Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?
    Emotion py control Forex mai yaqini kamyabi ka zarya hai. Agar emotionally disturb hun to us din trading mat karain 100 % loss k chances hain trading k liy fresh mind ka hon abohat zaruri hai. Is k sath sath wo log jo profit & Loss par apny emotions ko control nahi kar sakty wo bhi loss uthaty hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muradamin پيغام ديکھيے

    G dear esa hi hai jinay emotions ko control kar lia usnay samjhay trading seekh li, emotions ko trading psychology ki madad say hi control kara ja sakta hai, is lie trading psychology ka ek important part hai jo aki trading mai 50% help akrta hai, kaha jata hai trading dill say akrni chaheye werna sirf oportunity ka wait karan chaheey, q k ager zabardasti trade ki jai to uska result hamesha negative hi huga
    • #3 Collapse

      Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

      Yes dear,hamain trading kay liye active, confident and relax mind ka use karna chahiye, q keh tensed and stressed situations main na to hum market and trends ko analyse kar sakty hain or na he planning kar sakty hain, is kiye hamain aisi situations main trading say avoid karna chaiye.
      • #4 Collapse

        Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

        Ji Bhai aapki baat bilkul theek hai ki Jab Ham trading kar rahe Hote Hain To Ham Ko Jyada emotional hokar Nahin sochana chahie Kyunki Jab Ham emotional Honge to use per Humko galat decision Le sakte hain aur Apna nuksan bhi kar sakte hain isliye Jab aap Koi decision Lene Lage Koi trade Lagane Lage to relax Ho Kar fresh mind Ho Kar Soch Samajh Kar ek hi dafa Faisla Kare aur acchi trading ka hissa bane
        • #5 Collapse

          Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

          Yes dear forex ma wo he kamyab hota hai jo apny emotion ko control ma rakhta hai, trader jo loss sy zayada khus ho jaty hain or loss sy pareshan ho jaty hain wo kbi kamyab ni hoty, traders ko emotion less hona chahe, kiu k tb he wo market ma achy andaz ma perform kar sakyn gy, agr ap sensitive hain to phr ap k acct wash hony ka chance zayada ho ga,
          • #6 Collapse

            Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

            agar ap apne emotions pe control nahi karte hain to ap keo loss hoa hai ap sahi kaam nahi kar sakte hain agar ham ne kameyab hona hai to hmain is tarah ka kaam karna hai ke ham bus apne kaam ko focus karain aur kisi bhi tarah hmain greed nahi karna is ka sab se acha way ye hai ke ham mehnat se kaam karain aur money management ko follow karain aur agar ham ne aesa kar liya to ham buhat jald kameyab ho jayen ge
            • #7 Collapse

              Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muradamin پيغام ديکھيے
              Emotion py control Forex mai yaqini kamyabi ka zarya hai. Agar emotionally disturb hun to us din trading mat karain 100 % loss k chances hain trading k liy fresh mind ka hon abohat zaruri hai. Is k sath sath wo log jo profit & Loss par apny emotions ko control nahi kar sakty wo bhi loss uthaty hain .
              Trading karte hue aap log emotions per control Rakhe tabhi aap log Kamyab ho sakte hain yani kya aap Logon Ko Jitna acche tarike se control Hoga Apne emotions per aap itni acchi tarike se trading kar Sakenge ek baat Hamesha Yad rakhen Jab aap log trading kar rahe hote hain to aap log emotional Ho Jaate Hain khaskar aap Logon Ko Jab Las ho jata hai last hone ke bad jyadatar log jo hai vah emotional hokar sochana Shuru kar dete hain aur Forex ke bare mein ek bad comments jo hai vah apne mind Mein produce kar lete hain ki Forex Achcha nahin hai na ki vah jo launch Hua hota hai. Ki apni mistakes ki vajah se hota hai Forex ki vajah Se Kabhi Kisi Ko Khush Nahin hua Hamari apni bad planning bad money management poor trading strategies ki vajah se Hamen loss hota hai aur ham log jo hai Forex ko iska Kasur Bahar rahte hain
              • #8 Collapse

                Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                dear friend Apne Jazbaat ko Hamesha control mein rakhen sirf Forex main hi Nahin koi bhi karo Baar Ho usmein Apne Jazbaat ko Jab Tak control Mein Nahin rakhoge aapko nuksan hone ka Dar rahega Forex mein bhi apne aap ko control mein rakhen jyada Josh mein aane ki jarurat Nahin Josh Mein Aakar aap apna nuksan kar baithoge
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                  Emotion pr control trading mai bht zrori hai,agr ap ko emotion pr control hga then ap
                  *Double pair nhi lgayngy
                  *Loss k chances km hngy
                  *Account wash hny ka danger nhi hga
                  Dreams ko achieve krna hai to bhai logo dream filhal dekhny chor dy
                  **Hard work
                  Pr trust rakhy ta k achy business man bn saky
                  Do it before other will do!
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                    G Haaaan aaaap Ki Baaat Sahi Hai Hum FoRex Main Jab Tak Apnay Emotions Par CoNtrol Nahi KaRen Gy Tab Tak Naaa hi hum Kaamyaab Ho SakEn Gy Or Naaaa hi Earning Main iZaafa KaR SakTay Hain To HumEn MeHnat Se Kaaaam KaRnaaa Chaahiye Or Jo Bhi Trade Lagaaani Ho MaRket ko Achi TaRhaaa Anlise KaRnay k Baaad Trade Lagaani Chaahiye taakay Kaamyaabi k ChanCes Zyaada Hi HooN....
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                      Jis Tarah laalach Hamen profit Hasil karne Nahin deta ISI Tarah Hamen emotions bhi Kamyab Nahin hone dete isliye Agar Ham Forex trading Jaise risky business ke andar successful Hona Chahte Hain Achcha profit Hasil karna chahte hain to iske liye Hamen dil se nahin balky dimag se working karne ki koshish Karni Hogi Jab Bhi Ham dil se kam karte hain to hamare emotions a Jaate Hain aur jisse Hamare liye kamyabi Hasil karna Mushkil ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                        Forex totally minded business hai agar ismein proper plan Banakar working Karenge tab hi best tarike Se Kar Sakenge Agar ismein emotional hokar working karte hain market Mein best trading Nahin Ki Ja sakti plans hi best trading ki Ja sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                          emotional control agar ap kar lete hain to ap ko yakeen hona chahiye ke ap kameyab ho sakte hain aur ap acha earn kar sakte hain is liye hmain chahiye ke ham kameyab hone ke liye sab se pehle emotional discipline ko follow karain agar ham ne aesa kiyato ham kmeyab ho sakte hain is mein hi hmain faeda ho ga aur ham kameyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                            Emotions per control Forex trading Mein kamyabi Ke Liye Is Liye important hai ki unke Aksar aisa hota hai ki Ham stop loss take profit ke sath apni trade open kar lete hain aur Market ko watch Nahin Karte lekin Jab Ham Bar Bar watch Karenge to hamare emotions Ke Aane Ki vajah se Ham apni trade co loss Mein Hi close kar denge jo ki bahut galat baat hai Hamen Aisa bilkul bhi nahin karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotion py control Forex mai kamyabi k liy kio Zaroori hai?

                              Han g ao sahi kah rahy hain k agr hum forex trading main kamyabi hasel krna chahty hain to hamain imotion of control krna chahay hamain forex trading Mao achi trading krny chahay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X