News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News based analysis kerny ka behtreen tareeqa
    Agar hamain koi forex related news milti hai tou us main previous values aur expected values show ho rehi hoti hain lekin in per market kis direction main move kery gi usky liay hamain same news ko previous news per market ki movement ko sath compare kerna perta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

    Hamen analysis Ka istemal Karke market Mein kaam karna chahie Fir Bhi Ham kam kar Sakenge Agar Ham analysis ko ignore kar denge To Hamen nuksan Ke Siva Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga usko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai ismein UK or USA Jaise countries involved Hain for business Pakistan mein famous ho chuka hai
    • #3 Collapse

      Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

      hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main analysis ko use kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kr sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain is main hamara koi boss nahi hota hain
      • #4 Collapse

        Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

        Ji Haaaan aaap Ki baaat Sahi Hai Agar Hum News Main maRket Ki PreVioUs Values Ko CheCk kaRen Or New ValuEs Ko check KaRnay k Baaaad MaRkEt Ko Analise KaRen To Naaaaa sirf Kaaafi Achay Analisis KaR SakTay Hain Balke Trade LaGaaa KaR Kaaaafi Achaaa pRoFit Bhi Kamaaa SakTay Hain To HumEn Is Main MeHnat Jaaari Rakhni Chaahiye Taakay Kaamyaabi HaaasiL KaR SakEn Or Loss se Bhi Khud Ko Bachaaa SakEn....
        • #5 Collapse

          Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

          ge dear aga fundamental analysis kar kay pher trad karain gay to he hum kmayb hon gay agar hum forex main kamayb hona chahty hain to pher he hmain forex main technical analysis kar kay ky pher he hum trad kar skaty hain hamain news ko achay say or samjah ky pher he hamain forex main acha kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gay
          • #6 Collapse

            Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

            news Hamare Liye market ko analyse karne ke liye behtarin Zariya hai Jo Hamen main bahut jyada benefit provide Karti Hain isliye Humko koshish Karni chahie ki news ke sath touch Raha Karen aur Jab Koi news Humko milati hai to use news aur Market ko donon ko analyse Karen aur apni judgement se market ki movement ka guess lagakar read Karen
            • #7 Collapse

              Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

              Yes dear ap nay theek kaha, but in addition, hamain in values ko safety point of view sat thory gap say laina chahiye, agar oil ki prediction 12.90 say sell main jany ki hay to hamain, 12.80 say isko sell main lagana chaiye ta keh ham apni trade ko safe rakh sakain.
              • #8 Collapse

                Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                forex main hum es main analysis kar kay hum es main es ko use kar kay hum es main kam kar skty hian humain es main kam ko karny kya ley humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamajb ho skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat maikn be kam kar skty hain hum es main kam kar kay hum es main sucess ho ksty hain
                • #9 Collapse

                  Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                  Agar hamain koi forex related news milti hai tou us main previous values aur expected values show ho rehi hoti hain lekin in per market kis direction main move kery gi usky liay hamain same news ko previous news per market ki movement ko sath compare kerna perta hai
                  Achi bt share ki ap ne dost humein hr new's se alert rehna chahyie kun k forex ma trading krna asan nhi hai iss k liye hardworking hony k sath sath experience ki b bht zurart hoti hai bina experience wala trading nhi kr sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                    dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar ham nay kamyb hona hay to is main ham ko zaroor news ko assess karnay k bad main he ham kamyb ho sakein gye is main ham ko achay say kam ko karna hay is main ham ko mehnat k sat apnay kam ko last tak karty rahna ho g is main ham ko achay say acha kam ko karaty rahnay ki try karna ho g agar ham nay kamybi ko gain karna hay to .
                    • #11 Collapse

                      Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                      Je han, hamy forex ma news ki importance sy ikhtalaf ni karna chahe, kiu news market par bhot gehra asar chor k jati hai, hamy us news ka market par bus impact talash karna hota hai, bahaz dafa hamy news ka pata b hota hai, but ham us k impact ko correctly measure ni kar paty, jis k waja sy market hamary analysis k mutabik move ni karti,
                      • #12 Collapse

                        Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                        G han jab new base per analuse kerna chahen to is main previous and exoected values show ho rahibhoti hain id main same time amin ham markete ko dekg sakty hain k kos way main move kerny wali hai and markeye ki isi mohememt ko dekhty huy gam easily boht achy way main analhse ker oaty hain jab markege dangrous ho to news lo lazmi ahmiyat di jay kiun k aest halat main matkete totally news per hi depend kerti hai so news ko lazmi follow karen and news base per analgse lazmi lerna seekhen ye thora tough hoty hain but boht strong hogy hain
                        • #13 Collapse

                          Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                          best analysis k leye work out karna chahye analysis achey hony par ap ki profit bhi achi ho gi hum sab ko mehnat ki zrorat hay forex trading sab sy behtar aur acha business hay es main hum invest kar k trading karty hain us say hum profit gain karty hain mehnat karo aur best analysis say achi trade open kar k profit hasil karo
                          • #14 Collapse

                            Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                            News based analysis karne ka sabse behtarin Tarika yah hai ki Ham daily basis per news ko watch Karen unko learn karne ki koshish karen aur uske bad Different techniques aur tools ka istemal karte hue Ek proper plan banane ki koshish karen aur news ke Waqt short term trading Karke Achcha fayda Hasil Karen Yahi Hamare liye Behtar trading ho sakti hai aur ISI Tarah Ham minimum profit se maximum profit ki taraf Ja sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News based analysis kerny ka behtreen tareeqa

                              G dosto hamary analysis bilkul accurate hony chahiyan agr apko ksy bary ma clear ni hy to koi bat ni.hamary analysis news based our authentication procees k through ho.ta k as sy ham kuch steady krly.trading news alert lgaly to apko dunya bhr k markets ki news mil jayan gy ya sub kuch mehnat k bagheer ni hoskta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X