein loss kar rahe the main bhi kafi aapki post impressive hun aur mujhe bhi kafi chijen new pata chali Hain technical analysis ke bare mein thank you so much aur aapki appreciation ko main bahut jyada like karta hun.
    Last edited by ; 29-04-2020, 09:24 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Technical analysis kya hota hai?

      Dear technical analysis Kabir karne se pahle aapko a clear aur badhiya sansi burning Hai technical analysis Samjhana Chahunga aap is Waqt Jo market Mein Chahat ko analyse kar rahe hain aur use chat per jo aap candlestick pattern aur chart patterns find out kar rahe hain ya koi indicators used kar rahe hain yah use market ko aap Bar Bar Koi position find out kar rahe hain with the help of some candlestick pattern chart pattern or indicators to ISI ko technical analysis Kahate Hain technical ko Jab Apne chat open kar liya aur Market Ke Main evidence ko find out karna start kar diya to yah aap technical analysis hi kar rahe hain Jaate Hain apni Aankhon Ke Samne
      • #4 Collapse

        Re: Technical analysis kya hota hai?

        hamy technical analysis ko achy sy samaj kar is ky rulesko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha or acha bonsu hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hai jis main hamara koi boss nahi hota ham is main apny boss hi hoty hain yai aik reak business hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Technical analysis kya hota hai?

          Dear Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye Hamen technical analysis karna padta hai Hamen market ko understand karna padta hai aur movement ko understand karte hue Ham future ko understand aur future price ko identify karte hain without understanding and without analysis Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte technical analysis Mein Ham different indicators ko use karti hain aur market Mein entry points find karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Technical analysis kya hota hai?

            aapko itna nahin pata ke analysis kya hota hai aur aapane is per thread bhi create kar diya hai vah ji vah kya baat hai bahut achcha kam Kiya aapane ek chij ka aapko bataya nahin FIR aap use per thread bhi create karte hain aur FIR puchte Hain ya koi bacchon Wali baat to nahin hai saiyaan ho jao
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Technical analysis kya hota hai?

              Dear techinical analyse infact wo analuse hain k jis main ap main ap markete ki movememt ko dekhny k liye chart ki help lety hain and is main different indicatiors ka use kerty hain different time frame main chart main banny wali candles ko dekhty hain trend line ki help se analuse kerty hain and markete ki current movement ko dekhty huy is k next target ka andaza lagatu hain phir isi hisab se markete main ager down trend bany to sell ki trade open ker dety hain and ager up trend ho to buy ki trade open kerty hain and ap ne bhi technical analyse ko biht achy way main explain kiya hai is se new members help le saky gy

              اب آن لائن

              Working...
              X