RSI kia ha ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI kia ha ??
    doston aj me ap ko RSI YANI (RELATIVE STRENGTH INDEX) KE BARE MAIN BATON GA ye bohat hi ziyada istimall hon wala indicater yani signal haa jab app RSI ko main chart per lagin to is ko deken agar RSI ka line 70 se ooper hai to ye humen sell ki trade karne ka signal deta hai or agar line 30 se neche hai to buy ka signal deta hai jaisa ke picture me mazeed bataya gaya hai ya bht e acha indectot ha bs apko isko soch smj kr use krna ota ha .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI kia ha ??

    Dear Rs I basically indicator hai jo forex market Mein use hota hai agar iski Abbreviation main aapko Bataun to Uske Abbreviation aur Se Banta Hai Railway Se Banta Hai strength index Rs indicator Jab aap Kisi bhi Chat pe apply Karte Hain To iski do value sabse Jyada popular Hain Jin per aap apni position Le sakte hain Agar Rs daily time frame Mein 80 plus ke a moment per chal rahi hai to aap ke liye behtarin entry hoti hai cell position ki agar daily time frame 8:30 per Munh kar rahi hai to aap ke liye Bole opportunity hoti hai aap isko Apne demo kahan per reply Karke bhi use kar sakte hain aur yah Kafi Jyada maximum Iske result positive Aate Hain Jab aap isko chat per reply karte hain
    • #3 Collapse

      Re: RSI kia ha ??

      Forex trading mein RSI Main best indicator Hai joki Ham trading ke liye use karte hain yah vah indicator hai jo sabse Jyada use Kiya Jata Hai Forex trading mein basa ke liye indicator isiliye use kiye Jaate Hain Ki Ham forex market ko samajhne ke liye Unse Mashwara Le sake isliye yah vah indicators Hai Jinse Ham market ki prediction Ko Dekhkar apni trading Ka Faisla kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: RSI kia ha ??

        Forex trading business Mein LSI indicator Hai is indicator ka naam relative index hai indicator bahut Achcha hai lekin isko istemal Karne Ka Tarika Hamen Aana chahie yah bhi acchi profit Dene Ka Amal Rakhta hai aur yah Ek bahut behtarin indicator Hai LSI indicator istemal Karne Ka Tarika yah Hai Kijiye 80 ke level per Jaaye to sell karna hai uske level per aaye to buy Karna Hai Sahi indicator hai yahi kaam karta hai
        • #5 Collapse

          Re: RSI kia ha ??

          Hamen inductors Ka istemal Karke market Mein amount deposit Karke trade Lagani chahie fr he Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Forex Ek online business Hai Isko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham mehnat karte rahenge To Hamen Paisa Milta rahega
          • #6 Collapse

            Re: RSI kia ha ??

            hamy rsi ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kr sakty hain hamy aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny agr beth kar is main kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbt bohat hi acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: RSI kia ha ??

              hamain indicator ko ue kar k h hum achi trade karni ho gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain is k bary main information achi ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain cahhye is k bary main practice karni ho gi ta k earn karnay main bi asnai ho saky gi aur hamain analyse karna ho ga tab hi hum achy say trade kar k hi hum run karin gay
              • #8 Collapse

                Re: RSI kia ha ??

                RSI acha indacatior hain hum es main trade lga skty hain huminn es main mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kam kar aky hum sucess ho skty hain hum es main indacitor ka use kar kay hum market main hum trade lga skty hain hum es main expert bn kar humain es main kam karna ho ga hum es main live trading karty han our orex 1 acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: RSI kia ha ??

                  Bhai sahi btaya apny Rsi indicator hmy rahnumai deta hai
                  Aur buy)sell currencies mai madad deta hai
                  Ta k hm apny profit ko zaiada sy ziada yaqeeni bna saky aur ye bhi k hm
                  **Loss ko
                  Km kr sken.
                  Do it before other will do!
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI kia ha ??

                    RSI aik indicator jo hmain market ki ane wali movement ka bata hai lekin is mein ap ko buhat loss ho sakta hai kyon ke is mein ap ke liye buhat mushkil ho sakti hai hmain is mein kaam karne ke liye bus karna ye hai ke jis bhi cheez ko ham apne liye select karte hain aur kaam karte hain us mein khoob practice karain aur experience acha hasil karain jab ham experience hasil kar lete hain to ham kameyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI kia ha ??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nosheen420 پيغام ديکھيے
                      doston aj me ap ko RSI YANI (RELATIVE STRENGTH INDEX) KE BARE MAIN BATON GA ye bohat hi ziyada istimall hon wala indicater yani signal haa jab app RSI ko main chart per lagin to is ko deken agar RSI ka line 70 se ooper hai to ye humen sell ki trade karne ka signal deta hai or agar line 30 se
                      neche hai to buy ka signal deta hai jaisa ke picture me mazeed bataya gaya hai ya bht e acha indectot ha bs apko isko soch smj kr use krna ota ha .
                      Basically Rsi aik indicator hai aur ye trade ki movement ko note krny k liye hota hai iss ma hum open ki Hui chez ki up ya down ki hui movement ko dekh kr andaza lga sakty hain k hum faidy ma ja rhy hain ya loss ma RSI se humein trade open krny ma b madad milti hai kun k ye humein kuch dair pehly ki hui hui market value ko b show kr rha hota hai jis se humein kafi kuch analyze krny ko milta hai
                      Thanks.. :1f612:
                      • #12 Collapse

                        Re: RSI kia ha ??

                        AOA Rsi ka mtlab relate strength index ye forex mian bht ziada use hony Wala indicater Hy ye market ki movement ko btata Hy hum indicator ko use kr k market ki movement ko deposit krk trade lgani chahye agr ap ksi Rsi ko ksi bhi chart py aply krte hain iski two velue ziada papulr hai agr ye daily 80 plus movement py chal RHA hai ap k liye behtren intry possion hy
                        • #13 Collapse

                          Re: RSI kia ha ??

                          Ya us business ma kama ker na waila log per cheek ker na waila director ka name hy jo hum ko us business ma signals ki reply ma cheek ki hua message ko bata hy k ya gilt hy ya thk
                          • #14 Collapse

                            Re: RSI kia ha ??

                            Yah ek aisa indicator hai ki jisse members ko trading co continue karne mein kafi jyada help mil jaati hai lekin iske bare mein bhi members ko kafi learn kela hota hai aur uske bad hi member isko use kar sakte hain jo member bhi isko use karne ke bare mein learning kar leta hai uske liye isko use karna bhi iji ho jata hai members ka indicator use karna bhi sahi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: RSI kia ha ??

                              RSI iaik ndicator Hai Ham iski best trading business mein market ko analysis kar sakte hain Agar Ham Chahte Hain Ki Ham market Mein acchi profitable trading Karen To Hamen market Mein indicator ka knowledge Hasil karna hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X